new traders kio itna greed kerty hain ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1216 Collapse

    jee han bhai jna is liey loss ho jata hai but agar learn kia jaye to proper learning kay bad trading ki jaye to forex profitable ha
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1217 Collapse

      es ki bi yahi waja hay jasay kay loog greed ki thread ka picha hi nahi chortay bar bar gread ki thread post kartay hain esi tarhan log forex may bi greed kartay hain or mantay nahi hain.
      • #1218 Collapse

        jab eksi be bsuiness main enter hota hai tarder tu wo experinced nahe hota jes waja sy greed ho jati hai but aik 2 bar loss sy kabi be serious trader next time loss wala kam nahe ekre ga and avoid kere ga
        • #1219 Collapse

          yes new tarders ho ya old traders ko kese ko be forex main greed use nahi karna chahiya kyun kai forex main greed use karne say loss hota hai hamare trade risky phas jate.so proper control greed
          • #1220 Collapse

            my dear brother mai tu forex ka aik naya user ho aur abhi forex ko naya join kia hai aur filhal sirf posting hi kar raha ho aur trading ko seekh raha ho aur abhi trading start nahe ki hai aur mai kama us kam jab trading karonga tu insha allah greed nahe karonga kyun keh apne sona tu he greed is a curse.
            • #1221 Collapse

              dea bro merey khayal say is main agr ap new ho to is main bohat zaida gred nahi karna chahiye kuin is main agr hum is say bach kar work karte hain or is main zaida greed nahi karte hain to is main hum acha eran kar sakty hain is tarah say
              • #1222 Collapse

                Agar ap dakhan to old traders sa zyada new trader greed krta han is ki ak waja ya b ho sakti ha k new trader bus ata he bht sa pasa kamana cahta han or jab unhan ak ya do traders ma profit hota ha to wo high jump marna k lea greed krta han or in response unhan loss he hota ha
                • #1223 Collapse

                  i like it..start main hum ik din main rich hoony kay chakar main hooty hain or market ki samaj nahin hoooti hai.is liey loss ho jaata hai but agar learn kia jaye to proper learning kay baad trading ki jaye to forex profitable hai or hum is main kaam kar kay achi earning lay sakty hain.. i love forex..
                   
                  • #1224 Collapse

                    g dear mary khyal me to new trader as leya atnay greed artay hay k wo as me say munafa earn kar k boat jaldi aik rich man bn jaya to as me zida greed nai karnay chw
                    • #1225 Collapse

                      i like forex..actually new traders ka experience jo low hota hay eslouye unko samaj nahe hoti kay trading kasay karni hay wo lalach mei akay big tardes kartay hain greedy ho jatay ahine sliye unka loss hojata hay... i love it..
                       
                      • #1226 Collapse

                        bhai jan traders k pass zaida experience nhi hoti our wo jub thory pips lety hain to khud ko acha trader samjny lgty hain our wo account ko dhel nhi ker paty .Wo greediness ko control easily nhi ker pata kyun k good money management ko nhi janty.
                        • #1227 Collapse

                          New traders k greed krny ke sbsay bari vajah yeh hote hai k new traders smjhty hain k trading koe aisa business hai jis mai raton raat ameer bna ja skta hai. is lie voh bari bari trades krty hain jinka unko koe knowledge ni hota aur kbe luck ke vjh say unko profti b ho jata hai iss trhn say unke greed berh jate hai
                          • #1228 Collapse

                            G han ye app ne bilkul thek bat kahi ha new traders forex k buisness mein aa ker bohat zyada greed karte hen aur uski waja ye hoti ha k new hone ki wja sy wo jald bazi karte hen
                            • #1229 Collapse

                              new traders ko jab forex trading k baray main btaya jata hai to wo raaton taat rich honay k dream dekhna start kar detay hain yahi waja hai k new traders forex trading par aatay hi greed karna start kar detay hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1230 Collapse

                                Bat bilkul saf ha bhai kh agar wo greed per control nhi karenge to qamyab nhi hosakhtay forex ma greed ki mistake hame jida loss deta or phir bagair samjhay again trade karte phr aesa hi loss hota or ahista ahista account end attitude to bilkul nhi karna chaye bulkh dosre ki help kare ji ata ha wo junior ko sikhana chaye.
                                :mad:Don't Be Greedy At The Time Of Trading:)Follow Trend And News and Trade Minimum Risk With Technical Analysis!:cool:
                                Always welcome for any help about Forex trading here is My Facebook profile ...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X