Emotional trading kbhi na krean

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotional trading kbhi na krean
    Dear traders aik bat yad rakhaen k forex trading mein emotions ka koi kaam ni ha. Emotional trading traders ko kamyab ni hony daiti. Forex ka sb se berha weapon yehi ha k wo ap ko emotional kr k ap se ghaltiyan krati ha aur ap ko nuqsan de jati ha. Bs ap yehi samjhaen k ap ne market k es jhaansy mein ni Ana. Aur emotional free trading krni ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Emotional trading kbhi na krean

    Bhaii ak BT to Apko Apny mind m rakhni he rakhni hm jitna b bonus hasil Kar Letty Hein agar hmry pass trading skills Ni hein or hm khrb trading karty Hein to hmara bonus kisi km ka Ni h or na he hmara schedule kisi km ka Jo hm n bnaya h lihaza hmain chahye kh hm khud ko Ak successful insan bnana h to yh chezain hmain Apny mind m rakhni hein
    • #3 Collapse

      Re: Emotional trading kbhi na krean

      dear g han ap nay sahe bat kahe hay ham ko chye k ham is main jo bhi kam ko karein beray ityat k sat karein ismain ham ko mind main kisi bhi kism ki hurry up ko set kr k akm ko nahi karna chye is main ham ko chye k ham is main hemat nah harein aor mehnat k sat apnay kam ko lasta tak jary rakhein is main he ham i kamybi hay forex ain any k bad ,.
      • #4 Collapse

        Re: Emotional trading kbhi na krean

        Ji han dear aapki baat sahi hai Hamen kabhi bhi emotional trading Nahin Karni chahie Kyunki Jab Bhi Ham emotional trading Karte Hain To Hamen loss ka Samna karna hota hai Hamen Achcha profit Kabhi Hasil Nahin Hota lekin Agar Ham Apne emotions ko control mein rakhkar aur apne mind se Soch samajhkar trading Karenge To Hamen usse loss bhi nahin Hoga aur ham profitable trading se successful earning ko Hasil kar Sakenge.
        • #5 Collapse

          Re: Emotional trading kbhi na krean

          kabhi bhi mosha trading na Karen emotions aapko lajpor amada karte hain jiski vajah se Sab ko jyada loss ho jata hai isliye emotion ko avoid Karen
          • #6 Collapse

            Re: Emotional trading kbhi na krean

            ham ko emtion k sath bilkul bhe koi faisala nahi lina chahi hai traiding main or traide lagney or closs karny main ap ko abhe bhe jaldbazi nahi karni chahi hai saber sey kam lina chahi hai saber ka phal mitha hota hai ap ki traide hamesha emtion sey dorr knowledge or ap k expernce par hoo .
            information for Beginners
            Complete Forex Knowledge
            • #7 Collapse

              Re: Emotional trading kbhi na krean

              Emotions hmesha members ko loss hi nahin detay hain aksr aisa bhi hota hay k members jazbati ho ker aisay decsions lay letay hain k jo un ko kafi profit earn krnay main helpful hotay hain emotions ko controle main rakhna lazmi hay jo membrs zeyada jazbati hotay hain wo akser loss main rehtay hain
              • #8 Collapse

                Re: Emotional trading kbhi na krean

                g haan ye asa kaam hay jis may hum agar emotions sah kaam langay tho hamara he nuqsaan hoga kionka hamaray saaray faisalay ghaltha hongay kionka jabzbaath sah kiay gaye faisalay par aap ko pachtaaway k sewa kuch haath nahee aatha is liay hamay is may soch samajh k saath kaam karna chahiay.
                • #9 Collapse

                  Re: Emotional trading kbhi na krean

                  assalam o alikum ...g bhai ye bat apny bhot zeada sanjidgi wali ki hai or bhot point ki bat ki hai ..market hoti he aise hai dekhti kuch hai or dekhati kuch hai hamen har wakt alrt ho kar he forex par trading karni cheye or bhot zeada sharpness sath he trading karni cheye jis main loss k chances bhe bhot kam hon or hum kam bhe acha karen ,,,
                  • #10 Collapse

                    Re: Emotional trading kbhi na krean

                    G han dear friend hum sab ko chahaye k forex pakistan mein hum emotional ho kar trading kabhi bhi na karein warna es tarha hum ko es forum mein loss uthana par sakta hai dostu aur na hi hum ko es forum mein trading kartey waqt zyada confuse honey ki zaroorat hai balkeh hum yahan par relux rahein.
                    • #11 Collapse

                      Re: Emotional trading kbhi na krean

                      Emotional trading kbhi na kerain gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap ko relex rakhain kun ky ager aap achi planning ky sath trading kerain too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap zaroor kamyab hoty hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Emotional trading kbhi na krean

                        g ham jab bhi los kkaret han ya to analysis gakat ho jata hai wo to khair hai ho hi jata hai koi masla nahi magar aksar jab ham bara loss karte hain to us ki waja hmaar ye emotions mein kaam karna hi hota hai aur ham is mkein apona sara tiem zaya kar ke apni earning aur har cheez zaya karet hain is lioey bus mehant kaarin learn karain
                        • #13 Collapse

                          Re: Emotional trading kbhi na krean

                          forex k kam aik international kam hay r bhut he technical kam hay ise lye is men kam start kerne se pahle apne emotions ko side per ker deen,firex k kam men ap ka muqabila international leve k traders se hota ahy in men company k fund managers hun ya individuals sab ko ap ne face kerna hay ye tab he mumkin hay jab ap technical strong hun kun k forex men sakht muqabila hay.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Emotional trading kbhi na krean

                            Deat frind apny bahut hi peyare bat ke hi forex main ham kue bhibasi bat na karin jo emitional ho agar ap emotional ho ky kam karin gy to ap kabhi bhi kice bhi karobar main kameyab ni hon gy firex main agar ham trades kue bhi emotional karty hain to us sy hamara hi nokasan hi emotional ho kay ka ni karna chagey

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X