zindgi men kbhi peche mur kr na dekhen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    zindgi men kbhi peche mur kr na dekhen
    dear mebers mere khyal men hamen yeh baat kbhi ni bholni chahye keh forex ek business hai r is men bhi kbhi hamari umeed ke mutabik r kbhi hamari umeed ke khilaf bhi result ata hai to hamen result khilaf ane pe ghabrana ni chahye bal keh usko himat se handle kr ke next move krna chahye r phr peche is ke bare men ni sochna chahye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: zindgi men kbhi peche mur kr na dekhen

    g han bhai ager ap kamyabi hasil kerna chahty hn to ap hamasha agy ki taraf kadam berhain lakin ap pechy na daikhin bhai peechy whi daikhty hn jo kh buzdil hoty hn hmain chahiay kh hum agy hi agy berhaty chaly jain jis sy hmain ager mushkalat bhi ain to us ko berdahst karin bulkh dil na harin or kamyabi hasil karin
    • #3 Collapse

      Re: zindgi men kbhi peche mur kr na dekhen

      g han dear apke bata belkul thknhyforex men jab hum kam kr rahy hn to hunmen chaiabbkehnbhum kabhe bhe pechy murr ky na dekhngy forex men agy kjjke janib jana hy to humen chaia keh hum forex men zeada syt zeada mehnt sy nkam krtyub rhana chaia tab he huj forex men bahit he ahi kamyabib hasil kar saken gy forex men zeada sy zeada mehnt sy kam karty rhana chaia forex men kamyabai hail opn ge
      • #4 Collapse

        Re: zindgi men kbhi peche mur kr na dekhen

        Asslam.o.aalikum..g han dear ap ki baat thik hy pakiatan forex min agr kamyabi hasil karni hy to hamin agy ki tarf dekhna chaye hamin pechy labhi bhi nahin dekhan cahye q k aj kal ki duni abahit teezz hy isi lia hamin os ka sayh sath cahlan cahye agr hum os k asath sath chalin gy to hum.kamyaab ho aakin gy q k kamyaabi hamei haath min hy hum forex min mhneat karin aur dil laga kar kaam.kairnn gy to hum kamyaab ho sakin gu
        • #5 Collapse

          Re: zindgi men kbhi peche mur kr na dekhen

          g ahn ahamesha aage ki sochni chahiye mehnat karni chahiye ta ke ham aage ki planing pe kaam karte hue acha kaam karne ki koshish karain aur hmain learning bhi ho aur earning bhi ho is liye mehnat buhat hi zarori hai agar ham mehnat nahi karani ge to na hi learning ho gi aur na hi earning ho gi is liye practice pehle hai us ke bad hi baki sari cheezauin hain
          • #6 Collapse

            Re: zindgi men kbhi peche mur kr na dekhen

            Dera frind apny bahut hi achi aur logic bat je hi ham zindagi main kahbi bhi kice bhi mor per peachy mor kar na daikain ham jo kam kar rahy hain us main struhggle karin aur us main mahnt sy kam karin agar ham ise tarah forex main kam karty rahy peachy na haty to hin bahut hi acha fiada ho ga
            • #7 Collapse

              Re: zindgi men kbhi peche mur kr na dekhen

              G han dear members Hume khbe bhe peachy mur ke nhe dekhna chye Blake agy jany ke nary me sochna chye koke JB hum peachy mur ke dekhy gy to Hume kuch bhe hasil nhe ho ga aur JB hum age ke traf bhady Gy to hum Apne ak kyamyab life bna sakty hy
              • #8 Collapse

                Re: zindgi men kbhi peche mur kr na dekhen

                G bhai kan ap ki yeh baat bahut hi achi hai k hum sab ko chahaye k hum apni zindgi mein kabhi bhi peechey mur kar na deikhein aur es forum mein kaam kartey howey bhi hum ko chahaye k hum agey deikhein aur agey bharney ki koshish karein dostu aur es forum mein taraki karney ki koshish karein.
                • #9 Collapse

                  Re: zindgi men kbhi peche mur kr na dekhen

                  G ha bilkul thek kaha hy apny , hamein zindgi mn kabhi bhi pachy mur kar nhe dekhna chaye worna ham is mn kahbi bhi kamyabi nhe hosakty hy is mn to kia ham dunia ky kesi bhi platforum per kahbi bhi kamyabi hasil nhe kar sakty hn so hamein is mn bahut ziad mehnat mehnat karny chaye aur pher himat sy work karna chaye jis sy pher hamein si mn kafi ziada fiada hosakta hy aru pher ham is mn ik achy earning bhi hasil kar skaty hn himat karny chaye bas
                  • #10 Collapse

