Forex trading main loss ki waja??.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex trading main loss ki waja??.

    Dear friend forex trading main loss honay ki bahut vary wajah yeh hy k aksar member forex trading main lalach krtuvhain aur dosry wajah yeh hy k woh forex trading main sabr nahi krty hain isy wajah sy aksar member ko loss hota hy agr hum yeh 2 reason loss honay k chor rain gy to hamain loss nahi ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex trading main loss ki waja??.

      Dear members trading main loss ki sab sy Bari wajah ye Hy k hum market ki analysis nahi krty Hain r jaldbaazi main trade open kr dety Hain r is k sath jb humara trade jb Thora loss main hota Hy to him wait nahibkrty Hain r us ko bandbkr dety hain. Ap ko chhay k mehnat krain ap ki mehnat r lagn ap ko accha trader banati Hy ap ko chahyvk Dil sy Kam krain r ek accha experience hasilbkrbk ek accha trade krny ki koshish krain.
      • #18 Collapse

        Re: Forex trading main loss ki waja??.

        forex market Mein loss Ki Sabse Badi vajah mostly knowledge ki Kami hoti hai markeet ko understand nahin kar paate..
        • #19 Collapse

          Re: Forex trading main loss ki waja??.

          Forex per kam karne Waqt Ham Logon Ko Kai bar Aisa ho sakta hai ki Los vate karna padta hai Ham Logon Ko Kai bar lost my face ho jata hai isliye Ham Logon Ko chahie Ke Logon se baat kar Chale Osborne. Hota hai bahut jyada gandi chij hai Hamare account ko Bass kar deta hai Hamen lag Jaate Hain Itna Jyada ham log Se Dur Rahenge utna Jyada Ham Logon Ko fayda Hoga
          • #20 Collapse

            Re: Forex trading main loss ki waja??.

            Forex trading men loss ki bahot sari wajohaat hyn lalach ak sab say bari waja hy forex men loss honay ki kion log lalach men aa kar koshish kartay hyn k jaldi jaldi ameer hojayen but unka lalach unko flop kar deat hy or wo totally fail hojatay hyn or unka account wash hojata hy kion k forex men lalach ak esa factor hy jo hamen hamesha loss ki taraf leads karta hy is lye jitna ho hamen is say bachna chahey kion k loss ki yh major waja hy
            • #21 Collapse

              Re: Forex trading main loss ki waja??.

              walcome to pak forex . trading men loss ke aik waja to lalach hay aor dosre waja bager experience aor bager knowledge kay trades open karna hay aor jald bazi men trades open karnay say bhe loss ho jata hay aor capital say lot size ziada use karnay say bhe loss ho jata hay isliay hameshan soch samjh kar he trades open karne chahiay .
              • #22 Collapse

                Re: Forex trading main loss ki waja??.

                tamam dosto ko salam. bahut he acha sawal ha ka loss ki un hota ha ya is ki waja kaya ha to dosto hamen loss is lye hota ha kun ka hamen trader nhe ati or agar trader karna ata ha to hamen ye pata nhe hota ka hamara entry point kahan ha ham jahan bhe entry karen ga or jab bhe entry karen ga hamen loss he ho ga dosra lalich bhe loss ki waja ha or sabar na karna bhe in bato par dehan den ap loss sa bach sagty han
                • #23 Collapse

                  Re: Forex trading main loss ki waja??.

                  Salam all members forex my loss ki asal vaja ya h k hm is ko serous ni lay paty na zada time daty hy na experience hasal karty hy hmy yaha achi posts karni chahiy threads karni chahiy jo k knowledge vali ho r jb hm treads lagaty hy to hmy lalch b ni rakni chahiy forex my loss ki asal reson lalch b h sabar sakon st hmy forex my treading karni chahiy
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex trading main loss ki waja??.

                    bahut se traders bagair skills ke bagair kisi trading practice ke kam shuru karte hain aur profit banane ka lalach karte hain uski vajah se bhi Los ka samna karna padta hai
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex trading main loss ki waja??.

                      loss ki wajah trading Mein loss Jo Hota Hai wah trader ki apni wajah se hota hai profit or loss donon trader ko accept karne ke liye taiyar Rahna chahiye Kyunki profit aur loss donon hi trading ka ek important part hai her Business mein profit ke bad loss hota hai to trader ko loss ke liye bhi taiyar Rahna chahiye aur agar koi trader k loss ke liye taiyar Nahin Hota To Trader hone per jaldbazi mein galat Faisla Le leta hai Kamyab businessman wohi hota hai jo ismein Apne loss ke liye apna mind Pahle Se set kar leta hai Forex trading Mein Kamyab Businessman banne ke liye Hamen profit ke sath sath loss ke liye taiyar Hona bhi zaruri hai ki unke trading Kisi bhi waqt loss Mein Ja sakti hai aur Agar trading loss ke liye taiyar Nahin rahta to woh monthly bahut disturb Ho Jata Hai Jiski wajah se uska interest Nahin rahta kam karne mein aur Jo loss ke liye taiyar rahta hai aur uska loss Ho Bhi Jaye Hai To woh Kuch hi time mein Apna loss recover kar leta hai Kyunki woh bahut zyada sharp mind Ka Hota Hai Kyunki wah business ki noyat Jaanta hai business ki Nature Se waqif hota hai isliye woh loss se pareshan Nahin Hota.
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex trading main loss ki waja??.

                        maray khyaal main forex main loss ki koi aik waja nahi hai ..is ki bohat sari wajuhaat hain..1=lack of proper guidence...2=lack of experience in trading...3=trading main zyada lalach karna..4=zyada lot lagana...5=metals par zyada tradin karna...in sab wajuhaat ki waja se hmain apni trading main bohat zyada loss ka saamna karna parta hai ...
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex trading main loss ki waja??.

                          Forex trading main loss ki sb se bari waja knowledge main kami hai. Jin k pass experience nhi hota or trading karte hain lalach main aa k jaldbazi karte hain unhe sirf loss hi hota hai. In sb ka khayal rakhna bht Zaruri hai kamyabi hasil karne k liye..

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X