Use of Stop Loss & Take Profit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2116 Collapse

    G han app ne sahi kaha ha hmen is business me stop loss or take profit ka use har trade me krna chahe kyun k ye aik asa tool ha jis se hm is business me loss se b bach sakty hain or is business me is se hm acha profit b hasil kar skaty hain isi liye ye dono tools best ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2117 Collapse

      I 100% agree with you, forex trading mein stop loss and take profit ki ahmiyat se inkar nahi kiya ja sakta, ye tools humaray faiday kay liye hain and inhain har trade mein use karna chahiye ta'k account wash out honay se bach sakay.
      • #2118 Collapse

        is men humen yeh dono lazmi tor par use karne chahiye is men bi aik trader hon jab main demo use karta tab nahi lagata tha magar real men lagata hon is men hum ager screen ke samne na hon to aik limit se ziyada loss nahi hota
        • #2119 Collapse

          stop loss or take profit trading men bohat he eham hote hen ager ye use na keye jain to us soorat main loss hone ka kahatra ziyada hota ha is leye me to har aik ko kehta hon ke koe bhi trade lagaty howy us ke sath stop loss or take profit lazmi lagain
          • #2120 Collapse

            jnab hum jab trading main kam karty hain to humain is main take profit ko use karnay say humain kafi achi earning hasil ho sakti hay humain ziada loss nai ho saky taa gr is main stop loss ko use karty hain kun kay aik limt tak trade close ho jati hay
            • #2121 Collapse

              jnab hum jab trading karty hain to humain is main stop loss ko use karna ho ga ta kay humain is main market main ziada loss ho raha ho ti huamin is main loss km ho sky or humain is main take profit say humain acha profit hasil ho skata hay
              • #2122 Collapse

                ha g stop loss or take profit bohat aham techinque hai q k aik banda her time computer k samny nahe baith sakta to is condition k lai lazmi hai k sotp loss or take profit ko use krain taky han market ki ups and down se faida utha sakain or apny equity save rakh sakain
                • #2123 Collapse

                  forex trading mein stop loss aur take profit dono hi bohat behtreen tools hian aur apko chahiye ke ap in dono ko zaroor us ekaren aur inke baghair koi bhi trade nahi lagayen.
                  • #2124 Collapse

                    yes dear bilkul stop loss and take profit ko use karna chahiye, stop loss risk management ke leye istemal keya jata he, aur take profit money management ke leye use kara jata he, aur yeh dono tools best he, apni strategy aur planing ke mutabiq trade kare aur har trade men stop loss and take profit ko set kare take apka account safe and manage hota rahe..
                    • #2125 Collapse

                      Stop loss aur take profit donon buhat zabardast options hain aur hamain trading key doran in ko zaroor use krna chaheye. Stop loss hamain ziada loss sey bachata hy aur take profit key use sey hum greed sey bach jatey hain aur hamari equity safe rehti hy aur ziada loss nahi hota.
                      • #2126 Collapse

                        Ziada loss na honey ki aik reasons yeh bhi hoti hy keh log stop loss aur take profit wala option use nahi kartey aur yun market main tezi ki waja sey loss control main nahi rehta hy aur ziada loss ho jata hy. Stop loss aap ko ziada loss sey bachata hy aur take profit ka use aap ko greed sey door rakhta hy aur aap ki equity safe rehti hy.
                        • #2127 Collapse

                          Well mai jub bhi apni trade ko execute karta ho hamesha take profit and stop loss zaror lagata ho zyada tar trader khali take profit use karte hai aur stop loss ko khali chor dete hai jis ke waja se unhe bohat bara loss hota hia humhe stop loss bhi zaror lagana chaiye.
                          • #2128 Collapse

                            Forex aik risky business hy aur is main hamain aisi strategies use krni hain jin ki waja sey hum ziada loss sey khud ko bacha sakain. Stop loss aur take profit aisey options hain jin ki waja sey hum ziada loss sey bach jatey hain aur hamari lots automatically close ho jati hain. Jabkeh take profit hamain greed sey bachata hy.
                            • #2129 Collapse

                              stop loss ka take profit ke sath hamesha use kiya jana chahiye kiun ke me bhi in dono ka use hamesha trading me karta hon or in ke bina trading nahi karta kiun ke demo per losses bohat hue hain mujh ko is waja se me ab in dono ke bina trading nahi karta .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2130 Collapse

                                jnab hum jab trading karty hain to humain is main stop loss ko use kar kay trading karni ho gi ta kay humain trading main loss b km hasil ho saky or huamin is main takke profit ko use kar kay trading karni ho gi ta kay huamin achi eanring haisl ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X