Forex trading main loss ki waja??.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main loss ki waja??.
    Assalam o alaikum all members forex trading p hr bnda yeh kehta rehta hy k forex aik asan business forum hy aur profitable hy to phr mera ap sb se question hy k jb yeh asan aur profitable hy to phr sb ko loss ku hota to sb seniors apna experience se btaey k hum loss kaesy om se km kr skty hy??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading main loss ki waja??.

    Dear members trading main kam Krty howy AP ko chahy k mehnat krain AP ki mehnat r lagn AP ko kamyb banati Hy AP op chahy k saber krain AP ki mehnat r lagn AP ki kamyabi I hy AP op chahay k Dil sy Kam krain r ek accha experience hasil krny ki koshish krain take AP accha trade kr k Kamyab ho skain.
    🌼 Never Give Up 🌼
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading main loss ki waja??.

      Dear forex aik business hai aur hr business mein loss uska part hota hai forex trading mein bhi jin k pas experience aur knowledge ki kami hoti hai unko loss hota hai lekin aur bhi loss hony ki reasons hein jb traders lalach krty hein tu loss ho jata hai hum is business mein loss ko khtm nhu kr sakty lekin experienced base pe kam zaror kr sakty hein jis mein hum kam risk ly k trade open krty hein tu loss k chances kam ho jaty hein.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading main loss ki waja??.

        Loss ki wja hmara mehnat na krna hy.
        Hmy mehnat sy pehly knowledge hasil krna chahiye phr mehnat sy forex py kam krna chahiye or forex ko time dena chahiye phr hmy loss nhi hoga.
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading main loss ki waja??.

          Forex trading ma loss ki beri vja hamary pass experience or knowledge ka na hona Q ka forex ma whi loag kamyab hain jin ka pass experience hy or voh apna experience sa achi trading ker sekty hain or acha profit hasil ker sekty hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading main loss ki waja??.

            Forex trading mn loss ki wja without learning trading krna h ya ksi senior k trading profit ko dekh kr bri trade lga dena ya stop loss ka use na krna agr kr b len to stop loss ko wide krty jana ya trade open krna r uska wait na krna loss mn e bnd kr dena.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading main loss ki waja??.

              assAlam o alikum dear members hum umeed karty hin k ap sb khairiyat sy ho Gy.jaisa k ap sb senior member janty hin k forex furom treading business min ap jitny mehnat Karingy ap ko utna acha bonus hasil ho ga forex furom treading business min ap ko chahiy k ziada earning hasil krin our acha bonus hasil krin.
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading main loss ki waja??.

                Walaikum Asalam.
                Forex trading mai loss ki waja hain kaam knowledge or experience ki base par real trading karna , zayda profit ki lalach karna , jald bazi mai trade open karna, capital say zayda lot size use karna ye sub loss ki waja banti hain loss say bachna hain to phly forex ko sehky samhjy trade open karna hee forex ko samhjna nahi hain or bhutt kush hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading main loss ki waja??.

                  90% loag loss karte hain us ki waja ye hai ke 90% logon ko trading ka nhia pata hota hai to ab sawal ye hai ke trading kya hai jis ka nahi pata 90% logon ko to trading rules hain agar ap rules ko follow karain ge to hi ap earn karain ge warna ye market ap ko khare nahi hone de gi agar ap ne risk to reward pe kaam nahi kiya to ap ko mehnat ka faeda nahi ho ga aur ap loss karain ge
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading main loss ki waja??.

                    dear memebr forex mi hamein los ki wja ye h k jab hamara bonis ata h tpo ham is mei ratoi rat ameer hoa chahye is lye hammei is mein los ho jata h or dosri bari bat is mein ye bhe h k ham is mein be sbri kr bhete hain jis se ham los ki trf chle jate hain is lye hamein sbr se kam krna chahye or is se ache trke se hamein market mein kamn krna chahye
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading main loss ki waja??.

                      Forex aik profitable business hai is mein koi shak nahin hai lakin ye bhi theek hai forex agr profitable ziada hota hai tu risky bhi ziada hota hai aur hum ko jab forex mein ziada loss hota hai tu hum mistake kartay han koi galti kartay han tu loss hota hai aur aik tu jo new trader han wo profit k shuk mein learning aur knewledge aur experience k baghair trading kartay han tu loss ho jata hai aur hum trading rules ko follow Nahin kartay tu is se bhi loss hota hai aur hum Jo mistake han us ko bar bar kartay han tu is se bhi loss hota hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading main loss ki waja??.

                        Brother forex trading profitable business to hay but es main profit sirf un traders ko hota hay jen k pas trading ka acha knowledge hota hay aur jo trading rules k mutabik trades kartay hain but jen k pas trading ka knowledge na ho ya phr woh greedy aur emotional trading kartay hain un ko sirf loss hota hay aur woh market main survive nai kar saktay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading main loss ki waja??.

                          Forex Mein loss ki vajah Hamari apni hi hoti hai Forex Mein Hamen Thande dimag ke sath kam karna chahie Palak Mein Hamen rules ko follow karke kam karna chahie Forex Mein Hamen trading karne se pahle market Ko zaroor analysis karna chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading main loss ki waja??.

                            dear forex business tab asaan ho sakta hai jab aap business ke knowledge or experience ko hasil karke karte hain kyunke jab aapke pass knowledge hoga aur experience hoga aap market mein strong analysis kar sakenge aur forex ko samajhkar kar sakenge jisse profit hasil hoga agar aap forex ko Bina learning ke karenge aur aapke pass knowledge or experience na hone ki vajah se aapko sirf loss hoga loss hone ki main vajah knowledge or experience Ka Na hona hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading main loss ki waja??.

                              Dear friend forex main loss ki waga yeh bhi k as main bohot gald bazi nahi karty aur on main saber nahi hota ges ki waga say woh loss karty hain aur money mangment nahi karty lalach ki waga say woh apny acount ko khatam kar dety hain as leye ap ko chahye forex ko sekhen aur as main achay say kam karen ta k ap ziada loss na karen aur hamesha monthly bahteren earning hasel karty hain aur yahi as main kameyabi hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X