Dear forum members main apko btata hon forex trading mein 2 types k traders big lot use krty hein aik woh jin k pas experience kam hota hai aur lalach mein big lot use krty hein inko aksar loss ya phr account wash hota hai 2 woh hein jo experienced base pe big lot use krty hein aur market se profit mein trades close krty hein.
`
X
new posts
-
#1 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Big lot 2 types k traders use krty hein -
InstaForex -
#2 Collapse
Re: Big lot 2 types k traders use krty hein
ager humary pass experience ha tu huamin trade boig lot se open kerni chahaiy ager humary pass knowledge aur experience nhi ha tu humain big lot se trade nhi lagani chahiay lalch main a ker ager hum trdaing main expert han tu humain big lot se trade laga layni chahaiy. -
#3 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: Big lot 2 types k traders use krty hein
ji bhai kuch members jo bht bari lot use kerty hn wh bht ziyada lalichi hoty hn jo aik hi din main ameer bana chahty hn lakin un ko profit ki bjay loss hota hy or kuch aisy hoty hn jin ko bht ziyada experience hota hy or un ka account balence bhi ziyada hota hy wh bari lot use kerty hn un ko hi acha profit mil sakta hy lakin yh hy bht risky kam -
#4 Collapse
Re: Big lot 2 types k traders use krty hein
bilkul dear aapki baat bilkul theek hai big load Hamesha and experience aur experience expert reader hi use Kahate Hain koshish Karenge Big Lot kabhi bhi use na Karen jab tak aapke pass experience on Knowledge Na Ho experience ke sath Ham easily Big Lot select Karke easily Achcha profit Hasil kar sakte hain Agar Ham market ka understand aur analysis Kar Le Tu -
#5 Collapse
Re: Big lot 2 types k traders use krty hein
Assalam o Alaikum
I hope you all are good.
Bilkul dear aapki baat bilkul theek hai big load Hamesha and experience aur experience expert reader hi use Kahate Hain koshish Karenge Big Lot kabhi bhi use na Karen jab tak aapke pass experience on Knowledge Na Ho experience ke sath Ham easily Big Lot select Karke easily Achcha profit Hasil kar sakte hain Agar Ham market ka understand aur analysis Kar Le
Thanks -
#6 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: Big lot 2 types k traders use krty hein
main ap se itefaq karta hun dear forex trading big lot aik to wo traders use karte hain jin ke pas account cahe chota ho lakin un ke pas acha experience hota hae or dosre number pe big lot size wo use karte hain jin ka account balance bara hota hae q ke un ko tension he nhe hote hae account wash hone ke -
#7 Collapse
Re: Big lot 2 types k traders use krty hein
G haan two type k people mlore say more lot size use krte hain ek wo jin k pass acha knowledge and experience nahi hota hai trading k bare main,dosre wo hjoo log greed krte hain es liye hamen zaror knowledge and experience gain krna hoga tab hi success mile ge.and lalach say bachna hoga greed kr k hum kabhi bhee success ka soch hi nhi sskty hain.
- Mentions 0
-
سا1 like
-
#8 Collapse
Re: Big lot 2 types k traders use krty hein
Ji han bilkul Hamen se bahut se log Aise Hote Hain Jo ki is Badi lot size use karte hain UN Logon Ko to Jyada matlab Nahin hota hai to unke account mein balance Jyada hota hai ya FIR bahut acche trader hote hain Unka training per experience Kafi Jyada Lambe time Ka Hota Hai -
InstaForex -
#9 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: Big lot 2 types k traders use krty hein
main ne aap ki post ko achi trah parha ..choonkay main aik new member hoon is liay muja itna pata nahi kay big or small lots laganay walay logon ki kia types hain...apki bat read ki to muja asa laga kay aap ki bat main wazan or sachai zroor hai ...mujay bhi asa hi lagta hai kay unexperienceful persons jab greedy ho kar zyada lot lga lete hain bina ye sochay kay unhai loss ho ga yaa profit ;to asi soorat main wo hmasha nuqsaan hi uthatay hai or kabhi kabhi to acount wash honay tak ki nobat aa jati hai...han agar experience wala banda apnay tajarbay ki base par zyada lot lgata hai to koi issue nahi hai...use achi trah andaza hota hai kay ye trade profit de gi yaa nahi..asi soorat main ye theek rehta hai or us banday ko acha khasa profit bhi ho jata hai..dakhiay baat hai tajarbay or resaerch ki ..agar aap ne research ki hai or aap ko pakka pata hai kay flaan mulk main flaan kaam hona wala hai or us kaam se is country ki itni economy lose ya gain ho sakti hai to ase soorat se behtar mre khyaal se koi nahi hai..thanks
اب آن لائن
ہم مواصلات کے پلیٹ فارم کے طور پر فاریکس فورم فاریکس پاکستان کے آپ کے انتخاب کی تعریف کرتے ہیں۔
موجودہ وقت 03:18 PM (GMT+5)۔
Working...
X
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим