Deenaar k nisbat dollar ko ku zyada importance di gyi ???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Deenaar k nisbat dollar ko ku zyada importance di gyi ???
    Dear members mai ap sbb se ye puchna chahti hun k deenar k nisbat zyada value dollar ko ku di gyii jb k 1$ /156 pakistani rupees hay or deenar 360.Rs iski kya waja hay ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Deenaar k nisbat dollar ko ku zyada importance di gyi ???

    Dear brother international market men dollars k sath business hota hey aur world men jo country super power hota hey uss ki currency k sath hi business hota hey aur forex trading men bhi bahut ziyada pairs dollar ki movement k sath up down move kartay hen
    • #3 Collapse

      Re: Deenaar k nisbat dollar ko ku zyada importance di gyi ???

      Dearness is bare mein mera koi andaza nahin hai isliye koshish Karenge Aisi Baton ko Yahan per discuss na Karen Agar aapane form par kaam karna hai To fir Forex se related hi Yahan per Threads aur postings Karen Jab aap array elements that create Karenge to aapke Threads bhi delete Honge aur uske sath sath dusre Logon ki posting bhi delete Hogi isliye Aise Baat Ko avoid karna hi better hai.
      • #4 Collapse

        Re: Deenaar k nisbat dollar ko ku zyada importance di gyi ???

        dear is ki waja ye hai k america eik developed country hai r boht ziyada strong power country hai jis ki economy bhi strong hai r sary online business dollars per hi hoty hain r iski selection ki waja bhi yehi hai is liye isy boht ziyada importance hasil hai r isy deenar per bhi priority di gai hai
        • #5 Collapse

          Re: Deenaar k nisbat dollar ko ku zyada importance di gyi ???

          dinar ki value Baki Hi Kam hai dollar at ke nashe mein Dala ko bahut jyada maqbooliyat hasar hai kyunki dollar Puri duniya mein sabse jyada istemal hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Deenaar k nisbat dollar ko ku zyada importance di gyi ???

            اصل پيغام ارسال کردہ از: amehr6030 پيغام ديکھيے
            Dear members mai ap sbb se ye puchna chahti hun k deenar k nisbat zyada value dollar ko ku di gyii jb k 1$ /156 pakistani rupees hay or deenar 360.Rs iski kya waja hay ?
            dear friend international market Mein dollar ke sath business Hota Hai Aur Duniya Mein Jo country superpower hota hai use ki currency ke sath hi business hota hai aur Forex trading mein bhi bahut jyada Paris dollar ki movement ke sath up down move Karte Hain
            • #7 Collapse

              Re: Deenaar k nisbat dollar ko ku zyada importance di gyi ???

              dear dollar trading main theak rehta hai kun k iski value bhe zeada nahi hoti profit or loss ek range main hota hai magar denar par trading karna bhot zeada tough period hota hai jis main profit or loss k chances bhot highly hoty hain ,,,
              • #8 Collapse

                Re: Deenaar k nisbat dollar ko ku zyada importance di gyi ???

                Is ki waja simple hain apni currency ki value ka kam hona or currency ki value jab hee kaam hoti hain jab hum khud khud apny mulk ki products chor kar dusri country ki products ko zayda ahmiyat dyty hain jis ki waja say country mai international product ki Import zayda hota hain or hum apny local production ko koe importance ni dyty jis say economy bharti ni hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Deenaar k nisbat dollar ko ku zyada importance di gyi ???

                  dollar forex main king hain hum is main kam kar ky dollar main bonus earn karty hain hum aik din main 10 dollar gain kar sakty hain dollar ka rat kam yai zeyada hota he rahta hain jab dollar ka rat zeyada ho to hamy is main zeyada kam karna chahey ta ky hum ache earning hasil kar saky hum is main international level par live kam karty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Deenaar k nisbat dollar ko ku zyada importance di gyi ???

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: amehr6030 پيغام ديکھيے
                    Dear members mai ap sbb se ye puchna chahti hun k deenar k nisbat zyada value dollar ko ku di gyii jb k 1$ /156 pakistani rupees hay or deenar 360.Rs iski kya waja hay ?
                    Bhai Dinar ke gane jyada hai lekin US dollar International currency ke per use Kiya Jata Hai pure world mein Jahan Bhi trade ki Jaati Hai use per US dollar Mein kam Hota Hai Sabse Jyada developed country pure world mein main Us isliye uski currency ki value jyada hai Dinar ki ki rup Mein value jyada hai lekin overall value Itni Nahin Hai
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Deenaar k nisbat dollar ko ku zyada importance di gyi ???

                      Han g bht acha sawal pucha hai apne.. Dollar ki qeemat deenar ki nisbat km hai lekin phir b dollars ko zyada ehmiyat di jati hai q k dollar ki currency hr country main hoti hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X