new traders kio itna greed kerty hain ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2056 Collapse

    New traders ko quick earning karny ki boht jaldi hoti hai.Jab new traders quick earning karty hai tu on ko quick loss face karna parta hai.Jo greed ki waja say hota hai.Wohi trader jab greed nhi karty tu on ko earning hoti hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2057 Collapse

      g dear me kahna chahunga k aesa nhi hota hy agr koi trader new ata hy or aesi soch rakhta hy k wo aty he rich hojay to aesa possible nai hy kion k forex itna asaan nai hy forex ko bina sikhy ap ispy kuch bhi nai kr skty hyn forex me success k lye bht practice chiye hoti hy bina practice k rich nai ban skty ap forex me...
      • #2058 Collapse

        new traders start the Forex trading without its proper knowledge and experience and they use big leverage and also do the over trading this is why they got in greed and lost big money so be patience and go slow in the binning.
        • #2059 Collapse

          G han app ne sahi kaha ha is business me new traders kafi lalach karty hain isi liye hmen chahye k hm is business me lalach ko kam kar k kam kiaa kareen ta k hm is business me acha earn kar sakyn or is business se hm apni dreams ko pori kar sakyn
          • #2060 Collapse

            forex trading aik boht acha business hay is main logon ko kafi prfoit hasil hoa hay is liye sab kay mind main ye image ban gay a hasy kay is main huamin kafi profiot bagyr mehnat kay hasil ho jata hay is liye is main new trader greedy ho kar kam karty hain jis say un ko koi profit hasil nai hota hay or loss hi hota hay
            • #2061 Collapse

              yarr bhai jo b forex ki taraf ata hai tw wo kuch yun sun k ata hai k bht earning hai yaha..actually wo sahi suntey hain lekin shuru mein koi bhi earning ni karta..shuru mein har koi ajata hai trading k lye lkn tikta koi koi hai q k is kaam me mehnat or time chahye hota hai..well trading k lye hme phle ksi achey trader se training leni chahye
              • #2062 Collapse

                g han bilkul, jb new trader forex trading ko join krta hy to usy jaldi jaldi pesy kamany ka shoq hota hy or wo jald bazi mn or lalach mn a k ghalat fasly ly leta hy or is tarha us ko kafi nuqsan hota hy, jis ki waja sy ya to wo trading chorh deta hy ya to us sy kuch na kuch seekh leta hy.
                • #2063 Collapse

                  asal min jo bi new trader ata ho as ko as business ke bare min itna pata ni hota ar wo as business min greedy pan ke sath trding kirta hi jis ki waja se wo as min loss kir leta hi ap ko as business min kamyab hone ke liae as min greedy pan se bach ker hi trade ko kirna chiae
                  • #2064 Collapse

                    Sir new trader kay pass zaida experience nahi hota and es business ko easy letay hain and zaida say zaida earning ki koshes main greed kartay hain, jes say loss kar letay hain.
                    • #2065 Collapse

                      floating up to tens of origin does not matter is still in the corridors in the sense that its loss can still be tolerated and could still return to positive based on the analysis, but if the loss is felt can not be tolerated it should be able to give up the cutloss that the loss was not more
                         
                      • #2066 Collapse

                        gee haan yeh toh insaan ki fitrat hai k jab bhi usy koi earning ka zarya milta hai to wo us mein jald baazi zarur karta hai or jaldi ka kaam shaitaan ka hota hai us mein kabhi bhi bhalai nahi hoti hamein koi bhi faisla tab tak nahi lena chahye jab tak ham puri tarha se satisfy na hon jayen...
                        • #2067 Collapse

                          Ziada greed karna humary liey loss ka sabab banda hay so agar hum lalach ko chor kar trading karen gay tab he es say kuch kama saky gay wana humay esmain loss he ho ga kyun keh lalach hamesha bura he karti hay
                          • #2068 Collapse

                            un kay mind main ye bat hoti hay kay trading main sirf humain profit hi hasil ho sakta hay kun kay agr hum trading main loss nai kartyhain to huamin tradinng main profit kasiy hasil ho ga or new trader to greedy ho jaty hain or ziada profit hasil karna chahty hain jiss say loss b ho sakta hay
                            • #2069 Collapse

                              Yes ye new any walo ki sb sy bri blundr mistake hoti hy k wo kum waqat m zaiada sy zaida paisa lena chahty hy.slow & steady wins the race ye proverb hr trading m success ki misal hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2070 Collapse

                                is laiy hi kar jaitay hai kyyu kay har iak new tarder ko bus yehi hota hai kay wo is business mei atay hi jlid kay sath ameer ho jaiy likiin is tarahs ay kabhi bi nai hota hai aur na hi aj tak aisay huwa hai har cheze ka aik time hota hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X