Use of Stop Loss & Take Profit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    ye dono techniques bht fit hain lekin stop loss ka masla ye hai k trend ne jana to hamari favour main he hota hai , lekin wo thora sa dhoka day kar jaata hai , agar stop loss lagaya ho to hamari trade khud he close ho jati hai ,,,,...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      Stop loss or tak profit dono k use bhut zrori hy ic ki wajah hume loss kam huta hy o humara profit huta hy tou wo zaya nai hota ic mai ap ki bjli ka msla huta hy chali jae tou loss nai huta hy
      • #423 Collapse

        I think kay stop loss or take profit hamray body guards ki tarha hain yaani agar hum kisi trade ko tp or sl day daytay hain tu agar market hamray haq jati hai or tp hit karnay kay baad agar market wapis ati hai tu hamara profit automatically lock ho jaye ga issi tarha agar market hamaray against jati hai tu sl hit kay losss zyada honay ki bijaye thorray loss main hi trade mukammal ho jaye gi
        • #424 Collapse

          jee haan yar main stop loss or teak profit ko lazmi tuo per use krta kyun k main ik shop per work krta huo or time per tard ko cloas krna mery bas main nei hota hai tuo per ye tool mery kaam ahta hain
          • #425 Collapse

            Agar apki huge investment hai to ap isko use kiyay bina bhi trade kar saktay hain laikin better yehi hai kay isko use kar liyay jayay yeh decision apko invetsment aur apnay experience ko dekhtay huay karna chahiyay.
            • #426 Collapse

              jab appki strategies sahi nahi hotii tu app sub kuch loss kar jatay hoo .aur profit ko hasil karnay kay liyay knowledge aur strategies ka sahi hona zarori hai
              • #427 Collapse

                ASSLAM O ALEIKUM hmmm mere bhai use of stop loss and take profit is very benificial ,,, hum sab ko chaye k hum stop loss or take profit ko use kia kren ,,, is se hamein bht faida hoga ye hamein zada loss hone se bhi bachaega or apko apki khuaish k mutabiq profit bhi dega
                 
                • #428 Collapse

                  Salam Friends, :rolleyes: You should trade in that currencies pairs who has clear signal available. Besides this if someone is continuously loosing his money and wants to stop loose and take profit, I think he has to take a break from forex trading and go to learn forex trading properly, he has to develop trading skills and have to gain proper knowledge and enough experience.
                  • #429 Collapse

                    Forex mein kabhi bhi stop loss aur take profit ke baghair koi bhi trade na lagayen kiunke ye aise tools hain jo apke liye profit book karte hain aur sath hi apko big loss se bhi bachate hain aur ek professional trader kabhi bhi inke baghair koi bhi trade nahi lagata.
                    • #430 Collapse

                      Forex Trading me jaisa kay aap ne bataya hai kay bohat se log stop loss nahi dety apny order ko iski main reason yehi hai kay logon ko market kay analysis ka pata nahi hota or unko ye fear rehta hai kay market unka order stop loss me close kar kay back na ho jay is lia stop loss or take profit lagany ki learning bhi honi chahiay traders ko
                      • #431 Collapse

                        Stop loss aur take profit dono trading ma bahot aham cheez hai jab ma trade lagata hon tho direct stop loss b lagata hon tho iss tarha ma zyada loss se bach jata hon aur jiss waqt muje kahe jana hota hai tho ma take profit b lagata hon ta k khud trade profit ma band hojaye ye bahot he zabardast hai zaroor use karna chahiye
                        • #432 Collapse

                          I can make trade when i'm not in online too so if i went to outside or not on the market then we can use stop loss and take profit option and it will close when the market reach the selected price.then it will close the trade and not going to trade even you dont know what is going on the market.So SL or TP is good for all trader those who not even on the market for long time.
                          • #433 Collapse

                            stop loss and take profit no doubt dono hi aik ache trader main hona lazmi hai .. kyun k is k behgair ap apne ap ko adjust ni kar pain gy aur ap ki tamam bnai hoi plannings khatam ho jati hai .. to mai ap ki baat say bilkul satisfy karta ho .. ye dono thing bohat complusary hain
                            • #434 Collapse

                              bhi ji mary khyal sai forex mai is ko lagany ki bjhay profit ki bajhay loss ho jata hai ur aik bari mikdar ka q kai jub hum koi trade lagaty hai to pahle wo loss mai hoyu hai akhor mai wo profit mai ho jaty hai hum nai stope loss lagaya hota hai jis sai hamri trade zaya ho jaty hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                yeh dono bht zaroori hain use karna app ager yeh use nahi karte hain or by chance light chali jati hai tou stop loss na laga ho to app ka account bhi wash ho sakta hai is liye in ko lazmi use kren is k beghair trade ka matlab khud khushi hai
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X