Ye 3 Batein Yad Rakhein.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye 3 Batein Yad Rakhein.
    1. Duniya Me Kuch Na Mumkin Nai Hay. (Apne Per Confidence Ke Me Karskta Hun, Slow Hee Sai Magar Zarror Krnga)
    2. Apne Kam Band Rakte Howe Means Bhera Bankr Sai Direction Me Mehnat Karte Rahein Or Apni Manzil Per Nazar Jamyr Rakhein.
    3. Allah Ka Ye Qanoon Yad Rakhein. Ke Mehnat Karne Waley Ko Iska Silla Zarorr Milta Hy.
    # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye 3 Batein Yad Rakhein.

    sahee kahw aap nay hamay kabhi be mayoos nahee hona chahiay bas aap nay apnay kaam ko jaari rakna hay our aagay janay ke soch k saath he kaam kqrna hwy kionka jo log mehnatb karthwy hay osay Allah zaroor kamyaabi detha hay our jis ka apnay kaam pqr barosa na ho wo taraki be nahee kar sakthay.
    • #3 Collapse

      Re: Ye 3 Batein Yad Rakhein.

      Jiiii apkiii teenon batain hii bilkul achii aur bhtreen haiii sb sy phalii baat apkii
      1...jiii dunia ky andr koi bhee cheez mumkin nh haiii hum hr naa mumkin ko apnii mhinat sy mumkin bnaa skty hain example rite brothraan kii laa lain
      2...jiiii jiii apny kaam koo achii trha krty rhinaa chahiyee yhee soch kr k aj nh to kal inshaAllah hum zror apnii mazil p phnch jiee gy
      3...Beshak yhe Allah pak ka qanoon haii jo koi jitnii mhinat krta haii usy uskii mhinat ka utnaa hi phal zror miltaa haii
      • #4 Collapse

        Re: Ye 3 Batein Yad Rakhein.

        yes you are right nothing impossible kuch bhi namumkin ni h ap jitna ho skay mehnt kro focused raho goal s ziada s ziada try kro r Allah ka qanun yad rkho jo mehnt krta h jitni krta h usko utna hi phal milta h usi luay hmesha ziada s ziada mehnt kro tbhi ap kamyab hogy r kuch gain kr skty ho
        • #5 Collapse

          Re: Ye 3 Batein Yad Rakhein.

          Bilkul sahi farmaya ap k kehny drust hay jmy khud pr over confidence jona chahye ta k kaam ko krne mai hmy koi dar na ho or asaani se kr payen
          • #6 Collapse

            Re: Ye 3 Batein Yad Rakhein.

            g bht achi baten share ke hain ap ne r yeh forex pe to kya ksi bhi field men work kren to us men faida mand ho skti hain,new members ke lye start men forex kuch mushkil r tough ho skta hai lkn agr mehnat se apni koshesh r work ko jari rakha jae to lazmi bat hai keh ALLAH mehnat ko zae ni kre ga r hum ko bs apne work ko learn kr ke quailty ka banane ke koshesh krni chahye
            • #7 Collapse

              Re: Ye 3 Batein Yad Rakhein.

              g han koi bhe kam ho agar us ko karne k liye apko khud p yaqeen hona lazi hi agr ap khud p yaqeen nahi tu ap yaqen jane woh kam ap kam nhi kr skenge lekin kabhi aisa bhe hota hai k mehnat k bawajod hm nakam hote lekin hmn us har se mayos hone k baje us se kuch sekhna chahiye is liye hmn forex me km bonus milne p disheart nhi hona chahiye
              • #8 Collapse

                Re: Ye 3 Batein Yad Rakhein.

                G han brother ap ki bat thek hay agar koi trader en 3 baton ko apnay mind main rakh leta hay to woh zarur kamyab hota hay aur acha trader ban jata hay aur en main say zaruri bat yah bi hay kah usay apnay andar lalach khatam karni chaheay aur yahi sochna chaheay kah lalach karay ga to woh kabi kamyab nai hoga aur nakam ho jaay ga aur jab lalach khatam ho jaay gi to woh asani say kamyab ho jaay ga.
                • #9 Collapse

                  Re: Ye 3 Batein Yad Rakhein.

                  Ham Jab Kisi bhi kam Mein mehnat Karte Hain To Hamara mehnat Allah tala Kabhi Jaya Nahin hone deta aur Agar Ham khud Ko Kamyab aur expert trader banana Chahte Hain To Jyada Se Jyada mehnat se kam karna hoga Ham Logon Ko mehnat se murad yah Hai Ki Dil lagakar aur imandari se kam karna hota hai Hamen
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye 3 Batein Yad Rakhein.

                    g han bhai jan ap ny bari achi bat ki hai jub k aghr hum yah baten sochen tu hum kbhi bhi naumed or mayoos na hon q k jub hum naumeed ho jaty hain tab he hum apni mahnat ko kar nahi paty hum mantly strees bhi rahty hain k hmain kamyabhi nahi milti hai jub k aghr hum ALLAH ki zat par bharosa rakhen tu hum apny mushkil waqt ko aik azmaish smjh kar bardasht karen tu hum aik din zaror kamyab ho skty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye 3 Batein Yad Rakhein.

                      Respected members aapane bilkul theek kaha hai aisa hi hai struggle Karen learning practis Karen Express knowledge improve Karen Kamyab bane. .
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye 3 Batein Yad Rakhein.

                        Bahut acchi baat aapane kahi hai ummid hai ki aap aur ham Sab isko follow Karen ge hamen main loss ine Hi vajah se Hota Hai ki ki ham khud par control nahin karte aur Zara sim movement per ham pareshan Ho jaate Hain aur loss karne lag jaate Hain market Mein Jab aap ek order Le lete Hain to usko move karne ke liye proper time Dena parta hai tab aap uska wrong ya right hone ka analysis kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye 3 Batein Yad Rakhein.

                          Divider aapane Sahi baat ki hai Pakistan business ho ya koi aur business agar aap mehnat Nahin Karenge to aap kabhi Kamyab Nahin Honge Hamesha Yad rakhen ki mehnat ke sath Allah Tala ki Rashi ko majbuti se Tha Mera ko tabhi jakar aap acche nahin kar Payenge aur aap ek successful trader Ban Payenge so my dear koshish karen hot work Karen Aur ummid Ka Daman Kabhi Bhi Apne haath se na chhode tab jakar aap acche earning kar Payenge.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye 3 Batein Yad Rakhein.

                            ap ney tamam ki tamam batayain bilkul achi ki hai Allah ap ko salamt rkhy ham aghar in 3 bato par amal kar key kam karty hain to ham zaror kamiyab ho geyai kiun k ap or ham janty hain k ham jitna ziada mehant kary geyai ham ko apni mehant ka phal zaror mily ga .
                            information for Beginners
                            Complete Forex Knowledge

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X