Knowledge jitna zayada hoga Safe trading utni zayada hogi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Knowledge jitna zayada hoga Safe trading utni zayada hogi
    Aap log bhi forest per kam karte ho Karte sirf reading karna chahte hain to aap Logon Ko Chali Apne knowledge ko Jyada Se Jyada interviews Karenge Baap Ka knowledge Jyada hoga to save trading hogi kamyabi hogi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Knowledge jitna zayada hoga Safe trading utni zayada hogi

    Yes wahab bahe, hamari pehle preference serf or serf knowledge honi chahe, knowledge ho gi to earning khud ba khud ho jae gi, pehle din he earning k chakar ma par jana actt wash he kar k chorta hai, earning ki pehle shirt learning hai,
    • #3 Collapse

      Re: Knowledge jitna zayada hoga Safe trading utni zayada hogi

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men acha knowledge kamyabi hasil karnay men bahut help karta hey aur bagher knowledge k trading shuru karnay se loss k ziyada chances hotay hen iss liay pahlay forum pe posting k zariay apna knowledge hasil karen aur phir real trading men mehnat karen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen aur ziyada se ziyada knowledge hasil karen kiun k knowledge jitna bhi ho thora hota hey
      • #4 Collapse

        Re: Knowledge jitna zayada hoga Safe trading utni zayada hogi

        Asslam.o aalikum.g han dear ap ki baat thik hy pakistan forex min achi treading kanry ka lia hamry pass acha knowledge aur experinec ka hona zaroori hy hamin demo account par prictice kar ka acha expeince haisl karty hoy jab hum treading karin gy to hum acha profig hausl kar sakty hain isi lia haminn acha knowledge ka hona sy hum markeet ko achy sy samjh sakinngy ji sy hum achi treading kar pain gy
        • #5 Collapse

          Re: Knowledge jitna zayada hoga Safe trading utni zayada hogi

          اصل پيغام ارسال کردہ از: wahab0007 پيغام ديکھيے
          Aap log bhi forest per kam karte ho Karte sirf reading karna chahte hain to aap Logon Ko Chali Apne knowledge ko Jyada Se Jyada interviews Karenge Baap Ka knowledge Jyada hoga to save trading hogi kamyabi hogi
          Aap dusron ko Samjhane Mein Lage Hue Ho Apne aapko Agal Hai Nahin aapko aapane form ke rules Bhi Nahin read kiye aur aap Yahan per professor band kar Sab Ko Samjha rahe ho pahle jakar vah Sikho jo aapko Khud Nahin Pata Jyada akalmand Banna
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: Knowledge jitna zayada hoga Safe trading utni zayada hogi

            bilkul friend forex ma kamyabi k liay is ka acha knowledge hona bht zaruri ha lihaza hmain knowledge ko importance daini chaiay aur isay maximise karnay ki koshish karni chaiay q k is ka effect hmari trade par b hota ha agr hamaray pass forex ka acha knowledge ho ga to hm safe aur profitable trade kar sakain gay
            • #7 Collapse

              Re: Knowledge jitna zayada hoga Safe trading utni zayada hogi

              Agar hamare pass bahut jyada knowledge hai To Jara si Baat Hai Hamen Jab Bhi trading Karenge Hamari trading vishesh jayegi aur Agar Hamen knowledge Nahin hoga to Hamara trading Kabhi safe Nahin ho sakta
              • #8 Collapse

                Re: Knowledge jitna zayada hoga Safe trading utni zayada hogi

                g haan is business may aap ko asal kamyaabi os waqth he milthe hay jab aap k pass is ka acha khasa knowledge hoga is liqy hamay ziada tawaju is market may knowledge gain karnay par dane chahiqy our apnay aap ko kise ek pair may trading may master karna chabiay thake is say real profit hasil kar sakay.
                • #9 Collapse

                  Re: Knowledge jitna zayada hoga Safe trading utni zayada hogi

                  Knowledge ho yo key hai success ki agar AP ke pas m knowledge hai to AP buhat lick avail Kar sakte Hain market se lekin earning ke liye AP ko thori zeyada mehnat chahiye AP ko practice karni ho gi kaise trend find karna hai aur bus phir us trend ke sath fly karna hai AP earn karain ge isi tarah ham earn Kar skate Hain is liye acha kaam karne ke liye demo ko achi tarah istemal karain
                  • #10 Collapse

