Do you know MACD indicator is really very helpful?(529.sabzwari
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Do you know MACD indicator is really very helpful?(529.sabzwari
    i use my own trading style and this style give me huge profit. i hope if you are use this style you can make minimum 15-20 pips profit very trade. if you see carefully then you can understand the correct movement.
    "Note: it always use M15 time frame"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han ye indicator bohat ziyada halpfull ai aur ap isko use karke achi trade e sakte hian bs baat hia is indicator ko theek se samajhne kia ur seekhne ki.
    • #3 Collapse

      Forex trading market main use hone wale bohat sare indicators main ek indicator MACD indicator bhi ha. forex trading market main forex traders MCAD indicator ke use se trading main kafi benefit le sakte hain.
      • #4 Collapse

        gee haa bhai forex trading mein hmein jo macd indicator meta trader 4 mein dia jata he woh acha he aur hmein es ko ache trah se smjhna chhe aur apne trading mein is ke istemal se hm apne trading ke trend ko ache trah se smjh kr trading mein kamaybe haisl kr skte hein
         
        • #5 Collapse

          acha mujhe is post say phle idea nhe tha is k baray may.. mein study karon ha is ko or is say fidha outhanay ki kohsishkaron ga, is trahan ki posts bohat xarori haai jin say dosron ko b fidha hoo or traders ko asi posts karni chaye...
          • #6 Collapse

            gee haan bhai macd indicators hmare lie boht helpful he hm is se apne trading mein market ke trend ko smjh lete hien aur hm apne trading mein market ke correct movement ko smjh kr apne trading ache kr skte hein aur hmien apne trading se acha profit asane se hota he
               
            • #7 Collapse

              Main ney yeh indicator kabhi use nahi kia aur nahi indicators par depend karta hoon. Main ziada tar time frames sey help leta hoon aur market key trend ko find out karta hoon. Lekan meri yehi advice hy keh indicators sey zaroor help leni chaheye lekan is key sath sath khud bhi market ko judge krna chaheye aur phir trades lagani chaheyen.
              • #8 Collapse

                gee haan bhai forex trading mein macd indicator boht acha he is se hm apne trading mein shaih market ke trend ko smjhte hien aur hm ko apne trading mein carefully trading krne he aur apne trading mein shaih time frame mein market ke move ko smjh kr trade krne he
                 
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  indicators ko use karna kafi best hoo sakta hay humain agr success hsail karni hay to low risk main kam karna ho ga is main kafi practice say kam karna ho ga demo ka use karna ho ga ta kay market main achi earning hasil ho sakay demo ka use aik aham kam hay ta kay market ka use ho sakay profit ho sakay
                  "The mind is everything, What you think you become"

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X