MORNING time thread Vs EVENING time thread

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    MORNING time thread Vs EVENING time thread
    dear fellows...main ne parsonally try kar kay dekha hai kay subha subha post ki gye threads ko zyada log view and like kartay hain as compared to wo post jo second time yaa evening time main ki jaye...kia aap ki bhi yehi raye hai like and comment kar kay zaroor btayey ga....your like is imp for me
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: MORNING time thread Vs EVENING time thread

    forex business ek tareki yafta r best business hai r is pe part time r full time work kr ke income hasil ke ja skti hai r bht se log isko is wqt part time bhi use kr rahe hain r islye subha ke waqt zyada members active hote hain r apne work ko complete krte hain to hamen agr ache thanks r achi knowledge wali posts se experience hasil krna hai to subha ke waqt km krna chahye r zyada se zyada posts krna chahye
    • #3 Collapse

      Re: MORNING time thread Vs EVENING time thread

      Asslam.oaalikum g han dear ap ki baat thik hy pakistan forex min hamin chaye ka hum agr subah ka waqt pistin karny sy phely hum thread marty hain to hamari postin karny ki limit khatam ho jati hy isi lia hamin chaye ka hum forex min apna kaam ik ruteen ka sath karin hamin 2 thread subaha ka waqt karna cbaye aur w thread shaam ka waqt karna chaye jis sy hum apna sara di postin karty rahin jis sy hum fordx min achi kamyaabi hasil kar sakty hain..
      • #4 Collapse

        Re: MORNING time thread Vs EVENING time thread

        thread ki as such koi bhi timing ni h ap jb chahy threads kr sakty hn jb ap free hn r easy hn agr inka comparison kia jay to mry khayal s evening time best h q k aksr log kam kr k sham ko free hoty hn r sb us time mojood hoty hn to ziada log Active hoty apki post ko ziada thnx r reply mil sakty hn is soorat men isi liay hmesha dekhain k kb ziada log online hn
        • #5 Collapse

          Re: MORNING time thread Vs EVENING time thread

          morning time aur evening time main bi trade kar skaty hain so hamain is forum main bi trade kar k hi hum planing kar k hi hum sucess ho skaty hain aur hamain is k bary main bi apny expeirence hasil kar k hi hum sucess hon gay aur is forum main kisi bi waqt hum trade kar skaty hain aur hamain practice karni ho gi ta k earn ho
          • #6 Collapse

            Re: MORNING time thread Vs EVENING time thread

            time koi bi hai is main kisi bi waqt kam kar sakty hain aur hamain planing kar k hi hum achi trade karien gay aru hamain market main bi thread ko read kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain is forum rules ko mind main rakh k hi trade karni ho gi ta k earn karien gay aur is forum main bi planing karni ho ig
            ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
            • #7 Collapse

              Re: MORNING time thread Vs EVENING time thread

              market 24 ganty open rahte hain hum is main soba sham yai rat main kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is main live kam karty hain hum is main sada urdu main kam karty hain yai aam job ke nisbat bohat ache job hain hum gar bath kar is main kam karty hain is main kam karny ky liey hamy office jany ke zarorat nahe hote
              • #8 Collapse

                Re: MORNING time thread Vs EVENING time thread

                Ji bilkul Apple logic Achcha hai lekin Mere mutabiq Hamen post and third quality ko bhi dekhna chahie Agar acchi friend hogi to definitely use Kisi bhi time acche Thanks aur acche views aur acche jawab Baat mil sakte hain lekin Agar post quality per Nahin Hogi to use per thanks bhi nahin Milenge aur use per jawab baat bhi nahin Milenge
                • #9 Collapse

                  Re: MORNING time thread Vs EVENING time thread

                  sahe kah ap ny hum night mai be thread bana sakty hain hum day mai be thread bana sakty h ain hum aik din mai aik limit ky mutabik 4 thread bana sakty hain forex aik acha business hain hum is mai musalsal mahnet sy kam kary gy to hamy kamaybe hasla ho jy ge forex aik amm business ke nisbat acha or unique business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: MORNING time thread Vs EVENING time thread

                    hum 24 ganty mai kese be wakt thread bana sakty hain forex aik acha business hain hum is mai msualsl mahnet sy kam kary g to hamy kamaybe hasal ho jy ge forex aik asa business hain jo hamy learnng be det ahain or hamy eanring be det ahain hum gar mai bath ar si mai kam kar sakty hain yai aik bohat bara business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: MORNING time thread Vs EVENING time thread

                      hamain morning main bi evening kar k hi hum sucess ho skaty hain aur hamain market main kam kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain market main kam karien gay tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain is forum main bi mind ko fresh ka rk hi hum real main bi trader bannay say aphhly is k bary main anlsye kar k hi hum cahi trade karein gay ta k earn ho
                      • #12 Collapse

                        Re: MORNING time thread Vs EVENING time thread

                        Es business mein time ke kio pabandi nahi jab ap free ho tab ap kam ker sakty han es mein aik time table banna cheye phir time table ke mutabik kam kerna cheye hamain threads karne ka kio khas time nahi hy morning evening se acha time wo hy jab ap easily wor ker saky or kamyab bhe bane
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: MORNING time thread Vs EVENING time thread

                          threads g haan dear Jo bhi threads hon apko is mein pehly humesha mehnat karni chaiye aur ap is mein apni hardworking ki waja se kamyab hoty Hain har trader ko is mein learning karne k bad hi threads create karne chaiye bina learning k threads na hi create Kare toh acha kamyab trader humesha achi knowledge hasil kar k kamyab hota hai har kisi ko is mein zaida se zaida mehnat karni chaiye hum is mein apni mehnat ki waja se kamyab hoty Hain aur faida hota hai humein learning karne se learning karne Wala hi trading mein expert trader ban jata hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X