Trading k doraan fear se bachaen.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading k doraan fear se bachaen.
    Dear traders fear aisi cheez ha Jo ap ki trading ko bht kharab krta ha q k jb ap ko loss ho jata ha tu wo dar jaty haen q k un ka confidence loose ho jata ha. Aur wo hr trade ko open krny mein dar jaty haen aur bht sari achi achi opportunities ni le sakty jb ap daikhty haen k hr trade acha move kr rahi ha laikn ap trade open ni kr rahy tu ap exhausted ho jaty haen aur ghalt trade bhi open kr laity haen q k us pressure ki waja se ap ghalt faisla krty haen. Tu es trha ap loss krty haen es liye fear kbhi bhi na aney daen apny dil mein trade loss mein jati haen tu ap achi trades ka wait krean.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading k doraan fear se bachaen.

    ji hun humain trdaing kerty hoay chay kitna bara loss q na ho humain trdaing kerty hoay confuse nhi hon achahaiy ager hum confident ho k trading kerty han tu is se humain bht acha profit ho sakta ha aur ager hum confuse ho k trdaing karein gy tu is se humain acha profit nhi bulqy loss ho sakta ha.
    • #3 Collapse

      Re: Trading k doraan fear se bachaen.

      Jiii jiii dear bilkul apkiii baaat theek haiii hmain trading ky doraan kisiii bhe cheez sy nh drna chshiyee aur naa hiii himat haarniii chahiyee balky achii trha usja muqabla krna chahiyee agr hum log drain gy to zror hum loss kii taraf jaaskty hain jiss sy hum forex trading mn phr ik baar apna bonus ko kho dain lakin ghbrana nh hai himat sy kaam lena hai
      • #4 Collapse

        Re: Trading k doraan fear se bachaen.

        Asslam o aimum..g han dear ap ki baat thik hy pakistan forex ik acha aur kamyab bsuiness hy hamin forex min treading karty hoy hamin fear sy bachan chaye q k hamin fear hamin treading karty hoy jab loos hofa hy to hamin is min hamra comfedence bahut loose ho jata hy isi lia hamin apny confeden ka sath sath forex min ziyada sy ziyada mhenat karin jitni achi mhenat karinn jis sy hum forex min acha experince hasil kar sakty hain jis sy hum forex min acha profit haial kar sakty hai.
        • #5 Collapse

          Re: Trading k doraan fear se bachaen.

          fear bilkul insan k kam ko buri tarah se mutasir krta aur forex me trading k doran bhi agar trader fear se kam lega tu saff zahir jb ap ko khud p yaqeen nhi tu ap k loss hoga aur mashor bat hi k luck always favours the brave aur hmn trading k doran fear se kam nhi lena chayie
          • #6 Collapse

            Re: Trading k doraan fear se bachaen.

            Ji dear member Ap ki Baat bilkul theek hai Hamare Aksar members trading ke dauran Pareshan Ho Jaate Hain aur Dar Ki vajah Se Koi Achcha trading decision nahin kar sakte to is fear ko Khatam karne ke liye sab se pahle Hamen demo account per practice ki zarurat hai aur ham acchi mehnat aur Lagan se kam Karke sab se pahle knowledge aur experience Hasil Karen. then ham demo account use karte Rahen Inshallah aap Jab trade lagao Ge to confidence ke sath market ko analysis kar ke trade lagaen aapko zarur profit hasil hoga.
            • #7 Collapse

              Re: Trading k doraan fear se bachaen.

              Ji haan Mere Pyare bhai jaan Hamen trading karte waqt Kabhi ghabrana Nahin chahie bol ke Hamen uska bahadur ke sath Samna karna chahie Agar Ham Ko Sada Ho Jaenge trading karte waqt trade Hamari loss Mein Chali Jayegi to isase isliye Hamen chahie Ki Nahin Hona chahie sabse pahle Apne account mein confidence cobuild Rakhna chahie tabhi Ham acchi trading kar sakte hain thank you
              • #8 Collapse

                Re: Trading k doraan fear se bachaen.

                Trading kertay howay fear aik natural fact hay jo members k mind main khud say peda hota hay start main kafi mushkil hoti hay us k baad members jab experinces ho jatay hain to ye khof waqt k sath sath khud hi kamm hota jata hay or aik stage aisi aati hay k jab members begher ksi fear l easily trading ker patay hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading k doraan fear se bachaen.

                  Koi bhe kam karne pehle hum ko us kam ko sekhna chaye take hum us kam me koi galti na karen is leye hum ko chyae ke hum apna time us kam ko den or us se apne skills ko improve karne ke kosish karen or jab bhe moka mele us ko learn karne ke kosih karen take hum ache income kama saken.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading k doraan fear se bachaen.

                    G han bilkul Forex market me trading ki jaye to dar se bachna chaye, loss key dar ki waja se ham soch samaj kar aur profitable trading nahi kar sakty, loss key dar ki waja se har tarha se hi traders ko nuksan ho sakta hay, koshish karen key trading key douran mind me loss ka dar na raken, app ki trading performance loss key dar ki waja se etni kharab ho sakti hay key app ko kamyabi ka chance be nahi milta hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading k doraan fear se bachaen.

                      g dear hmain trading k doran apnay confidence ko down nhi honay daina chaiay aur trade open kartay waqt mind ma kisi kisam ka dar aur khof na rakhain warna hm apni trade par focus nhi kar saktay aur mistakes kar k khud ko loss pohncha laitay hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading k doraan fear se bachaen.

                        G Han trading ke doran darna nahi chahiye ye emotions hote Hain Jo market test karti hai to agar Ham in mein a jayen to loss karain ge agar in mein improve karain ya emotions mein se nikal ayen ya emotionless trading karain jab AP emotionless trading karain ge to hi AP kameyab hon ge is liye acha kaam karain ta ke AP earn karain
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading k doraan fear se bachaen.

                          aapki baat se main agree karta hoon..dar insaan ko khaa jata hai apnay anadar confidence ko bahal kar kay dar se muqabla karna chahiay ..dar kar kaam karna nukasan de deta hai . hmaesha dil laga kar kaam krain or kisi kisam ka bhe fear apnay dil or apnay dmaag se nikaal dai. ''JO DAR GYA WO MAR GYA'' kay quatation ko zehan main rakh akr kaam krain isi trah aap business mai kamyab ho saktay hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading k doraan fear se bachaen.

                            Loss ka fear feeding ke dauran Hamare Andar Se Jo Darr hota hai loss ka Hamen woh nikal kar trading Karni chahiye Kyunki yah Darr Hamen trading karne se rokta hai aur trader ko yah Darr Kabhi Aage Nahin barhne deta Jo trader Apne is Darr Par control kar leta hai usko Kamyab hone se koi nahin rok sakta trading ke dauran profit aur loss donon trader ke mind Mein Hote Hain Magar is Darr Ki wajah Se woh Apna loss kar baitha hai aur Jiski wajah se uska trading Mein interest kam ho jata hai agar Ham confidence level per trading Karen To Hamen is Darr per control kar sakte hain Jiski wajah se Hamen success milti Hai Hamen apni trading Mein Apne is Darr Ko control Mein rakhne ki puri koshish Karni chahiye isse Hamari trading profit Mein Jaati Hai kabhi bhi loss ke fear se trading ko pahle close na Karen profit or loss her trading ka hissa Hoti Hai trading ke dauran fear ki wajah se apni trade loss Mein close Karne Wale trader Kabhi Kamyab trader Nahin bante.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X