                    Re: zindgi men kbhi peche mur kr na dekhen

                    forex mein agr loss hota hai tu humko market ko kam honta hy aur is k elwa skilss achi na ho is traha karain gay tu is se loss hi ho ga forex learning k laiye informition zarrori hy knwledge forex mein agr loss hota hai tu is hum ko forex mein jald bazi se trade open nahin karni forex ko agr hum dil laga karkarain gay tu hi aur profit hasil karne k liye account ko bara aur trading k laiye hum ko koi stragtay usekarni hum ko mehnat karni cahaiye aur apni galti ko
                    • #11 Collapse

                      Re: zindgi men kbhi peche mur kr na dekhen

                      kahi aisa hota hi k hm jb mehnat karte hn aur bohot ziayda expect krte hn lekin kabhi hmri umeden pori hoti hn aur kabhi nahi hoti is liye hmn forex me bhe is tarah ho sakta tu hmn ghabrane k bajaye hmn apne galtiyoun se sekh kr agle dafa sekh kar kam kren tu kamyab ho sakte hn
                      • #12 Collapse

                        Re: zindgi men kbhi peche mur kr na dekhen

                        agar ap mehant karty hain to ap k a result sahi nahi atta hai to ap , or ham ko chahi hai k saber sey kam ley kiun k ham ko mehant ka phal zaror milta hai ham ko chahi hai k ham apni mehant ko jarri rakhy inshaAllah ik din ham ko acha resuult zaror mily ga yahan sey ,ap ko loss honey par bilkul bhe nahi ghabrana chahi hai balky phily sey ziada mehant karni chahi hai .
                        information for Beginners
                        Complete Forex Knowledge
                        • #13 Collapse

                          Re: zindgi men kbhi peche mur kr na dekhen

                          Life Mn kabhi bhe peechy Nhi hatna chahye kun keh pak forex trading business aisa business hy jiss mn loss ya Profit asaani sy aata hy iss liye pak forex trading business Acha business hy forex mn acha kaam kar k hi good profit asaani Sy hasil kia jaata hy jotna acha time dy kar forex men work kia jay ga tu hi life ki seting Best ho gii
                          • #14 Collapse

                            Re: zindgi men kbhi peche mur kr na dekhen

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayoub Tariq پيغام ديکھيے
                            dear mebers mere khyal men hamen yeh baat kbhi ni bholni chahye keh forex ek business hai r is men bhi kbhi hamari umeed ke mutabik r kbhi hamari umeed ke khilaf bhi result ata hai to hamen result khilaf ane pe ghabrana ni chahye bal keh usko himat se handle kr ke next move krna chahye r phr peche is ke bare men ni sochna chahye
                            Main To is Baat Ko Nahin manta ke kabhi bhi Piche mudke Na Dekho Hamen Apne galtiyan Aur Main steps ko Hamesha Yad Rakhna chahie isase ya fayda Hoga ke ham Achcha kam kar Sakenge aur jo galtiyan humse future Mein Achcha kam kar Sakenge aur jo galtiyan humse fast Mein Hui Hai vah Ham life mein Dobara na Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: zindgi men kbhi peche mur kr na dekhen

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayoub Tariq پيغام ديکھيے
                              dear mebers mere khyal men hamen yeh baat kbhi ni bholni chahye keh forex ek business hai r is men bhi kbhi hamari umeed ke mutabik r kbhi hamari umeed ke khilaf bhi result ata hai to hamen result khilaf ane pe ghabrana ni chahye bal keh usko himat se handle kr ke next move krna chahye r phr peche is ke bare men ni sochna chahye
                              Aapki baat bilkul theek hai Forex trading Ek bahut hi Jabardast business hai agar Hamen is Mein kamyabi Hasil karna hai to pahle hone wale Hain nuksan Ko Yad Nahin Rakhna Hoga Kyunki Agar Ham use Yad Rakhenge to kabhi bhi e is business Mein Kamyab Nahin Ho Sakenge isiliye bahut hi Soch Samajh Kar kam karna chahie
                              https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X