FOREX leverage kitna rakna chahi ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: osmanbonna
    frind ma ya puchna chata ho ka forex leverage kitna rakna chahi ha ager ap ke equity $100 ho or is kitna trade kar sakta ho ha ap ko zayada loss na ho
    brother its all up to you and your skills and abilities aap ko forex me leveage tab hi barhani chahiye ke jab aap ko is business ka experience ho or aap is ko achey se karne ki salahiyat rakhty hon otherwise leverage 1:100 he rakhni chahiye .
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: attaullah پيغام ديکھيے
      dosto ma ya puchna chata ho ka FOREX leverage kitna rakna chahi ha ager ap ke equity $100 ho or is kitna trade kar sakta ho ka ap ko zayada loss na ho
      dear forex mai ap apni marzi ka leverage rakh saktay hain , hamen chaye k trade kartay wakat ham kam leverage rakhen q k is say hamen risk b kam hi lena pary ga , or ager ap leverage zyada rakhen gay to ap ko zyad arisk lena pary ga
       
      • #168 Collapse

        ziada leverage means you are taking higher risk and low leverage means k u are taking low risk. leverage normal honi chaia na bohat ziada na bohat he kam. q k agar high risk par apko loss hua that will off course hurt you a lot.
         
        • #169 Collapse

          App ko apna leverage achi hi rakhni chahye is ki waja yeh hay ke app ko kam leverage ki waja se loss ho jye ga aur is ke liye app ko apni investment bhi achi hi karni ho ge jis ki waja se app ko loss nahi ho ga aur app acha earn karo ge aur app ko is ki waja se kam time main acha earn ho ga .
           
          • #170 Collapse

            mere khayal main ap ko apni levergae kam ker ke hi traidng kerni cheye teke ap asni se achi earning hasil ker sakoo iss ke bagar ap ko forex tardignmainkamyabhi nahi mile gi kam levergae hi kamyabi ki zamant hi
             
            • #171 Collapse

              forex leaverge aap ke experience per depend karta hay agar aap ka experience zaida hay to phir zaida leaverge rakho lakin agar experience kam to phir zaida leaverge na rakho kyun ke is se aap ka account risk main zaida aa jata hay
              • #172 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: attaullah پيغام ديکھيے
                dosto ma ya puchna chata ho ka FOREX leverage kitna rakna chahi ha ager ap ke equity $100 ho or is kitna trade kar sakta ho ka ap ko zayada loss na ho
                Forex trading main humary capital ko safe rakhnay main levrage ka bhi amal dakhal hota hay kyun keh agar hum ziada levrage rakhy gay to hum ziada loss bhi kar sakty hay sab say best levrage 1:200 hay.
                 
                • #173 Collapse

                  agar hum zyaada leverage rakhty hain to is ka matlab hai kay hum zyaada risk lay rhay hain or agar hum kamm leverage rakty hain to risk bhi kamm he hoota hai.is liey kamm leverage he theek hai.agar hum start main 100$ say start
                  • #174 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: ikramskn پيغام ديکھيے
                    me ya samajta hu k agr app ne $100 ki investment se is business ko start kia hai or account bi real hai to phir app ko bohat kam leverage rakhni chahye ta k loss na ho .
                    G han sahi kaha ap ne agar hamari invesment kam hai to hume leaverage bhi kam se kam kam rakhni ho gi wese bhi meri nazar me hume kam leaverage hi rakhni chayye taake hume loss tezi se na ho.
                     
                    • #175 Collapse

                      Agar ap ki investment kam he to ap ko leverage bi kam rakhni chaye. ap ki equity 100$ he to ap ko leverage 1:1000 rakhne chaye agar ap ki equity loss ke bad 30$ bi reh jati he to iss leverage pr ap trade lga sakte he.
                      JOIN Pakistan Forex Forum and Earn 0.20$ for Every Post. Click The Link Below To JOIN : :)
                      https://investsocial.com/ur/member.php?9330-Awan786
                      • #176 Collapse

                        brother main to new hoon or abi taaza he kuch arsa pehle aik account banaya hai lekin wo bhi apnay aik dost jo k mujh sy senior hai or kaafi arsy say kaam kr raha hai us k kehny py leverage rakha hai lekin mujhy iss k baaray main abi tak ni pata. na he kisi sy beth k seekha hai k is ka kya matlab hai.
                         
                        • #177 Collapse

                          i usually prefer to trade in the forex market with low leverage. i think trading with high leverage is more risky. we should trade with minimum risk at the forex market.
                           
                          • #178 Collapse

                            forex main mery tu khayal main leavrage 1.500 rakhna chaye aur main rakhta beh yehi hun q eas se tarde ap ki last amount tak jati hai baqi har kisi ki apni marzi hoti hai
                            • #179 Collapse

                              my dear friendz agar hum zyaada leverage rakhty hain to is ka matlab hai kay hum zyaada risk lay rhay hain or agar hum kamm leverage rakty hain to risk bhi kamm he hoota hai.is liey kamm leverage he theek hai.agar hum start main 100$ say start leety hian to 1:100 ka leverage theek hai. so apko chahea k ap ap budget daikh k trade karo.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                jnab mera khyal se agr ap forex main phle bar qadam rakh rhe hai to ap ko is main kam investment se start lanina chahya aur apne leverage ko kam se kam rkhe ku ka abhi ap ko market ka koi andza nhi hai is liya ap ko kam hi risk laina ho ga is trha ap ko zida loss bhi nhi ho ga is liya agr ap $100 se start kar rhe hai to ap ko leverage 1:100 ki hi rkhne chahya

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X