new traders kio itna greed kerty hain ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #781 Collapse

    Actually jo new traders hoty hai un k pas na experience hota hai na hi koi kaam karny ka saleeka wo bus greedy hotay hai k hum aik din main ameer hojaye is liye wo ghalat posting karty is waja se un ko loss hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #782 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Amjad پيغام ديکھيے
      start main hum ik din main rich hoony kay chakar main hooty hain or market ki samaj nahin hoooti hai.is liey loss ho jaata hai but agar learn kia jaye to proper learning kay baad trading ki jaye to forex profitable hai or hum is main kaam kar kay achi earning lay sakty hain.
      Jee haan sab se bari baat yehi hoti hai ke hum forex me trading karne se hatho haath rich ho jaye ge is waja se wo log ziyada loss me phans jaate hain agar hum sakoon se trading karen to hum loss se kafi had tak bach sakte hain....
         
      • #783 Collapse

        forex trading aik profitable business hi liken log allach ki waje s eiss business main apna loss ker lete hian agar ap ko apni trading main profit earn ekrna hi too ap ko iss main apni greed fear orr emotions ko control kerna ho ga then hi ap iss main kamyb ho ge
        • #784 Collapse

          dear new user ko itna pata nai hota wo samjte he k bas hum raat o raat rich ho jaen ge is liye wo greedy karte he or loss uthate he.
          • #785 Collapse

            market ki harkat ka pata nae hota new trader ko aor wo jb new ati he to sochty he ky ham jaldi trading se pesy kama ley to wo jldmi market se hath doho betty he
            • #786 Collapse

              Dear yes you are right and it is my personal experience as well that new trade do greed es ka main reason ye hay k hm es business ko aladin ka charag samhaj rahy hoty han because starting may hamary pass kuch khas knowledge nae hoti
              • #787 Collapse

                kyun kay wo new hotay hain aur iss market ki difficulties ko achay se understand nahi kartay hain iss liye wo loss kar baithtay hain islye humain chahye kay new traders ko motivate karain aur un ko sumjhain kay forex main lalach na karain .
                • #788 Collapse

                  g han bhai jo bhi new ata he woh yahi chahta he k woh jeld az jeld amir ben jaeiy halan k asa nh he haman insta man beri ihtiyat k sath tread legani chahaiey or loss sy bechana chahey
                  • #789 Collapse

                    mery bhai forex trading business aik aysa business hy jo hamen boht zayada dolat deta hy is business py kam kar ky hum dino men ameer ho sakty hen par whi log ameer ho sakty hen kin ky pas knowledge or experience hota hy boht sy new log is men zayada oysa hasil karny or thory sy waqt men ameer hony ky liy greed karna suru kar dety hen or loss kar bethty hen
                    • #790 Collapse

                      forex mai her wo trader jo new hota hai iss ki soch aik expert trader se bilkul mukhtalif hoti hai wo apni trade ko sirf iss liye jaldi cut off ker deta hai kh jaldi se jaldi profit gain ker k rich ho saka
                      • #791 Collapse

                        taqriban jitne bhi new traders forex main atey hain woh is main always greedy bantey hain jiski wjha se unhen forex main loss hi hota hey aur woh always is main fail hi hotey hain.
                         
                        • #792 Collapse

                          dear mery mind ky mutabiq jab koi new trader ko forex tardeing interduse karai jaati hy too woh is ko bohat hi lightly or aasan leeta hy lykin jab woh iss meen inter hoota hy too us ko tab mehsoos hota kih yeh forex tadeing jitni deekhny meen aasan hy utni hi karny meen mmushkil hy
                          • #793 Collapse

                            ok good trader forex trading men jaldi se rich hona chahta he or is liye loss kr bethta he lekin agr koi b new trader apne emotions ko control kr le or zeyada la'''''''''''''
                            • #794 Collapse

                              jo bhi new traders hoty hain un ko quickly profit kamany ki jaldi hoti hai is ley un ko wait pasand nahi hota hai or wo trading strat ker dety hain wihtout expericne hasil key is ley un ko loss hi khana perta hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #795 Collapse

                                I think ke greed is liye ke kowledge nhi hota un ke pass experience bhi kam hota hai aur wo zayada earn krny ke liye h zayada greed karty hain but greed un ke kam ko hrb krta hai aur loss ki wajah bnta hai,,,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X