                    Re: Knowledge jitna zayada hoga Safe trading utni zayada hogi

                    Yes dear knowledge he hmy loss sy bcha kr achha bonus deta hy.
                    Forex mein loss sy bchny or achhy bonus k liye knowledge bht zroori hy or knowledge ki sb sy achhi jga demo account hy senior members sy b hm discuss kr skty hain or google pr b search kr skty hain.
                    So hmy knowledge ko increase krna chahiye or forex ko time dena chahiye.
                    • #11 Collapse

                      Re: Knowledge jitna zayada hoga Safe trading utni zayada hogi

                      knowledge se safe trading ji bilkul Forex Mein knowledge zyada hoga to Hum safe trading kar sakte hain Hamen knowledge increase karne ki puri koshish Karni Hogi aur experience Hasil karna hoga Kyunki Forex mein experience ke sath sath knowledge bhi bahut zaruri hai Jiski wajah se Ham trading Mein Apna loss Nahin Karte aur zyada Se zyada mehnat Karne Wala hi Kamyab hota hai apni mehnat ko Kabhi waste nae forex Mein mehnat Karen Kyunki agar aap isme zyada mehnat Karenge tabhi aapko kamyabi milti hai aur apni learning karne per focus Karen Forex Mein learning se knowledge hoti hai jisse aapko trading ka experience Milta hai aur jisse aap Jab trading karte hain to wah safe trading hoti hai Forex Mein kamyabi ke liye sabse zaruri mehnat hai Har Kisi Ko mehnat Karte Rahna chahiye Kyunki Forex Mein Ham apni mehnat Se Hi Kamyab Hote Hain Forex Mein Hamesha achi knowledge Hasil karne ke liye Hamen zyada Se zyada mehnat Karni Hogi Kyunki Jab Ham mehnat karte hain tabhi Hamen achi knowledge milti hai Forex Mein kamyabi ke liye sabse zyada experience zaruri hota hai jo Hamen Apne senior se Milta Hai Hamen Apne senior se experience lete Rahna chahiye Kyunki se Hamen ismein kamyabi milti hai aur Forex Mein Ham successful trader Ban sakte hain Jab usmein zyada mehnat Karte Hain To Forex Mein Acha knowledge Hasil karne wala trader hi Kamyab Hota Hai Jitna Acha knowledge Hoga utna hi zyada aapko kamyabi milti hai knowledge Ka Hona bahut zaruri hai Kyon Ke knowledge Se Hi Forex Mein bonus Acha Milta Hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Knowledge jitna zayada hoga Safe trading utni zayada hogi

                        koi bhi kaam ya business karnay say pehlay hamain lazmi kniwledge hasil karna chahiye . q kay jab tak hamain maloom ni hoga kay ham nay karma kia hay or kasay karna hay to ham us field main siwaye loss k kuch ni krin gay isliye forex main bhi hamain knowledge lazmi gain karna hy takay loss kam sy kam ho
                        • #13 Collapse

                          Re: Knowledge jitna zayada hoga Safe trading utni zayada hogi

                          Dear ap Thek keh rhe Hain Forex trading mein Kamyabi ke liye basic cheez knowledge he.knowledge Jitna zyda Hmare Andr zyda ho ga hum utni zyda earn Kar skain ge Aur knowledge Hmesha Mehnat SE ata he.
                          • #14 Collapse

                            Re: Knowledge jitna zayada hoga Safe trading utni zayada hogi

                            aslam o alikum dear friends.trading k lia acha knowledge hona zaroori ha.knowledge jitna hoga profit utna hi zada ho gandhi.ap k pass knowledge ha to frorex main kamyab hain.acha knowledge sy loss kam hota ha.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Knowledge jitna zayada hoga Safe trading utni zayada hogi

                              g bilkul knowledge jitna zeada hota hai hum utni he safe trading karty hain or loss k chances bhe kuch kam hoty hain ...hamen trade bhe aise karni cheye jis main loss k chances bhe kam hoty hain or hum trade bhe save karty hain ..hamen jitna experience hota hai hum utny he kamiyab hoty hain ...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X