Gold ke upar trade Lagane ke liye money management bahut zyada zaruri hay :)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold ke upar trade Lagane ke liye money management bahut zyada zaruri hay :)
    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20200112-124637.jpg
Views:	1
Size:	506.1 کلوبائٹ
ID:	12463393

    Jaisa ki ham log Sab Jante Hain Ki Golden bahut hi jyada heavy Kishan ka metal Hai Jiske Upar Kafi Jyada market ki movement dekhne ko Aati Hai yah Pichhle Dinon Ki market ki movement senco Gold ke upar main aapko dikha raha hun jata hai aap log is se bhi is baat ka andaza Laga sakte hain ki gold dekhiae Kis Tarah Achanak Se Hi level par jata hai aur Kis Tarah Se low level per jata hai isliye is metal ke upar trade karne se pahle Sau Bar soche bahut jyada Apne account ko check Karen maintain Karen money management ke sath work Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold ke upar trade Lagane ke liye money management bahut zyada zaruri hay :)

    g dear ap na thek kaha hmain gold par trade laganay k liay bht carefull hona chaiay, is ma apnay account ki safety ka mukamal khyal rakhna chaiay, is ma money management bht lazmi ha q k gold aik risky pair ha is ki moment kafi fast hoti ha aur agr proper experience na ho to is sa hmain nuksan hota ha, bht sa members k account b gold par trade karnay sa wash ho jatay hain
    • #3 Collapse

      Re: Gold ke upar trade Lagane ke liye money management bahut zyada zaruri hay :)

      Assalamau Aliakaum my dear bhai jan forex trading main gold se bach kar he rehna cahiye q ke is ko account wash specialist hae is main agar hum trade open karte bhe hain to hamen cahiy ke hum is main lot size kam se kam use kiya karen or hamen stop loss or take profit ka lzmi is main use karna cahiye yeh bahut zarori hae khas kar jab ap gold par trading karte hain to
      • #4 Collapse

        Re: Gold ke upar trade Lagane ke liye money management bahut zyada zaruri hay :)

        G han gold per trade kerny ka liya money management bahot zarori hy kyn ka ap ko pta hy kh gold ki movement bahot hi ziyada hoti hy hmain agr gold per trade kerni hy to souch samjh ker kam laina ho ga or gold ko daikh ker trade kerain or gold ka singnal bh strong ho otherwise ap ko nuksan ho ga
        • #5 Collapse

          Re: Gold ke upar trade Lagane ke liye money management bahut zyada zaruri hay :)

          اصل پيغام ارسال کردہ از: wahab0007 پيغام ديکھيے
          [ATTACH]10699[/ATTACH]

          Jaisa ki ham log Sab Jante Hain Ki Golden bahut hi jyada heavy Kishan ka metal Hai Jiske Upar Kafi Jyada market ki movement dekhne ko Aati Hai yah Pichhle Dinon Ki market ki movement senco Gold ke upar main aapko dikha raha hun jata hai aap log is se bhi is baat ka andaza Laga sakte hain ki gold dekhiae Kis Tarah Achanak Se Hi level par jata hai aur Kis Tarah Se low level per jata hai isliye is metal ke upar trade karne se pahle Sau Bar soche bahut jyada Apne account ko check Karen maintain Karen money management ke sath work Karen
          Ham Kisi bhi currency per ya quality mein trading Karen acchi trading karne ke liye money management karna bahut important hota hai bina money management kiye aap bacche trading nahin kar sakte isliye Hamesha money management Karke kam Karen
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: Gold ke upar trade Lagane ke liye money management bahut zyada zaruri hay :)

            Dear friend forex trading man asay pear par trade karni chahye ges main ap k acount ko koy khatra na ho aur ap as say profet bhi hasel kar lain gold ak reski pear hy as main trade karny say new member ko hamesha loss at hy aur baz dafa woh apny acount ko wash kar lety hain as leye ap ko chahye forum ap cransy par hi trade karen as main ap k acount keleye koy khatra nahi hota aur ap achi earning bhi hasel kar lety hain
            • #7 Collapse

              Re: Gold ke upar trade Lagane ke liye money management bahut zyada zaruri hay :)

              Ji han bilkul aisa hi hai aap Gold per trading Karenge oil per aapko many management ko focus karna hoga Jab Bhi Ham money management ko Sikh Jaenge Ham acchi trading kar Sakenge aur uske sath sath Achcha profit bhi Hasil kar Sakenge isliye Agar aapane oil per trading karni hai ya Gold per breathing karni hai to usse pahle money management ko acchi Tarah sikhane Ke account bhi washna ho aur Achcha profit bhi Hasil ho jaaye.
              • #8 Collapse

