Forex news kahan se read krein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex news kahan se read krein
    Dear forum members aksar log pochty hein forex ki news kahan release hoti hein aur unko kis website se read kr sakty hein main btata hon aap forex news ko aik website forex factory hai wahan aapko sb news read krny ko mil jaengi jis se aap market ko analyze kr sakty hein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex news kahan se read krein

    dear g han ap nay sahe bat kahe hay is ki apni ik website hoti hay forex factory meray khyal main ham ko is main goole pr ja kr k search karna chye aor is k bad ham ko chye k ham sat sat market ko bhi analysis karnay ki try kartay rahein agar ham aisa kertay hein to ham is main kabhi bhi fail nahi ho saktay hein is main ham ko chye k ham apnay kam ko mehnat k sat kartay rahein agar ham nay kamayb hona hay to .
    • #3 Collapse

      Re: Forex news kahan se read krein

      Jiiii jiiii dear apny bilkull theek kahaa hamin forex kii new forex ik apnii app forex factory wahan sy krnii chahiyee...is ky sath sath hmain facebook p pages forex ky like kr lene chahiyeen youtube p bhe hum is ky baary main knowldge hasill kr skty hain is ky ilawaa bhee hmaraa jahan sy jiss website sy dill kry hum knowldge hadill kr skty hain
      • #4 Collapse

        Re: Forex news kahan se read krein

        dear apke bat belkul tkh hy forex men agr humen agr news ko read karba hy to humen chaia keh hum forex merakt ko zeada sy zeada news ko rewad karen gy forex men zeada sy zeada mehnt sy kam karen ngy forex men zeada sy zeada mehnt sy kam kartyb rahen gy tabhe hum forex men kafi achi kamyabi hasil kar sakeh gy
        • #5 Collapse

          Re: Forex news kahan se read krein

          Brother bahut sari websites hain jen say ap forex say related news hasel kar saktay hain but main forex factory say forex ki news hasel karta hon aur ap bi forex factory say forex say related news hasel kar saktay hain aur es say ap ki trading main ap ko help milay gi aur ap achi trading kar sakain gay.
          • #6 Collapse

            Re: Forex news kahan se read krein

            waise tu forex news kelye bahut C website majud hn mgr hum pakisatn forex sy bhi Forex news malum kr skte hn Pakistan forex forum main ak option majud hai forex chart ki wahan sy hr pair ki news mil skti hai aksar time side py bhi news chal rahi hoti hn hum yahan sy bhi asani sy forex news maloom kr skte hn
            • #7 Collapse

              Re: Forex news kahan se read krein

              Dear mere Khyal se Ham Forex news ko Google per Forex factory Mein jakar learn kar sakte hain aur read kar sakte hain Is Tarah Agar Ham karte rahenge to hamare liye news ke time per trading co avoid karna Aasan Rahega aur ham Apne account ko wash hone se bacha Sakenge isliye Hamen chahie ki trading se pahle yah check kar len ke Kahin Aaj Koi news To Nahin Hai.
              • #8 Collapse

                Re: Forex news kahan se read krein

                g dear ap ko es me news AP ko kahin sy bhi mil skti Hy es leya koshish kren kay acha Kam kren Kay acha kam krny ka hi ap ko es me faida Hy news sy AP ko bohot si websites sy mil skta Hy aur acha Kam krny ka hi ap ko es me faida hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Forex news kahan se read krein

                  market close hony ke bad jab open hote hain to is jke movement bohat fast hote hain hamy is ke movement ko dakt kar investment karne chahey per he hum is main profit hasil kar sakty hain yai aik aam job sy bahtar hain hum is main full time be kam kar sakty hain agar hum apne life main masrof hain to hum is main part time be kam kar sakty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex news kahan se read krein

                    Ji Forex news ko ham Kisi website se read kar sakte hain ya FIR Ham isko YouTube se bhi Sikh sakte hain Forex Mein kamyabi ke liye Kafi mehnat ki jarurat hai main uske Bina kamyabi mumkin Nahin

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X