forex market main OiL ak Strong pair hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: forex market main OiL ak Strong pair hai

    Ge hum ko oil par soch samjh KR trade open krni chahye qk yeh pair Thora taff Hy gold ki trah es lye him ko es me trade krne me jaldy nahen krna chahye es se hmara account bhe wash ho sakta Hy agar trade theek lgy to acha profit bhe Dy sakti hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: forex market main OiL ak Strong pair hai

      اصل پيغام ارسال کردہ از: kamranHassan پيغام ديکھيے
      Slam Friendz .forex market main Oil ak strong pair hai oil aisa pair hai Oil usa Dollar ko bahut zeyda motaser krne wala pair hai agr market main oil ki price up ho jae tu usa dollar ki value down ho jati hai jis ki wja sy Forex market main currency pair bahut mutasr hote hn
      Ji Bhai khaam tail forex trading ka aik bohat hi khaternak jora hai ager is main karobar kerna hai tu bohat ahtiyat k saath kaam kerna paary ga kyun is main bohat zayada tabdeelya hoti rahti hai Jo aik naay saarif k ly kaafi mushkil paida kerti hai
      • #18 Collapse

        Re: forex market main OiL ak Strong pair hai

        Ji Sahi kaha hai aapane forex market Mein oil ek strong pair Hai zyada members oil per hi trade Lagate Hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: forex market main OiL ak Strong pair hai

          market Mein oil G Dear forex market Mein gold Ki Tarah oil bhi bahut zyada strong aur dangerous commodity hai Gold or crude oil zyada strong metal hai commodity hain aur IS hi Tarah gold or oil dangerous commodities or metal Hai Hamen oil or Gold per trade Nahin Lagani chahiye Kyunki is se trader ka loss bahut jaldi ho jata hai koshish Karen strong pair or strong metal or strong commodities Se Dur hi Rahe Kyunki jab tak aapke pass ismein is bare mein learning aur knowledge nahin karte to aap in pair aur metal aur commodity pe trade na le Kyunki Yahi aap ki kamyabi ka Raz hai Forex mein agar Hamara account Chota Hai To Hamen strong chizon se bahut Dur Rahna chahiye Kyunki yah bahut jaldi trader ka account wash kar deti Hain aur is Waqt CL per trading na Karen Kyunki Iran ki waise hi hun Jung chal rahi hai Halat normal Nahin Hai Jab normal Ho Jaaye tab aap trade len abhi is Waqt yah pata nahin Kitna Upar Jaega Jiski wajah se Kafi logon ka loss ho sakta hai isliye is per trade filhal na lain is se aapka account bach sakta hai is Waqt bahut zyada dangerous commodities banaa Hua Hai Jis per is Waqt trade Lena impossible hai small account holder ke liye yeh hai k is se dour rahe aur pahle analysis Karen Uske bad aap is ko buy yah sale kar sakte hain Magar iske liye kam se kam lot rakhen Kyunki kam se kam lot rakhne mein aap apna loss level manage kar sakte hain all seniors ki instructions ko follow karte hue is per trade lagaen Kyunki senior ko Iske bare mein zyada knowledge hoti hai Iske Bina Agar Ham trade Lagate Hain To Hamen loss ke chances zyada Hote Hain Aur Is wajah Se Hamara account wash bhi ho sakta hai money management ke sath Hi Chale is he Mein Aapki bahtary hai.

          اب آن لائن

          Working...
          X