Forex ma serf fitest log he survive kr skty ha, dil chota karny wly yha ni chal skty,
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ma serf fitest log he survive kr skty ha, dil chota karny wly yha ni chal skty,
    Forex ma members ko kamyab hony k lae tory tory loss py dil chota ni karna chahe, serf fitest member he yaha kamyab hoty hai jo sb muskilat ka dad kar mukabla karty hai, agr ap etny strong enough hai k daily k loss mustakil mezaji sy bardast kar rahy hai to he profit tak poncha ja sakta hai, what u say, plz comment?????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex ma serf fitest log he survive kr skty ha, dil chota karny wly yha ni chal s

    G Han bilkul AP ki baat saheh hy tracing main Kam let how AP ko chahy k mehnat krain AP ko chahay k Dil sy Kam krain AP ki mehnat r lagn AP ki kamybi hy AP ko chahay k Dil sy Kam krain AP ki mehnat r lagn AP ko kamyb banati Hy AP ko chahay k mehnat krain r accha experience hasil krain.
    🌼 Never Give Up 🌼
    • #3 Collapse

      Re: Forex ma serf fitest log he survive kr skty ha, dil chota karny wly yha ni chal s

      Yeh bat thk b ho skti h lakin ghalt b ho skti h q k koi b aisa kam ni jo aik insan ni kr skta so jin k dil choty b jen wo zyada learn krny ki koshish kren phly phr trading kren luck ki b game hti h lakin mehnt kr k koi b kam achi tarah sy kiya ja skta h so hr bnda try kry.
      • #4 Collapse

        Re: Forex ma serf fitest log he survive kr skty ha, dil chota karny wly yha ni chal s

        Forex trading mein loss th experts ko bhi jata hai lekin woh isko cover kr lety hein lekin jo new tradrrs hoty hein un mein sirf woh kamyab hoty hein jin mein abilities hoti hein aur woh mehnat aur lafan se learning pe focus krty hein aur apni skills ko strong bnaty hein aisy traders market mein survive kr saktt hein kionkeh woh trading mein mushkil halaat ko face kr lety hein aur un se niklny ja rasta bhi talash kr lety hein.
        • #5 Collapse

          Re: Forex ma serf fitest log he survive kr skty ha, dil chota karny wly yha ni chal s

          dear memebr mere khyal mein frex mein hr wo nda kamayab ho skta h or kam kr skta h jo kam krte wqt lalalch se dor rehe ga kuin k forex mein agr ham n lalalch ki to ham kbhe bhe kisi sorat mein kamaab nai ho skte is lye is bat ka khyal krna chahye or hamein kam krte reha chahye
          • #6 Collapse

            Re: Forex ma serf fitest log he survive kr skty ha, dil chota karny wly yha ni chal s

            bilkul aesa hi hai kyon ke hota aesa hi hai asal mein to jab bhi loss hota hai jin ko knowledge nahi hota wo emotions mein a jate ain ke ab kya ho ga to phir wp loss ki taraf apna kadam barha dete hain aur market mein wo loss karne lagte hain is liye kabhi bhi emotions mein kaam na karain ap acgha kaam karain ge agar kaarin ge to phir lss hi karain ge
            • #7 Collapse

              Re: Forex ma serf fitest log he survive kr skty ha, dil chota karny wly yha ni chal s

              G han brother ap thek kah rahay hain forex market main wahi log survive kar saktay hain jen k dil baray hotay hain aur jo loss ko bardasht kar saktay hain q kah aisay log loss anay k bad bi normal rehtay hain aur jald bazi main aa kar koi ghalat decision nai krtay hain but jo log loss anay par pareshan ho jatay hain woh nakam ho jatay hain.
              • #8 Collapse

