Stop loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss
    Asalam O alikum mujhe ye batayain kay jab hum koi trade lagatay hain toh kya hum ko us main stoploss lagana chahye ya nahi aur agar lagana chahye toh kitni pips ka stop loss lagana chahye aur agar nahi lagana chahye toh kyun nahi lagana chahye iss bat pay zara roshni dalain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss

    Dear brother hamein is mein mehnat se kaam krna hoga tabhi hum success ho sakty hein agr aap trade mein stop loss lgana chahty hein tu woh aap k analysis k mutabik set hota hai stop loss ko tukky se set nhi krty wrna loss ho jat hai hum is mein analysis krna seekhna hoga jis mein stop loss ka bhi tarika hota hai phr hum kamyab ho sakty hein.
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss

      Dear friend forex trading men stop loss ki bahut ziyada importance hey jo log trade lagatay waqt stop loss ko use nhi kartay unn ko bara loss ya account wash ho jata hey iss liay forex trading men loss ko khatm tu nhi kar saktay lekin trade lagatay waqt stop loss ko use kar k loss ko kam zaroor kar saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss

        Asslam O Alaikum Dear Forex Member stop loss lagany se sirf hamara account wash honyy se save rehtaa hay agr agr stop loss hit bhi ho jaye to baad mn hm usko recover kr skty hain aur is raah saraa account balance save ho sktaa hay is liye stop loss kaa use zaroor krnaa chahiye ...
        Visit My Profile
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss

          SL ka matlab hota hai stop loss g ap nay bilkul sahi pocha hai stop loss humary liye bht hi zarori hota hai q k jub hum koi trade lgaty hain to humy is bat ko zehan main rakhna chaye k jub humari trade humary against chali b jay to humara sl hit ho jay or humy zyada nuksan na ho or hum zyada loss say bach jayen .sl humari safti k liye hi bnaya gaya hai is liye humy stop loss or tp zaror lagana chaye .
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss

            Dear friend jb hum forex trading main trade laga rahy hon to hamain trade main stop loss lagana bhut zarory hy q k stop loss sy hamara account wash nahi hota hy hamain forex trading main lalach nahi krny chahay q k lalach krnay sy loss hota hy
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Tariq24 پيغام ديکھيے
              Asalam O alikum mujhe ye batayain kay jab hum koi trade lagatay hain toh kya hum ko us main stoploss lagana chahye ya nahi aur agar lagana chahye toh kitni pips ka stop loss lagana chahye aur agar nahi lagana chahye toh kyun nahi lagana chahye iss bat pay zara roshni dalain
              agar to hamen forex trading mein Jo hai vah log se bachana hai to hamen trading ke bad yah bus stop loss lagana bahut jaruri hai kyunki isase jo hai vah market caption dance Jo hai usmein jab hamara trade Java last mein jaane lagti hai to stop class ki vajah se vah hamari trade Kiya hua ruk jaati hai aur amla se Jo Bacha sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss

                G dear member agar ap trade krte hn to ap ko trade lgate howe k tp apne blnc ko dkhna hoga pher ap os hisab se aone trade lgaye ho to apko fayda hoga r apko lot size bhe ose hisab se lgne honge kam se kam ya aone blnce ko dkhte ho pher bhe agar apko loss ho to ap ko trade lgte howr zayda wait nae krna che aoko stop loss se close krdne chage trafe thanks
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss

                  ji ap ko forex trading kartay hain stop loss lagana chaheye jaisa take proffit ki bohat importance hey aisay he stop loss ki bhe bohat importance hey forex trading may stop loss ki wajjah say ap ki mazeed invesmtnet waste honay say bach jati hey ager ap nay ais ko lagaya hua hey stop loss kuch trader greed ki wajjah say nahe lagatay or un ko loss hota hey.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss

                    hamain is forum main stop loss ko use kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is k bary main kam kar k hi hum achi trade karny main bi koi prblm na ho saky gi aur hamain is forum main bi kisi bi waqt trade kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain market main bi trade kar k hi hum real main bi trade kar k hi hum sucess hon gay aur hamain earn karien gay

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X