                Re: Gold ke upar trade Lagane ke liye money management bahut zyada zaruri hay :)

                g han hamain is main money ko mange kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain apny expirence k mutabuq hi trade karni ho gi tab hi hum sucs hon gay aur hamain market main bi up aur down ko dekh k hi hm perform karein gay aur hamain is forum main bi analayse kar k hi hum achi trade karien gay
                • #9 Collapse

                  Re: Gold ke upar trade Lagane ke liye money management bahut zyada zaruri hay :)

                  hamy money management kar ky trade lagane chahey hamy aik time main aik he trade open karne chahey hum is main jitna kam karty hain yai hamy is ky hesab sy bonus dyta hain hum is main full time be kam kar sakty hain agar hum apne life main masrof hain to hum is main part time be kam kar sakty hain hum is main free account bana kar kam karty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold ke upar trade Lagane ke liye money management bahut zyada zaruri hay :)

                    hamy expert ban ky gold mai kam karna ho ga pher he hum paia kama skay gy forex aik acha business hain hum is mai raat mai be kam kar skaty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hamy money managmenet ka rky kam karna ho ga pher he hum munafa kama skay gy forex aik bohat bara busines hain yai business pakistan mai legal busines ban cuka hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold ke upar trade Lagane ke liye money management bahut zyada zaruri hay :)

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: wahab0007 پيغام ديکھيے
                      [ATTACH]10699[/ATTACH]

                      Jaisa ki ham log Sab Jante Hain Ki Golden bahut hi jyada heavy Kishan ka metal Hai Jiske Upar Kafi Jyada market ki movement dekhne ko Aati Hai yah Pichhle Dinon Ki market ki movement senco Gold ke upar main aapko dikha raha hun jata hai aap log is se bhi is baat ka andaza Laga sakte hain ki gold dekhiae Kis Tarah Achanak Se Hi level par jata hai aur Kis Tarah Se low level per jata hai isliye is metal ke upar trade karne se pahle Sau Bar soche bahut jyada Apne account ko check Karen maintain Karen money management ke sath work Karen
                      Aap Kisi bhi currency per ya commodity per kam karo money management karna to important Hota Hai bina money management kiye to aap Kisi bhi Jagah per Achcha Kam Nahin kar sakte isliye aapko yah Pata Chalta Hai Ki aapne apni trade Mein Kitni amount invest karni hai aur Kitni amount margin free chodni hai isliye Hamesha money management Karke kam karna chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold ke upar trade Lagane ke liye money management bahut zyada zaruri hay :)

                        g han bhai apne bikul theek kaha hai hum sab janty hain keh gold aik risky pair hai iss main thora bhut risk uthana parta hai lakin hamein chy keh hum money mangement k mutabiq kaam krein jo new trader hain unhein chy keh woh metal pe trading na krein balke currency pe krein q k iss main hamara account wash hone ka khatra kum hota hai.........
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold ke upar trade Lagane ke liye money management bahut zyada zaruri hay :)

                          ap ne correct kaha hai ager hamenh gold pwer trade krni hi to hamen n=money management ka hona lazmi hi hamen gold per trade krne k lie 1000$ ka account chaye jis per hamen maximum 0.01 ki trade lagana chaye tab hi hamara account bilkul safe rahe sakta hai.our es per hamen zyadatrading krnui hi nhi chaye .es per trade krte hoe koe mistakes krein ge to hamen loss ho ga.
                          • #14 Collapse

                            Re: Gold ke upar trade Lagane ke liye money management bahut zyada zaruri hay :)

                            Curruncy aur Gold par trading karne me alg alg margin lagta he agr hum 100 doller account par Curruncy par 0.10 ki trade lete hen to hame GOLD par 100 doller account par 0.01 ki trade leni chaihe is se ziada trade hamare equity kay Lie boht hi nuqsan de sabit hosakti he hum Gold me money management par Trade karni chaihe agr ham Money Management se Out hote hen to hame lose hoskt he Gold par 100 doller kay account par kam nhi karna chaihe 1000 doller account Gold trading kay lie best hen aur risk bhi kam he.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Gold ke upar trade Lagane ke liye money management bahut zyada zaruri hay :)

                              Ap gold pay trade karain ya kisi pay be karain. ap ko money management karna zarori hai. money management karna zarori hai tu ap ko us kay leye struggle karna hogi. ap ko cheye kay apny capital kay hisab sy har trade mai risk level 5 percent sy zaida na rahkain or zaida trade be open na karain. woh trade open karian jis pay ap ko lagy kay faida ho skata hai.esleye apni koshish ko behtar karny kay leye zarori hai kay ap sahi sy apny account mian risk or money management kay sath achy analysis be kar skay apny account ko acha kar sakty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X