Crude oil ki current position
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Crude oil ki current position
    dear friends aj Kal crude oil ki currency position Kay mutabik agar USA and Iran Kay halat mazeed khrab nhi hoty wo market me crude oil bearish trend me fall kry ga aur may bhi Thora bullish react kry lekin is ny down Jana Hy lekin agar halat normal rehty hen to ja Kal es me trade krny waly investors ki nazren crude oil par hen jis us bohot profit Kia ja skta Hy ajkal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Crude oil ki current position

    america r iran ki kasheedgi ki waja se cruid oil ki movement boht ziyada up move ker gai thi iski waja iran dunya mai oil ki production mai 5th no per hai jis ki waja se markete stable nhi thi r ager in k halat mai behtri ati hai to CL bearish trend mai fall kary ga r is ne up jany k bad down per ana bhi hai to expert trader to is per trade se bht acha profit bna sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: Crude oil ki current position

      dear friend forex trading market mn crude oil ki maujooda position bahot dangrous position ha keun k is waqt crude oil k baray mn kuch bhi naen kaha ja skta k ab kis trf move kray ga to apko chayay k crude oil mn trade krnay mn ehtiat sa kam len to ziada behtr ha
      • #4 Collapse

        Re: Crude oil ki current position

        forex ki market par political news kafi asar dalti hain jaisey keh usa aor iraan news aor is se dollors aor crude oil main tabdeli nazar ai hy agar agar halat mazeed kharab nahi hoty to crude oil down aega aor isky bad phir oper jaega abhi is main analysis thori si mushkil hy kun keh yeh hamen side movement main oljha sakti hay isleay trend ko analyze kar k hi trade open kia karen
        • #5 Collapse

          Re: Crude oil ki current position

          crude oil forex market Mein crude oil is waqt dangerous situation mein hai aur Chote account wale is se Dur hi Rahe Kyon k ya Chote account holder ka account wash 2 minute mein Kar Dega Kyon Ke is Waqt is per trading karna Khatre se Khali Nahin Hai lehaza Jo ismein is waqt trading karta hai usko Apne account ke liye mentally taiyar Rahna chahiye Kyunki iski wajah se Agar small amount hai to Aapka account wash ho jaega aur forex market is Waqt and stable nahin rahi hai Kyunki Iran Ki Jung ho rahi hai agar Halat normal Rahe to yah trade acha profit de sakti hai otherwise is se Dur Rahna hi trader ke liye sabse behtarin hai unke liye yah bahut dangerous commodities hai aur Forex mein agar Ham Chahte Hain Ki Hamara account save Rahe to is se Dur Rahne Mein Hi Hamari bahtari hai crude oil ki current position exactly aap uski chat se dekh sakte hain Koshish Karen k is per filhal trade na lagaen Kyunki iska pata nahin yah Kitna up jaega crude oil bahut jaldi account ko wash kar deta hai small account Walon ke liye Hidayat ke woh is Se Dur Rahe please.
          • #6 Collapse

            Re: Crude oil ki current position

            Asslam o alaikum dear members g bilkul ap na thek farmaya h ye market h is mn price stability mumkin ne h. Is sa hmen ye sabuk milta h k forex mn kamyabi k lea global marketing bht zarori h. Ager hm halia dinon mn gold or oil ka mushaida kren to pta chalta h k market bht oper gae or oil ki prices historical satha pa buland hony k bd downward hue so hmen apny sceniors Jo follow kert huay ahtiat baratni ho ge.
            • #7 Collapse

              Re: Crude oil ki current position

              G han kafi members jo k routine main cruid oil pay trading ketay hain us sab ko hi is ka intezar hay k cruideoil ki markete value apny level pay aa jaey or us k baad wo sab hi members pehlay ki tarha trading ker sakain filhal oil pay koi bhi trade open kerna halat ki wajah kafi risky hay
              • #8 Collapse

                Re: Crude oil ki current position

                market main currncy ko use kar k hi hum achy say trade kar skaty hain aur crude oil par bi trade kar k hi hum run karien gay aur hamain market main knowldge hasil kar k hi hum achi trade karein gay aur hamain market main bi knowldge ho ga tab hi hum perform kar k hi hum sucess hon gay aur hamain faida ho saky ga
                • #9 Collapse

                  Re: Crude oil ki current position

                  market main trend ko use kar k ih hum planing kar k hi hum sucss ho sakty hain aur hamain market main kam karny k liye anlasye karni ho gi tab hi hum sucss hon gay aur hamain knowldge hasil kar k hi hum market main position ley k hi trade karni ho gi ab hi hum market main bi trend ko use kar k hi hum run karein gay
                  • #10 Collapse

                    Re: Crude oil ki current position

                    movement boht ziyada up move ker gai thi iski waja iran dunya mai oil ki production mai 5th no per hai jis ki waja se markete stable nhi thi r ager in k halat mai behtri ati hai to CL bearish trend mai fall kary ga r is ne up jany k bad down per ana bhi hai to expert trader to is per trade se bht acha maujooda position bahot dangrous position ha keun k is waqt crude oil k baray mn kuch bhi naen kaha ja skta k ab kis trf move kray ga to apko chayay k crude oil mn trade krnay mn ehtiat sa
                    • #11 Collapse

                      Re: Crude oil ki current position

                      ap nay acha idea dya hay kyn kay iran america ky halat ka kuch bhi nai kaha ja sakta aj to oil men trading karna na munasib hay kyn ab zarori to nai kay jina buy huwa hay ab sell bhi ho ga kyn kay sab halat pay depend karta hay. so avoid from CL trading now a days.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Crude oil ki current position

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Azaad پيغام ديکھيے
                        dear friends aj Kal crude oil ki currency position Kay mutabik agar USA and Iran Kay halat mazeed khrab nhi hoty wo market me crude oil bearish trend me fall kry ga aur may bhi Thora bullish react kry lekin is ny down Jana Hy lekin agar halat normal rehty hen to ja Kal es me trade krny waly investors ki nazren crude oil par hen jis us bohot profit Kia ja skta Hy ajkal
                        last Kuchh Desh Main crude oil ki market bahut jyada aap Gai thi vah America aur Hiran ki tension ki vajah Se Hoti lekin aapko Sab Kuchh solve ho gaya hai aur Kundal ki market bhi stable hai aur crude oil ki prices in day by day kam ho rahe hain

                        اب آن لائن

                        avatar Ayn
                        avatar Expend
                        avatar Hassi
                        avatar Health
                        avatar lego
                        Working...
                        X