Aik computer science kay student kay liay forex ki ehmiayat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik computer science kay student kay liay forex ki ehmiayat
    dear frineds...forex naa sirf jobless logon kay liay faidamand hai balkay is mai shamil honay wala student bhi bohat zyada faida hasil kar sakta hai...computer kay student kay liay typing speed key roll rakhti hai ..agar aap computer kay student ho magar aap ki typing speed slow hai to aap ka computer main ana useless hai...forex un students kat liay best platform hai ..ail to is main earning kar kay student apnat educational expenses pooray kar sakta hai sath hi sath us ki typing practice bhi hoti rehti hai,,,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aik computer science kay student kay liay forex ki ehmiayat

    Assalamau ALaiakum my dear bhai jan main ap se totally sehmat hun compurt science ke strudents ke liye to yeh or bhe faida mand hote hae q ke un students ka vasta or future main unhon ne isi kam main he ana hota hae to un ko online kamon main interest bhe zayada hota hae to big opportunity hae un ke liye agar wo bhe is ko join kar len ge to
    • #3 Collapse

      Re: Aik computer science kay student kay liay forex ki ehmiayat

      forex sb k liay bht ziada ehmiat rakhta sirf computer science k logun k liay ni forex best h is s koi bhi kisi bhi age ka r kisi bht tarah s full help ly sakta h yeh ek best trading acount h isi liay hmesha mehnt s kam lain r ziada s ziada goal s focussed ho k rahain tbhi ap kuch gain kar sakty hn
      • #4 Collapse

        Re: Aik computer science kay student kay liay forex ki ehmiayat

        mai ny be computer science pare hain mai ny apne stydy ky bad jab forex ko join kiya to mujy muskil nahi hoe q ky typing speed or computer ka knolwedge hmy forex mai bohat agy ly jata han forex aik acha business hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamaybe hsal ho jy ge hum is mai apny boss ap he hoty hain
        "The mind is everything, What you think you become"
        • #5 Collapse

          Re: Aik computer science kay student kay liay forex ki ehmiayat

          is forex main planing kar k hi trade karni ho gi aur student kam karty hain so hamain is forex mainn kam kar k hi hum apni har zarorat ko pora kar skay hain aur hamain is forex main bi trader banany say pahly is k bary main ansley kar k hi hum achi trade karein gay aur is boht say log kam kar skaty hain ta k earn karen gay
          • #6 Collapse

            Re: Aik computer science kay student kay liay forex ki ehmiayat

            forum main sab brabar hain so hamain is forum main learning kar k hi trade karni ho gi aur computer main learning kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain market main bi kam kar k hi hum achi earning karin gay aur hamain demo main pracice kar k hi hum kamyab ho sakty hain tab hi hum run kar skaty hain
            • #7 Collapse

              Re: Aik computer science kay student kay liay forex ki ehmiayat

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbabsaood پيغام ديکھيے
              dear frineds...forex naa sirf jobless logon kay liay faidamand hai balkay is mai shamil honay wala student bhi bohat zyada faida hasil kar sakta hai...computer kay student kay liay typing speed key roll rakhti hai ..agar aap computer kay student ho magar aap ki typing speed slow hai to aap ka computer main ana useless hai...forex un students kat liay best platform hai ..ail to is main earning kar kay student apnat educational expenses pooray kar sakta hai sath hi sath us ki typing practice bhi hoti rehti hai,,,
              Mera kya hal Main To computer science se related students ke liye Forex trading Mein kam karna Koi advantage wali baat hi Nahin Hai Kyunki Forex trading Mein computer ka to Itna Jyada kam hi nahin hai aap Forex trading ka kam apne mobile phone se bhi kar sakte ho lekin education Koi Bhi Ho uska fayda Hota Hai
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: Aik computer science kay student kay liay forex ki ehmiayat

                forex na sirf jobless logon k liye ahm balke yeh job walon k sath aik computer science k student k liye bhe kafi ahm hi kuon k agr ap typing speed slow hi tu ap is p kam kr k apni speed ko acgha bna sakte hn aur agr apko ap k education k expenses me problem hi tu ap forex pkam kr k dor kr sakte hn
                • #9 Collapse

                  Re: Aik computer science kay student kay liay forex ki ehmiayat

                  Frocks Ne sirf jobless Logon ke liye Aham balki yah job Walon ke sath Ek computer section ke Student ke liye bhi Kafi Aham Hai Kyunki agar aap typing speed slow Hi Ho To aap is per kam Karke apni Safed ko Achcha banaa sakte hain aur Agar aapko aapke collection cakes exams mein problem hai ho to aap frax tekam kam Karke Dur kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Aik computer science kay student kay liay forex ki ehmiayat

                    hamain is k bary main learning karni ho gi aur forum main trend ko use karrien agy tab hi hum suces hon gay aur mraket main b oht say log i forum main kam karty hain but hamain market main bi trend ko use ka rk hi hum achi trade karny main bi trade karien gay aur hamain market main bi trend ko use kar k hi hum perform karny main bi asnai ho saky gi
                    • #11 Collapse

                      Re: Aik computer science kay student kay liay forex ki ehmiayat

                      computer science students ky liye forex aik best business yhain hum is mai live kam kari sakty hain hum is mai part time be kam kari sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai bagr pasiao ky account ban akr be kam kar sakty hain hum is mai ache learning ky sat sat ache earning be gain kar sakty hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain forex ak legal business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Aik computer science kay student kay liay forex ki ehmiayat

                        Ji han Agar Kisi Ne computer ka knowledge Hasil kiya hai to vah pak trading business ko bahut acchi tarah kar sakta hai Forex trading business bahut accha aur profitable business hai Ham is business Mein mehnat karke bahut acchi earning kar sakte hain Forex trading business Achcha profitable business hai Hamen is business Mein mehnat Karni chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Aik computer science kay student kay liay forex ki ehmiayat

                          Ap ne achi bat share ki hy kh computer science student ki nazer m es ki kiya importance hy ye ak fast earning ka best source hy ye ak earning ka best tareen source hy humain es m din rat mehnat krni hy ....
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Aik computer science kay student kay liay forex ki ehmiayat

                            forex ak best job hai na sirf conputer student ke liye balkay har kisi ke liye forex main kam krna hi best hai.sb students is main achi kamiybi hasil ker sakty hain par shart ye hai ke unko hamesha mehnat say kam krna ho ga.
                            Jazak ALLAH ツ

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X