Read Must
salam tamam dosto ko.
main buhat hi upset hun aj ka bonus dekh kar. hum sub janty hain k hum kitna mehnat karty hain pak forex forum main. lekin yaha par humary kam ko nahi dekha ja raha. hum janty hain k aik website par traffic any sy kitni earning hoti hy aur ye baat bhi sach hy k humary admin is affiliated program ki waja sy bhi kaafi earning karty hain. aur humy aik hi topi di jaati hy k forum main scam ho raha hy agar bhai scam ho raha hy to ap kia kam kar rahy hain ap is masly ko khud hal karain na humy q keh rahy hain. ye tamam baaty meri admin tak puhncha dein tak k ap ko bhi is cheez ka idea ho jaaye k ap is main kitna kam karty hain aur p k kam karny ki waja sy forum kitni earning karta hy. itni bari tehreer karny ka maqsad ye nahi hy k main pak forum ko ghalat keh raha hu bal k ye hy k agar hum isi tarha mehnat karty rahy hain is ka koi faaida nahi ho raha. main ny pury month kam sy kam 1400 posts kiye hain aur in main sy mujhy sirf 30$ ka bonus mila hy jo k buhat ghalat baat hy. sirf main nahi bal k tamam members k sath yahi masla hy aar in k system main koi problenm hy to usko bhi thek karain. q k humary pak forum k members bhi MT5 forum main as a moderator ka kam rahy hain lekin wha aaisa kuch bhi nahi hota jaisy k ye kar rahy hain.takreeban 5 month sy yahi chal raha hy k 1300 sy bhi upar posta karo aur phir bhi bonus 50$ sy upar nahi jata. ab kuch nahi pata k ye kia ho raha hy. jab admin sy baat kartyu hain ya moderator sy baat kartyu hain to ye sub yahi kehty hain k ap k posts forum k rules k khilaaf kiye gaye hain. mujhy 1 post dikha do agar rules k khilaf hy. Thank To All You.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим