new traders kio itna greed kerty hain ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    forex me greed ap ko baz time loss bhi kar wa deti hy to pehli bat k trading me greed nahi karni chahy ab jo new traders aty hen to woh jab ye dekhty hen k un ko profit ho raha hy to woh kehty hen k abi nahi trade close karni kuch aur ho jae then to market up aur down hony sy un ko loss b ho jata hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      because they want ti earn as much as they can and that leads them to wards loss and get the investment vanished in the forex market.
      • #228 Collapse

        New user is liye itna greed kerty han kion k vo smjhty han forex market ma bas profit hji profit ha jab k aisa bilkul nahi ha forex profit k sath sath loss b ha or jab hum trade lgaty han tu zyada profit lyny ki kosish kerty ha isiy hum greed khty ha zyda k chaker ma hum apna profit b loss ker dyty han isi liye hmain chahiye k greed sy bachain
         
        • #229 Collapse

          New traders ager yeh jaantay k loag greed ke waja say bankrupt ho jaatay hain to kabhee greed na kertay
          • #230 Collapse

            The main reason is making greed for new trader they want to gain earn money as fast as they can with having any thing and good knowledge and experience. The new trading please make the trading in a small investment and have a experience for the market do not greed it will not favourable to you
            • #231 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: azem پيغام ديکھيے
              jo bhi new trader is main ata hy wo aty hi is main greed kio kerta hy or is main ak hi din main rich ban jana chahta hy asa attitude kio hy ?
              my dear friend mere khayl main start main hum ik din main rich hoony kay chakar main hooty hain or market ki samaj nahin hoooti hai.is liey loss ho jaata hai but agar learn kia jaye to proper learning kay baad trading ki jaye to forex profitable hai or hum is main kaam kar kay achi earning lay sakty hain.
              • #232 Collapse

                brother mere khayal main new traders ye samjhatai hain ke forex aik bohat he asaan kaam hai or wo yahan par aakar bohat he kam waqt main zyada se zyada paisa kama saktai hain or haqeeqat main aisa nahi hai balkai forex par kaam karne ke liyai knowledge or experience ke saath saath hard work karna bhi bohat zaroori hai...
                • #233 Collapse

                  jab nai log forex main enter hote hai to wo dekh ta hai ka yaha to koi khas kam nhi bas kuch dar order lagao aur paisa kafi mil gate hai lakin un ko forex ka bare main koi idea nhi hota hai is liya wo greedy karty hai
                  • #234 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: azem پيغام ديکھيے
                    jo bhi new trader is main ata hy wo aty hi is main greed kio kerta hy or is main ak hi din main rich ban jana chahta hy asa attitude kio hy ?
                    dear new commers ko forex k baray mai itna knowledge nai hota or na hi work karnay ka sahi tarika ata hai , new members ko thora wkt to lagta hyai learn karnay mai is liye wo ahesta ahests lern kar jatay hain or greed jesi adato say parhez karnay lagtay hain
                     
                    • #235 Collapse

                      new trader is liay ziaada greed kertay han k un ko ye pta nai hota k forex se jitna ziaada profit milta ha utna ziaada loss bi ho sekta ha wo prifit ko zehen me rukhtau han lakin loss ko nai rukhtay isi greed me un ka ziaada loss ho jata ha
                      • #236 Collapse

                        g mree bhai new trader ke paas etna ziada experienc aur plan nae hota aur wo bohat ziada greed krta hy wo chahta hota hy ke me jld rich ho jao
                        • #237 Collapse

                          Greed is our enemy. If a new trader come here with greed and thoughts he will rich soon, he must suffer. Because forex is a learn to earn business. so we need to learn the business forst. Thanks for the post.
                          • #238 Collapse

                            i think new traders k pas itna experience nhi hota tu un ko greedy nhi hona chihy kun k ess ka koi fiada nhi or un ko lose k chance beh zaida hoty hen so un ko normaly trade karna chihy na k greed karna chihy kun k greedis very dangrouse for all traders
                            • #239 Collapse

                              jee ha jo new trader hoty ha oun ky damag me ya hota ha ky forex me investment kar ky wo apny investment 1 din me double kar sakty ha ya bath galta ha is se ap loss kar sakty ho our ya soch ko badlna ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                ye baat bilkul thek hay ke newbie trader ziada lalchi hote hain ba nisbat old trader ke wo new hota hain wonon ne market main lose nahi dekha hota aur jab won ko thora profit hota hay to wo lalchi hojati haain aur ziada profit ki lalch main ziada lose karte hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X