Ghltio sy seekhna ho ga trading mein..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ghltio sy seekhna ho ga trading mein..
    Aziz dosto forex trading aik bahut ziada Waseem business Hy aur Jo hmko loss hota Hy wo hamari ghltio ki waja sy hota Hy to is liy sab sy pehly hmko chahiy k hm apni ghltio ko qaboo karain aur un sy sabaq seekhain ta k wo ghltian dobara na hon aur na loss ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ghltio sy seekhna ho ga trading mein..

    insan ek galtion ka putla hai r is se lazmi bat ha galti ho skti hai to hamen chahye keh apni galti ke chance ko km se km rakhen r agr kbhi galti ho jae to bjae tension r depresion ke apni galti ko foran pick kren r recover kren agr hamen trade men galti ke waja se loss hota hai to us pe bjae preshan hone ke us ko recover krne ke mehnat krni chahye r galtion se sekh kr next move krna chahye
    • #3 Collapse

      Re: Ghltio sy seekhna ho ga trading mein..

      G dear bilkul forex ik asan business ha lkn isma boht sa log jin ka acha experience hota ha wo b koi na koi ghalti kr daty hain islea humian chahea ka apni ghalti ko apna liya tention na banain balkay ghaltion sa kuch seekhna ki koshish krina or dobara aisi koi ghalti na dohraain islea humian chahea ka apni ghaltion sa koi sabak hasil karain aksa new members is cheez ka shakar hoty hain wo apni ghalti ki waja sa trade ma loss krty hain or phr trading sa confuse ho ka forex ko chor daty hain aisa member ko chahea ka wo aisa bilkul na karain balky apni ghlton sa kuch seekhain.
      • #4 Collapse

        Re: Ghltio sy seekhna ho ga trading mein..

        Je trading ma ham bhot si galtya karty hai, agr en sy kuch ni sekhny gy to kbi profit hasil ni kar payn gy, forex asa business hai jis ma har step sy kuch na kuch sekhna zaruri hota hai, loss sy pareshan ni hona chahe ye hamy lesson sekhany ata hai, loss har member ki life ma zarur ata hai,
        • #5 Collapse

          Re: Ghltio sy seekhna ho ga trading mein..

          Ji han bilkul Agar ham log trading Mein sikhana Chahte Hain acche se over kam karna chahte hain is chij Ko To Ham Logon Ko chahie ki ham log Apni galtiyan Apni mistake se sikhen Jab ham log apni mistake se sikhate Hain Use Ham logon ko bahut jyada benefit Hota Hai
          • #6 Collapse

            Re: Ghltio sy seekhna ho ga trading mein..

            Apni mistake per learning Karni chahie mistake se Sikh Sikar hi Kamyab trader banaa Ja sakta hai sikhana chahie..
            • #7 Collapse

              Re: Ghltio sy seekhna ho ga trading mein..

              G ha friend jasa Kay ap nay kaha hai theak kha hai wo insan he ni jis say galti na ho har kisi say galti ho jati hai chahay wo hum ku na ho galti he insan ko sikhti hai hai Kay ya sae ha ya galat trading ka doran Jo galtiya be hoti hai wo hamari khud ke galti ke waja say hoti is liya hamay aik Kam galat Kar Kay he pata chalta hai Kay ya Kam kasay theak Kiya jai .
              • #8 Collapse

                Re: Ghltio sy seekhna ho ga trading mein..

                market main planing kar k hi hum sucess ho sakty hain aur apni mistakes ko avoid kar k hi hum real main bi perform kar k hi hum run karien gay aur hamain markt main bi trader banany say pahly is k bary main anlsye kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karien gay aur hamain demo main practice kar k hi hum sucss hon gay
                • #9 Collapse

                  Re: Ghltio sy seekhna ho ga trading mein..

                  Salam all members g billul sai kaha ap ny hmy apni mistakes sy sikhna ho ga taky vo again hm sy na ho phyli baat yo ya ha k hmy mistake nahi karni chahiy hmy soch smaj k st faisly karny chahiy agr hm sy mistek ho b jay to hm us ko learn karyy again vase mistake hm sy na ho r na hmy loss ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Ghltio sy seekhna ho ga trading mein..

                    dear aapki baat bilkul theek hai Hamen Forex trading business Mein trade Lagate Hue koshish karen ki apni galtiyan se learning Hasil Karen aur apni mistakes ko recover karne ki koshish karen Kitna Jyada Ham apni galtiyon Se sikhenge utna Jyada Ham Apne experience ko increase Karenge
                    • #11 Collapse

                      Re: Ghltio sy seekhna ho ga trading mein..

                      g ap bilkul thk keh rhi h hmen ghltion c seekhna hota h r trading m to hmen seekhna hoga ghltion c lkn us k lye hmen ik kaam r krna chahye k demo acount use krna chahye ta k yh ghltian har roz na hn r ghltian agr har roz hoti rhen gu to nuqsan hoga us c acha h ohlay demo acount use jrna chahye
                      • #12 Collapse

                        Re: Ghltio sy seekhna ho ga trading mein..

                        Ji haan bilkul sahi kaha apny humy forex forum trading mn apni ghalatioun s sekhna chahye ta k next kki ghalti na ho jitna ho saky ghaltioun se sekhna chahye or pehla try yhi hona chahye k ghalti ho hi na us k bd agar ho bhi jaye to humy chahye pareshan na hon bilkul thk tarike se humy chahye k hum ghalatiuon manage karen yahi samajhdar trader ki nishani hai ek acha kabil trader kabhi bhi loss se nhi ghabrata humesha apni ghalati se sekhta hai loss ko Kam karny ki har mumkin koshish karta hai....
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Ghltio sy seekhna ho ga trading mein..

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Robeena Robi پيغام ديکھيے
                          Aziz dosto forex trading aik bahut ziada Waseem business Hy aur Jo hmko loss hota Hy wo hamari ghltio ki waja sy hota Hy to is liy sab sy pehly hmko chahiy k hm apni ghltio ko qaboo karain aur un sy sabaq seekhain ta k wo ghltian dobara na hon aur na loss ho
                          Ham Agar apni galtiyan ko Bar Bar karte rahenge to is Mushkil Karobar Mein Kabhi Bhi kamyabi Hasil nahin kar Sakenge isiliye Hamen chahie ki Jab Ham Se Koi Galti Ho Jaaye Tu Apne dimag ko Is Tarah Se taiyar Karen ke Agali bar use galti ki koi gunjaish hai Na Rahe tab hi Ham is Karobar Mein kamyabi Hasil kar sakte hain Nahin to kabhi bhi kamyabi nahin milegi
                          https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X