Pairs ki selection.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pairs ki selection.
    Dear members trading main wo pairs select krain trade k liy him main ap ko experience ho r AP in pr phly apna experience kar chuky hon is tarha AP ko accha trade krny ka moqa Mily ga r AP acchi earning kr sakain gy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pairs ki selection.

    ji hun ap na theek khaha ha k forex main trading k liay tu bht sary pairs han humain chahaiy k humain achi trading ker k achi earning k liay koch pairs per ziada experience gain kerna ho ga jub hum in pairs ko achy se jan lain gy tu humain achi earning ho sakti ha.
    • #3 Collapse

      Re: Pairs ki selection.

      Members trading kertay howay pairs ki selection tab hi achay say ker saktay hain k jab un k pas is ka knowledge ho ga or trading k liye knowledge sirf practice kernay say hi gain hota hay pairs ki achi selection say members ko profit earn hota hay jis k liye mehnat kena zrori hay
      • #4 Collapse

        Re: Pairs ki selection.

        forex me trade k doran lazmi hi k ap pairs k selection k doran ap ko khayal rakhna chaye k aya ap jis pair ko select kr he hn ap us ko pehle select kr chuke hn tu thek hi nhi tu ap ko aise pairs select nhi krne chahiye jo ap pehle nhi jante hn is liye zrori hi ap forx me pairs ko ahtiyat se select kren
        • #5 Collapse

          Re: Pairs ki selection.

          Assalamu Alaikum dear members ummid hai ki aap sab log khairiyat se Hogi jaise ki aap sab log Jante Hain Ki trading karne ke liye Hamen sabse pahle market analysis check karna padta hai isliye Hamen chahie ki sabse pahle Hamen pair ka selection kar lena chahie Uske bad Hamen use pair ki analysis kar leni chahie Jab Ham Uske analyses kar lete hain tab bhi Hamen Achcha profit Milta Hai hai aur ek Kamyab freighter Hamesha sabse pahle pair ki selection karta hai trading ke liye thank you
          • #6 Collapse

            Re: Pairs ki selection.

            Dear sir forex may sirf hamaray liya eur/usd hi hay jiss say ham ko profit hota hay quen kay ya aik din may normal 100 pips ups down hota hay ya jab market over flow ho to phir 1000 ya 5000 tak jab kay gbp/jpy aysai pear hay jiss may normal 1000 hay or overflow may 10000.
            • #7 Collapse

              Re: Pairs ki selection.

              Ji Bhai Jaan aap ne bahut acchi aur knowledgeable baat ki hai. Pak Forex Mein Hamen pairs select karne se pahle acchi Tarah sochana chahie aur Aise pairs select karne chahie Jahan per Hamen mukmmal abor Hasil ho pairs jin ko Ham acchi tarah samajhte hn aur Aise pairs per Hamen sabse pahle demo account per acchi practic Karni chahie Kuch pair bahut zyada risky Hote Hain To Agar Hamara account capital kam hai to risky pair p trade open Nahin Karni chahie aur mere Khyal Mein Sab Se risky pair crude aur gold hai Tu Hamen start mein currency pairs per trade Karni chahie.
              • #8 Collapse

                Re: Pairs ki selection.

                Jab bhe trading start ke jae to hum ko waha se kam ko start karna chaye jaha pe hum ko fida ho or apne section ko behter bana ke kam karna chaye is ke leye jab bhe trade lagae to hum ko pairs ke movemnt ko made nazar rakh kar he trading karne chaye take hum ko ache income mil sake.
                • #9 Collapse

                  Re: Pairs ki selection.

                  Forex market me pairs ki selection be 1 masla hay aur agar ham trading key ley kesi achy pair ka intekhab nahi karen gey to per be hamari trading achi nahi ho sakti hay, 1 acha pair jes ki market ko ham samjty be hey es ki waja se hamy acha profit hemesha ho sakta hay, trading key ley pair ki selection agar demo account me ki jaye to ye bahot hi achi bat ho sakti hay, demo account key baghir ham kabi be pair ki selection nahi kar sakty aur real account me to ye possible be nahi hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Pairs ki selection.

                    Pair selection buhat hi eham hota hai lekin is ke lite Demo hi aik Rasta hai ke jis or amal Kar ke AP ko pata chal jata hai ke AP ke liye kaun sa pair best rahe ga is liye agar AP demo karain ge to hi har cheez ka pata chale ga aur earning ke liye AP ko risk to reward aur emotionless trading karni ho gi tab AP long term mein kameyab ho sakte Hain to acha kaam karain aur earn karain
                    • #11 Collapse

                      Re: Pairs ki selection.

                      g friend hmain pairs ki selection ma bht ahtiat karni chaiay q k is ko bht ahmiat hasil ha aur jin pairs ma hmain ziada experience ho unhi par trade karain, demo ma jis pair par trade karain real ma b usi pair ko select karain ta k hmain pair ki moment ka andaza ho sakay aur hm us hisab sa apni trades adjust kar sakain
                      • #12 Collapse

                        Re: Pairs ki selection.

                        AoA! Pairs ki selection buht soch samajh k karni chahye forex mn hum zada se zada earning kar sakty hain bus humy chahye k hum posting mn focus or knowledge k sath trading karen jitna hum market ko analyse karengy utna humy market mn pairs ki awareness hogi market mn hr ek chez pr nazar honi chahye.... Pairs ki selection k lye bhi market analysis ki zarurat paregi qk bina experience k trade lucky bandy ko hi profit dejati hai otherwise profit k lye knowledge or experience buht zada zauri hai forex forum mn kamyabi buht easy hai bus isko job samjh k Kya jaye to kamyabi hi kamyabi hai forex sb sy behtareen business hai forex s dosti krln yh apky lye bhtr hai timing set karln ta k apko yh bojh bhi na lagy thankyou ....
                        • #13 Collapse

                          Re: Pairs ki selection.

                          g han bhai jaan aap ki baat thaak hai currency ki pairing soach samajh kar slect karna hi asal trader ka nazria hota hai.mostly un pairs ko slect krain jo strong countries se belong kartay hoon.fazool currency kay pairs slect naa krain warna aap ko nuksaan ho sakta hai..mulki halat ko bhi achi trah zehan nasheen kar kay currency ka pairs ko slect karna chahiay
                          • #14 Collapse

                            Re: Pairs ki selection.

                            g bilkul trade wohi karen jis main phly experience ho ..aise koi bhe trade na karen jis main experience he na ho or hum profit bhe gain na kar saken ..hamen risky trading kabhi bhe nahi karni cheye ..soch samjh kar he trade karni cheye ....
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Pairs ki selection.

                              g bilkul pairs ki selection ka hmyn tb hi pata chalyy ga jb hm aik achy experience ko gain karty hn ar aik achy signal ko follow karty hn ar candles stick ky pattern ko achy sy samajh kar karty hn ar aik achi skills ko use kar ky aik achy traders bn jaty hn to is sooarat mye hmyn pairs ko choose karna bht hi assan ho jata hy ar hm aik achy traders bn sakty hn ar apni skills ko bhytr sy bhytr bana sakty hn to kaam ko aik target ky sath kar ky hi hm kamyaab ho sakty hn

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X