Why DOLLAR I$ International trading currency?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Why DOLLAR I$ International trading currency?
    Greetings..........azeez dosto hum sab jantay hain kay international trading main Dollar se zyada valid currency koi nahi hai...dollar main har country trading karta hai...agar hum pakistan main dekhain to pakistan main 1$=156Rs and 1quaiti deenaar=360Rs is hissab se to quaiti denar ki value zyada honi chahiay lakin phir bhi Dollar ko zyada importance hasil hai ...Aap kay khyaal main is ki kia reason ho sakti hai..plz explain...shukariya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Why DOLLAR I$ International trading currency?

    Ham sb kehty hai k ham azad ho gae ni, us ny hamy azad hony he ni hai, unho ny hamy apni currency ka ghulam bana lya hai, kuch b karyn unki he currency ma krna hota hai, directly or in directly unko he faida hota hai, forex ma b dollar ma trade ki jati hai jo in directly us ko he faida hai,
    • #3 Collapse

      Re: Why DOLLAR I$ International trading currency?

      G bilkul me apko bat se agree karta hun qk $ ki bohoot ziyada ehmiyat ha aur isme trade me apko hameha profit hasil hota ha qk $ har currency ka sath best pair bnata ha kisi bhi currency ki ehmiyat tab ziyada hoti ha jab uski country ki mahshiyat bohoot ziyada ho ar $ ki strong hny ki bhi yhi wajah ha.
      Jazak ALLAH ツ
      • #4 Collapse

        Re: Why DOLLAR I$ International trading currency?

        g han dear apke bat belkul thk hy forex m,en sab sy zeada dolar ke valu zeada hy jitna zeada dolar ke valu hy untya curncy ke vaklu naai hy humen chaia kehy hum ofrex men zeada sy zeada mnehnt sy kam kare gy humen chaia keh hum achji mehnt sy dolar men profit hasil kaaren gy tabhe hum forex men acai kamyabi hasil kaar saken gy
        • #5 Collapse

          Re: Why DOLLAR I$ International trading currency?

          dear g han ap nay sahe bat kahe jhay waqay main aj khal dollors agay ki ajnib day by day ber raha hay is main ham ko chye k ham is main apni rupay ki currency k baray main bhi khyal karein is main ham ko chye k ham is main jo bhi kam karein is main apni country k baray main bhi ham ko kuch nah kuch khyal karna chye agar ham chatay hein k ham ko is main achay say achay kamaybi mil saky to .
          • #6 Collapse

            Re: Why DOLLAR I$ International trading currency?

            Daikho Bhai poori dunia main super power us Hy aur zahir Hy poori dunia main isi milk ki currency ustamal ho gi aur isi waja sy dollar hr koi hr business main ustamal hota Hy to is liy forex trading ki market main bi yeh dollar sab sy ziada istamal hota Hy
            • #7 Collapse

              Re: Why DOLLAR I$ International trading currency?

              g dear exactly dollae ko koi bhi currency mukabla nae kar sakti hai kyun k dollar is waqt bhi buhat zaida high hai kyun k dollar well established currency hai aur jahan tak Pakistan ki baat hai toh Pakistan ki currency buhat zaida de value hai aur dera forex aik behtareen zariya hai apni currency ko well established karne ka humein chaiye hum forex mein zaida mehnat karen aur is se hum apni country ki economy mein bhi improvement la sakty hain.
              • #8 Collapse

                Re: Why DOLLAR I$ International trading currency?

                G bilkol pori dunya main dollar ki bahut value hai R Dollar ko sab Currency ka king samjha jata hai dollar sasta hota hai tu hr chaeez sasti ho jati hai dollar mehnga ho tu hr chez mangi ho jati hai asl main dollar ak international currency hai es leye doller ki value bahut zeyda hai dollor ko wahid oil hi gira skta hai Agr oil mehnaga hota hai tu dollar ki value kam ho jati hai
                • #9 Collapse

                  Re: Why DOLLAR I$ International trading currency?

                  Dear boht acha sawal kia hai,dollar aik strong currency hai aksar countries dollar mein trading krty hein dollar ki power pori dunya pe hai woh is liye kionkeh America aik super power country hai aur uski political situation boht stable hai aur economy bhi strong hai dollar pori dunya mein asani se exchange ho jata hai is liye dollar ki importance sb se ziada hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Why DOLLAR I$ International trading currency?

                    Gee haan dollar aik international trading currency hai aur yeh iss lye hai kyun kay america kay dunya ki economy per control hai aur issi wajah sae iss ki currency poori dunya mein referrence kay taur per chalti hai aur tamam trades dollar mein hi hoti hain lakin ab iss kay muqablay mein euro bhi aa gae hai jo kay european countries mein use ho rahi hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Why DOLLAR I$ International trading currency?

                      Dollar hr currency k sath acha pair banata hai or yahi waja hai k dollars ki value hr jaga zyada hai. Dollar ki qeemat denar se Zyada nhi lekin value phir b dollar ki zyada hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Why DOLLAR I$ International trading currency?

                        Qermat tu deenar ki xyada hy likn value dollar ko fiya hy ku k dolllar zyada aahy bhrhny ka xatiya hy warna deenar pe b ye job kiys ja sakta magr forex ki taraf se $ ko zyadaa importance di gyii hy
                        • #13 Collapse

                          Re: Why DOLLAR I$ International trading currency?

                          Deer is baare mein main Kuchh Nahin kah sakta aur na hi Mujhe is relevant koi aisa knowledge mere pass maujud hai lekin Hamen ine Baton per Apna mind nahin tha karna chahie balki Hamen koshish Karni chahie ki mehnat Karen aur acchi earning ko Hasil karne ki koshish karen.
                          • #14 Collapse

                            Re: Why DOLLAR I$ International trading currency?

                            G Han dear forex me tradign hoti Hy dollar py Hy kyun Kay sab sy strong currency Hy aur es me kam krny kay leya pa ko chye Kay acha Kam kren mehant Sy krne aur traidng me AP jitna zada mind use krn gay AP k es me itna hi zada munafa ho jay ga es leya koshsish kren ky usd Kay pairs par nzar rakehn ho pori market par effect hoty hn
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Why DOLLAR I$ International trading currency?

                              Pakistan ka sakte hain market mein jyada time tak kar sakte hain Jyada time karte hain to ismein learning karte hain Nahin Janab Aisa Nahin Hota costing per focus karte hain kamyabi unko Aati Hai Hamen chahie ki Hamen Delhi post Karte jaen aur apne kaam ko Aur Bhi Jyada strong per Aate jaenge Jo Main Apne Gaon ko strong banana banate hain vah Unka focus level bhi achcha Hota jata hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X