100$ plus dollar par kitni lots size ka use kerna cheye??????????
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    100$ plus dollar par kitni lots size ka use kerna cheye??????????
    Asslam O Alikum dear forex member kise han sab ummed kerti ho sab khriyat se hon ge , dear senior or expert member mera ap se sawal hy ke 100$ plus dollar par kitna lots size ka use kerna cheye please guides keryn minimum kita rkhna thek reh ga ager maximum rakhni ho to kitana tak rakh sakty han please apna experience share keryn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: 100$ plus dollar par kitni lots size ka use kerna cheye??????????

    Big capital ka ghalat use kabi nahi karna chaye account balance 100$ se kam ho ya per zeyada ham har condition me risk ko manage kar key chalna chaye aur jetna ham discipline key sath trading karen gey hamy account ko manage karny ka muqa mil saky ga, kam capital hony ka ye matlab nahi key zeyada risk le kar big profit earning ki koshish ki jaye aur na hi big capital me etna zeyada risk lena chaye key ye jald loss ho jaye, hamesha mature ho kar trading karen aur etna risk len key big loss kesi be order me na ho saky.
    • #3 Collapse

      Re: 100$ plus dollar par kitni lots size ka use kerna cheye??????????

      wasalam...dear forex forum per trade kamyab bnanay kelia zaruri hai k in k parameters ko follow kia jie q k jb tak ham in parameters ko follow nhi karain ge to hamri trade kamyab nhi ho saky gi is lia trade lagaty wakt trading parameters ka zarur khayal rakhian..trade lagany se pehly markt analysis karain aur morkt ki movemnt daikhain phr trade lgain aur TP,SL aur lot size apny account bonus k mutabik use kraian km lo se apko profit km ho ga lekin apko phr loss b km ho ga aur apka account secure rahy ga...
      • #4 Collapse

        Re: 100$ plus dollar par kitni lots size ka use kerna cheye??????????

        baai maray khyal may hamay lot size apnay bonus k hisaab say nahee apnay experiance k hisaab sah rakna chahiay our apnah knowledge k hisaab sah rakna chahiah kionka agar aap k pass bonjs ziada ho our aap baghair sochay samjay ziada lot k saath trading karogay tho aap ko ziada loss hoga.
        • #5 Collapse

          Re: 100$ plus dollar par kitni lots size ka use kerna cheye??????????

          my dear and respected forex member agr apk pas hundred plus mein dolers hein to ap iss mein 0.01 kaa lot size lgain iss sey ziada nhi lgaen jitna bhi lot size kam hoga usska faida apko hoga lot size minimum lganuy sey to apka account bhi safe rehta hy aour ap safe trading ker key isss mein achi earninig achy profit key sath hasil kerty hein.
          • #6 Collapse

            Re: 100$ plus dollar par kitni lots size ka use kerna cheye??????????

            Money management dekhain to ye capital chota hai magar phir bhi AP agar karna chahte Hain to AP ko 0.01 se zeyada la volume nahi lagana chahiye kyon ke is se Zeyada pe AP ko loss ho sakta hai aur AP ki money management kharab ho Jaye gi is liye is ke sath risk to reward har haal mein use Kiya jata hai ta ke apne system ko filter Kiya ja sake aur hmain profit ho sake
            • #7 Collapse

              Re: 100$ plus dollar par kitni lots size ka use kerna cheye??????????

              Dear agar ap ka bonus 100 dollar hay to ap ko currency pairs par lot size 0.20 use karna chaheay es say ap ka account kabi wash nai hoga aur esi tarah crude oil aur gold par trading karnay par un ko lot size 0.02 use karna chaheay aur es say zayada use nai karna chaheay warna account wash ho sakta hay.
              • #8 Collapse

                Re: 100$ plus dollar par kitni lots size ka use kerna cheye??????????

                bhai ager hmain apny account ko safe rakhna hy to hmain chahiay kh hum 0.01 ki lot lgain or bhai ager hum ny bonus account sy trading kerni hy to currency pair per 0.10 ki lot lgain gy q kh yh dono brober hn lakin gold or crude main aisa nh ho ga ager real account hy to 0.01 ki lot 0.01 hi hy
                • #9 Collapse

                  Re: 100$ plus dollar par kitni lots size ka use kerna cheye??????????

                  ap lot size ko jitna ziada smjh k rakhain gy apko utna ziada faida hoga hmesha lot size ko small rkhain ziada s ziada mehnt krain tbhi ap kamyab hn gy r kuch gain kr skty hn ni to kuch bhi pana bht mushkil h apka lot size jitna km hoga apko loss bhi utna hi km hoga r apko gain hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: 100$ plus dollar par kitni lots size ka use kerna cheye??????????

                    Agar aapke pass 100 dollar Hai To kam se kam 5ya6 ka lot size lag sakta hai to aapko chahie ki aap itna Jyada lot size na lagaen Kyunki Jab Jyada lot size lagta hai to account jaldi vivah hone ka khatra Ho Jata Hai To Apne account ko bachane ke liye lot size ka Hamesha kam use Kiya Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: 100$ plus dollar par kitni lots size ka use kerna cheye??????????

                      dear aghr apk pass 100$ se oper ka balnce hai tu apko chahye k ap apny expiernce ki base par trading karen aghr tu ap aik achy trador hain tu ap bari lot lga skty hain or aghr ap abhi achi trha trading ko nahi janty hain tu ap kam se kam lot par apni trading karen q k apko loss ki fikar honi chaye q k jub hum loss ki fikar kar k trading katy hain tu hum secure ho kar apni trading kar skty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: 100$ plus dollar par kitni lots size ka use kerna cheye??????????

                        0. 1 ki lot ka use Karen jitni apni e risk ko kam Rakhenge utna hi fayda hai account mein sev rahata Hai loss bhi kam Hota Hai. .
                        • #13 Collapse

                          Re: 100$ plus dollar par kitni lots size ka use kerna cheye??????????

                          Dear medum ap Ka thread se kafi logon ke knowledge mein izafa aye ga Mere khayal mein 100$ plus dollar pe lot size 0.5 se zyda nai Hona chahye Kyun is se zyda lot size ki Trade Agr opposite chli jaey phr us ko Recover Karna mushkil ho jata he,is liye Boht zyda lot size ki Trade bhi nai lagani chahye.
                          • #14 Collapse

                            Re: 100$ plus dollar par kitni lots size ka use kerna cheye??????????

                            mereay kheyal mein iss par aap ne 0.01 ka lot size use karna chahiye, baki jis ko experiene hai wo bta sakta hai iss baray
                            Lets Help each other, give me thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: 100$ plus dollar par kitni lots size ka use kerna cheye??????????

                              100$ dollors per lot size acha lagaya jaa sakta hy
                              Iss lye ye wo step hy
                              Yahan zra c jaldi ap ka saaara account wash kar dy giii
                              Iss lye ahtyaat karen acha kaam hi acha profit kalye ZydA sy zyda zrori hy
                              Jb b trade lagayen tu relax ho jayein
                              Imean Saber hi aik acha sa Profite lay ga
                              Jitna zyda Pak forex trading business men work karsin gy ti hi axha profit hasil ho ga
                              Pak forex trading business bhot acha business hy iss lye dil sy kaam karyen
                              Forex ki mashoori all world mn 1% hy
                              Iss lie ahtyat karsin acha profit Zror hadil kardin but jaldi kabho na katsin

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X