Sirf (rsi) kay over bought & over sold levels ko dekh kar kabhi trade naken.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sirf (rsi) kay over bought & over sold levels ko dekh kar kabhi trade naken.
    Salam dear members. Men ap say apna ye experience share karna chahta hun kay sirf aur sirf RSI ko janch kar kabhi bhi Frex men trade mat lagain. Jesa kay bazahir to over bought ya over sold leve ko touch kar rai hoti hy magar jitnay again wapas otany he point up & down ho dear ye lazmi ni hota sath sath hamen choty time frames ka candles chart bhi study karna chye . Pera bolic etc ko bhi dekhna chaye tab ja kar achi tarha analysis ho paye ga k sell ki trade ki jye ya buy ki.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sirf (rsi) kay over bought &amp; over sold levels ko dekh kar kabhi trade naken.

    G han hmean sell or over bought ke trading nhe kernii chye hmean chye ke hm is business mein knowledge or experience ke sath trading kernii chye Jo member is business mein mhnt se kam kerty hain WO members is business mein acha profit earn ker laty hain
    • #3 Collapse

      Re: Sirf (rsi) kay over bought &amp; over sold levels ko dekh kar kabhi trade naken.

      Forex me over bought and over sold he se trading hote to sab he yaha pe kama lete lekin asa nahe he ku ke market uncertain hote he yaha pe indicator har dafa kam nahe kata or fail ho jata he is leye hum ko chaye ke hum yaha pe asa kam karen ke hum income kama sakte he.
      • #4 Collapse

        Re: Sirf (rsi) kay over bought &amp; over sold levels ko dekh kar kabhi trade naken.

        Main ap sy agree ho aur trading in bi shuru karain to technical aur fundamental annylsis lazmi karain trading sy pehly tab hi hm apni trade ko profit main daikh sakain gy to is liy annylsis k Bina trade open na kia kro
        • #5 Collapse

          Re: Sirf (rsi) kay over bought &amp; over sold levels ko dekh kar kabhi trade naken.

          yes kyon ke aik indicator ko daikh ke kabh bhi market mein enter nahi hona chahjiye aksar loss hone ke chances hote hain aik proper way hona chahiye ap ke pas jis kko ap follow karain to ap ko pata ho ke ab market up hai ya down to us mein candles ke patterns bhi hain aur chart pke bhi to is liye bus mehnat hi hai ke ap ko jitna time zeytad aho ga market mein ap ko utna experience hioo ga
          • #6 Collapse

            Re: Sirf (rsi) kay over bought &amp; over sold levels ko dekh kar kabhi trade naken.

            Gee haan humain sirf RSI ko dekh ker hi trade nahin lagani chahyea balkay humain chahyea kay hum apni trade ki mukammal planning kerain aur trade kay lye analysis kerain aur aisa kaam kerain kay humarai trades kamyab hoon aur humain forex mein acha profit hasil ho
            • #7 Collapse

              Re: Sirf (rsi) kay over bought &amp; over sold levels ko dekh kar kabhi trade naken.

              Assalamu Alaikum good morning Amir karta hun ki aap sab theek thaak Honge main aapse Apna experience share karna chahta hun jo Forex form se main ab tak Sikha hai sirf aur sirf Ras ko jaanch kar Kabhi Forex metroid mat lagaen Jaisa ke Bzahr bought ya oversold leve score touch kar Raha Hota Hai Magar Jitna again Wapas Itni hi. Aap down ho ho tere Te Hain yah large Nahin Hota ke sath sath Hamen Chhota time famesh ke calender chat karne chahie
              • #8 Collapse

                Re: Sirf (rsi) kay over bought &amp; over sold levels ko dekh kar kabhi trade naken.

                g ha bilkul thek kaha hy apny , hamein sirf aur sirf rsi per kam nhe karna chaye is sy hamien kafi ziada loss hosakta hy so hamein is mn chaye ky ham mehnat kairen aur pher himat sy kam karien aur pher mehnat sy work karien aur pher aur bhi analysis aru stratgeis ko follow karien jis sy pher hamein is mn kafi ziada fiada hosakta hy aur pher is sy hamein loss kam sy kam aur pher profit ziada sy ziada hoskata hy
                • #9 Collapse

                  Re: Sirf (rsi) kay over bought &amp; over sold levels ko dekh kar kabhi trade naken.

                  Phly bry time frame py analyse kren phr choty time frame py ja k chk kren r rsi k ilawa b ksi indicator ko chk kr len fundamentally analyse kr len to zyada behtr hoga koi b indicator perfect ni ho skta.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Sirf (rsi) kay over bought &amp; over sold levels ko dekh kar kabhi trade naken.

                    Dear friend aapane bilkul theek kaha hai aisa hi hai market ko short-term frame mein bhi Dekhen aur different state Jise market ko analysis Karen...

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X