market apny marzi se move nai karty balke yeh trading halat se move karty hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    market apny marzi se move nai karty balke yeh trading halat se move karty hai
    salam all members
    kya aap ne kabi socha k market up down q hoty hai? yeh kaisay up down hoty hai? mere study tajzizay se market kisi ek cheez ki wajah se up down nai hoty kafi wajah hoty hai up down honay ki wajah market main zaida buy sale big order b market ko taizy se up down kar daite hai political news b economy b gdp b yeh aisay halat hote hai kisi b currency ko taizy se up down kar daite hai kabi aisa b hota hai koi country or b zaida note chap kar apny hi currency ko gira daita hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: market apny marzi se move nai karty balke yeh trading halat se move karty hai

    dear g han ap nay sahe bat kahe hay waqay main market per jis time main pressure a jata hay sell aor buy k aor jis time main condition sell pr tez ho jay to is time main market us main buy wali place per chali jati hay ham ko chye k ham is main ityat k sat kam ko karein trade lenay main ham ko jaldbazi nahi karna chye forex main anay k bad .
    • #3 Collapse

      Re: market apny marzi se move nai karty balke yeh trading halat se move karty hai

      g han dear apke bat belkul thk hy forex men market khud sy move nai karto balkjeh ye market ke trdae r ke waja syss miv e kjariu gy jaitbab he zerada log swkl katren gy fortex men ahci mnarke ko achi tarh sy anala nyse skaren gy forex men zrafa suy zeada mehnt sy kam karen gy tab he hum acahi kamyuabib hasin klar saken gy
      • #4 Collapse

        Re: market apny marzi se move nai karty balke yeh trading halat se move karty hai

        Forex market mein currencies hon ya commodities inki aik value hoti hai jis mein countries ki economic situation aur political situation se us currency ki value up down hoti hai jo forex market mein movement ki reason banti hai jb bhi kisi country ki news release hoti hai jaisy America ki political situation ho ya economic situation pe tu currency strong aur weak hoti hai jisko traders fundamentally analyze kr k trade open se profit hasil krty hein.
        • #5 Collapse

          Re: market apny marzi se move nai karty balke yeh trading halat se move karty hai

          G Han dear members market ki movement pr bahir k siasi news b bohat impact krti Hain r market ki movement r direction kl change kr deti Hain ap ko chahy k mehnat krain ap ki mehnat r lagn ap ko kamyab banati Hy ap ok chahyvk soch samajh k Kam krain r ek accha experience hasil kr k ki koshish krain
          • #6 Collapse

            Re: market apny marzi se move nai karty balke yeh trading halat se move karty hai

            G han brother market ki movement traders par hi depend karti hay aur jab traders sell ki entry zayada ho to market downward move karti hay aur esi tarah jab traders ki buy ki entry zayada ho to market upward move karti hay but jab koi news hoti hay to market sellers aur buyers ko chor kar news k mutabik move karti hay.
            • #7 Collapse

              Re: market apny marzi se move nai karty balke yeh trading halat se move karty hai

              Salam ji han bilkul ap ne thik baat ki hai kh market ka up aur dawon hona is ki yahi barii waja haen jis men mulkii aur ghair mulkii halat shamil haen jis se market ki movement men kamii ya ziada hony ka chance barh jata hai jis se treader ky leay bahot mushkil ho jata hai kh woh kaise treade kary aur apni treade ko best tareeqy se porfit men convert kary ab jaise uk aur aeran aur airaq ky halat haen is se bhi market men teezii se ups aur dwons honn ge jo treaders is tarh ki movement par ghor kar rahe aur market ki barhti ya ghatii hoii condition ka jaizah le rahe haen unhein chaye kh wo treade karty waqt bahot he muhtat tareeqy se tread lhatay rahein agr woh thorii se bhi jald bazii karein ge is ka unhein loss bhi ho skta hai
              • #8 Collapse

                Re: market apny marzi se move nai karty balke yeh trading halat se move karty hai

                Yes dear brother ap n bilkul thk kaha hy k market trading k hisab se move krti hy agr kisi chez ki sale zeada ho gi to as ki valur bhi barhy gi aur agr kisi chez ki sale km hy to as ki value bhi km ho gi to as m market ji movement as bat p depend krti hy k kon c chez kitni sale ho rhi hy aur sath sath as chez ki production p bhi depend krti hy
                • #9 Collapse

                  Re: market apny marzi se move nai karty balke yeh trading halat se move karty hai

                  Han g apne sahi kaha. Market k halat hamari waja se hi move karte hain.. Trading main hame market ki movement ko zarur dekhna Chahiye q k wo bht Zaruri hota hai or usi k hisab se hame chalna parhta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: market apny marzi se move nai karty balke yeh trading halat se move karty hai

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: saqibking1 پيغام ديکھيے
                    salam all members
                    kya aap ne kabi socha k market up down q hoty hai? yeh kaisay up down hoty hai? mere study tajzizay se market kisi ek cheez ki wajah se up down nai hoty kafi wajah hoty hai up down honay ki wajah market main zaida buy sale big order b market ko taizy se up down kar daite hai political news b economy b gdp b yeh aisay halat hote hai kisi b currency ko taizy se up down kar daite hai kabi aisa b hota hai koi country or b zaida note chap kar apny hi currency ko gira daita hai
                    Market ki moment automatically Hoti Hai Jab Kisi Bhi chij ki ki demand Jyada Ho Jaati Hai To vah aapko automatically system Bhar Jyada rate show karvati hai aur ISI Tarah Jab Kisi chij Ki ki demand kam Ho Jaati Hai Uska price low ho jata hai pura ka pura trading system ISI tarike se chalta hai isliye Ham Jis per bhi trade kar rahe hain use chij ki demand ko check Karen to aap bahut acchi Anya cancel kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: market apny marzi se move nai karty balke yeh trading halat se move karty hai

                      Market movement zyada tr trading pressure py depend krti h k buyers zyada hen ya seller zyada h market mn ya isk ilawa ksi news ki wja sy ya ksi incident ki wja sy ksi b pair ki movement tez ho skti h.
                      • #12 Collapse

                        Re: market apny marzi se move nai karty balke yeh trading halat se move karty hai

                        Ggg forexain Hamen bahut ityaat se kam karna chahie yah Ek risky business hai Forex Mein Hamen train Lagane Se Pahle market ko analyse Jarur karna chahie Taki Ham Apne a bonus ka sahi se istemal kar sake aur loss se Bach sake
                        • #13 Collapse

                          Re: market apny marzi se move nai karty balke yeh trading halat se move karty hai

                          Ji han aapki baat theek hai market apni Marzi se mood nahin karti basket trading Halat ke according Munh karti hai isliye Hamen chahie Ki Soch samajhkar trading Karen Taki Hamara account was hone Se Bachaye aur Hamare trading bhi successful Ho ISI Tarah Ham trading Karke profitable earning ko Hasil karne Ke Kabil ho sakte hain aur apne account ke sath sath apni trading ko bhi sev Rakh sakte hain?
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: market apny marzi se move nai karty balke yeh trading halat se move karty hai

                            Forex k kam aik international kam hay is ko international affairs bhut zayada effect kerte han agar international halat achee hun her taraf amaan ho to forex k kam bhut teez ho jata hay agar halat normal na hun to pher forex market men bhe bhut zayada fluctions hoote han jo chote investors k lye bhut dangrous hote han so keep tarding and learning in forex international news per her waqat nazar rekheen forex men kamyabee k lye.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X