                Re: Forex ma serf fitest log he survive kr skty ha, dil chota karny wly yha ni chal s

                bilkul ap thek keh rahe hain is business main sirf fit logon ko he kam karna cahiye or jin ka nazar ka masla hota hae un ko to cahiye ke wo din he din main apni posting complete kar liya karen or kuch logon ko dil ka masla bhe hota hae wo is main trading bilkul na karen q ke loss to hamen bhe bardasht nhe hota hae to un logon ka to wese bhe dil ka masla hota hae to un ke liye zayada masla ban sakta hae
                • #9 Collapse

                  Re: Forex ma serf fitest log he survive kr skty ha, dil chota karny wly yha ni chal s

                  g bilkol apki bat bilkol theek hai forex main jo log chote chote loss py apna dil chota kr lete hn wo forex main kabhi bhi kamyab nahi ho skte kiun k forex trading main loss ho jata es leye forex main agr loss ho jae tu loss ko recover krne ki koshash ki jae r hemat r hosla sy forex trading main apni mehnat sy forex main kamyab hone ki koshash ki jae
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex ma serf fitest log he survive kr skty ha, dil chota karny wly yha ni chal s

                    g friend forexma wo hi log survive kartay hain jo fresh aur active mind k sath kam karain agr unhain kamyabi nhi b mil rhi hoti to disappoint nhi hotay aur axhay ki umeed rakhtay hain jb k jo log disheart ho jatay hain unki kamyabi mushkil hoti ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex ma serf fitest log he survive kr skty ha, dil chota karny wly yha ni chal s

                      G Han dear members trading main Kam krty howy ap ko pata hona chhay k mehnat krain forex main wohi kamyab Hy Jo k mehnat krta Hy r loss ho jany ki sorat main preshaan nahi hota Hy ap ko chahy k mehnat krain ap ki mehnat r lagn ap ki kamybi Hy ap ko chahy k Dil sy Kam krain r ek accha experience hasil krny ki koshish krain take AP accha trade kr skain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex ma serf fitest log he survive kr skty ha, dil chota karny wly yha ni chal s

                        Forex Mein Hamen Bada Dil Rakh kar kam karna chahie Kyunki ismein loss aur profit hota rahata hai agar Hamen loss Ho bhi Jaaye To Hamen Himmat Nahin Harni chahie Hamen Apne kam ko Jari Rakhna chahie usmein mehnat Karni chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex ma serf fitest log he survive kr skty ha, dil chota karny wly yha ni chal s

                          Pakistan Forex mein kamyabi sirf UN Logon Ko milati Hai Jo confidence ke sath kam karte hain aur apne andar activity Paida Karke kam Karte Hain jajba ke sath Aur vah Dil Laga Kar Main abhi Karte Hain mehnat ke bina Kisi bhi Business mein kamyabi namumkin Hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex ma serf fitest log he survive kr skty ha, dil chota karny wly yha ni chal s

                            Ji han bilkul aisa hi hota hai aise Tamam log Jinka Dil Bada Hota Hai Vahi forest per kamyabi Hasil kar lete hain aur kamyabi Hasil karne ke liye Kai bar Hamen lalach Karni pad Jaati Hai per Hamen Nahin Karni chahie Kai bar Ham Logon Ko loss ho jata hai jisse Hamen Bachana chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex ma serf fitest log he survive kr skty ha, dil chota karny wly yha ni chal s

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
                              Forex ma members ko kamyab hony k lae tory tory loss py dil chota ni karna chahe, serf fitest member he yaha kamyab hoty hai jo sb muskilat ka dad kar mukabla karty hai, agr ap etny strong enough hai k daily k loss mustakil mezaji sy bardast kar rahy hai to he profit tak poncha ja sakta hai, what u say, plz comment?????
                              Forex trading Mein Aise log survive kar sakte hain Jo log mentally strong hote hain aur jo log loss to handle kar sakte hain aur loss ko bardasht kar sakte hain Aise log jo loss Ko bardasht Nahin kar sakte vah is business Mein survive bhi nahin kar sakte
                              FRD 07 TRADING JOURNAL

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X