Trading main confidence ki ahmiyat.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading main confidence ki ahmiyat.
    Dear members trading main Kam krty howy his k pass accha trade karne ka experience r knowledge k sath sath accha confidence hota Hy wo accha trader hota Hy ap ko chahay k mehnat krain r ek kamyab trade kr k ek accha experience hasil krny ki koshish krain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading main confidence ki ahmiyat.

    Asslam o aalikum..g han dear ap ki baat thik hy pakistan forsx min hamin tteading karty hoy whi member apny confedence sy treading kar sakta hy jis memeber ka pass ziyada sy ziayad acha knowledge aur experunce hita hy isi lia who member forex min apny achy confedence sy treading kar acha profit haisl kar sakta hy jab acha experince nahin hota tab tak hum achi treading nahin kar sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: Trading main confidence ki ahmiyat.

      Gee han jis k pas acha knowledge aur experience hota hai woh confidence k sath trading krta hai lekin jis k pas knowledge aur experience nhi hota woh trade open krny se drta hai k ahen loss na ho jaye aisy traders kabhi kamyab nhi ho sakty jo loss se dar jaen loss se tu asal confidence barhta hai jis k bad trader achy decision leta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Trading main confidence ki ahmiyat.

        Dear friends forex m confidence bht important h Jo log confidence hote hn would lost ke dar see kbhi bhi Kam band Ni krte forex m as hi log ik din Kamyb ho jate hn agr hmen lost ke dar see trad lagna bnd KR dete hn to hmen kbhi kamybi Ni milti hmra Kam bhi pora Ni hota forex m Jo log mhnt krte hn aur khud pr bhrosa rkhte hn whi ik din Kamyb ho jate hn
        • #5 Collapse

          Re: Trading main confidence ki ahmiyat.

          g han dear mein confidence se kam kerna cheye jitna zeyda himat hoge kam kerne ki utna zeyda ham acha kama saky ge es liye pak forex aik kamyab business mein aik jis mein ham din mein bhe kam ker sakty han or rat mein bhe ache se kam ker ke achi kamyabi hasil ke sakty han
          • #6 Collapse

            Re: Trading main confidence ki ahmiyat.

            dear friend forex trading mn confidence ki bahot ehmiat ha keun k confidence k sath ap achhi trading kr sktay hn isliay apko chayay k demo account k zariay trading experience gain kren ta k achha confidence hasil kr k ap achhi trading kr sken
            • #7 Collapse

              Re: Trading main confidence ki ahmiyat.

              trading mn confidence ki sab sy ziada ahmiyat hy so hamein is mn chaye ky ham mehnat karien aur pher jab bhi trade karny lagien to pher pahly hamein is mn chaye ky ham ziada sy ziada confidence sy work karien jis sy pher ham is mn ik achy earning kar skaty hn so hamein apny ap per yaqeen ky sath kam karna chaye
              • #8 Collapse

                Re: Trading main confidence ki ahmiyat.

                Confidence aik aisa tool hay k jo sab hi members k pas hona must hay or sab hi members ko boht zyeada kaam kernay k baad ho khud pay aitmad hasil hota hay k jis ko ham self confidence bhi kehaty hain confident members bekhof ho ker koi bhi decision letay hain or free of mind ho ker trading kertay hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading main confidence ki ahmiyat.

                  g dear agr hm forex ma kamyab trading chahtay hain to hmain apnay upar confidence rakhna chaiay q k selfconfidence ko bht ahmaitat hasil ha, is sa hm apni trade k liay achay decision la sakain gay aur km sa km mistakes karain gay jis sa hmain acha faida ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading main confidence ki ahmiyat.

                    AOA my dear forex kia trading karty waqat confidence zarori hona chahy us no?????????
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading main confidence ki ahmiyat.

                      trading Mein confidence trading Mein confidence ki bahut zyada value Hai Jis trading Mein confidence hota hai aur Jis Ke Andar confidence hota hai wah trading Mein kam se kam time mein zyada Se zyada knowledge Hasil kar leta hai confidence Har trader Mein Hona chahiye Kyunki confidence business ki bahut zaruri hai Jab Trader ke andar Businessman ke andar confidence Nahin hoga to woh Kisi bhi Tarah Kisi bhi client ke sath dealing nahin kar sakta IS hI Tarah Forex trading ke liye trader ke andar confidence level ka boost hona bahut zaruri hai Iske Bina trading trading nahin kar sakta market ki knowledge Hasil nahin kar sakta market ki knowledge ke liye trader ke andar confidence level aur uska is time na bahut Buld up Hona chahiye Is tradar Ka fayda Hota Hai Kyunki yah trading ke liye bahut zaruri hai Har trader ke andar confidence level bahut zyada zyada Hona chahiye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading main confidence ki ahmiyat.

                        forex mein mehnat kar k achi earning kar saktehy is mein hum ko knewledge hasil karna hota hai hum jab trade open karte han tu wo loss mein is hum ko forex market main confidince se entor confidince ka hona zarroti hai hum ko forex mein forex mein eduction ki koi khas zarrorart nahin forex aik is traha kabusines hyisme kaamyab hone learning knewledge aur confidence ka hona zaroori hai hum ko confidence ho over confidence nahin hona cahaiye tab hi kaamyaab ho saktay han
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading main confidence ki ahmiyat.

                          g trading main jitna confidence hota hai hum utna he learn karty hain or ise tarhan kamiyab bhe hoty hain ..hamen cheye k hum bhot zeada strong ban k he trading kia karen or khud par great confidence rakha karen or acha kam perform kia karen ..
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading main confidence ki ahmiyat.

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: mishiali پيغام ديکھيے
                            g han dear mein confidence se kam kerna cheye jitna zeyda himat hoge kam kerne ki utna zeyda ham acha kama saky ge es liye pak forex aik kamyab business mein aik jis mein ham din mein bhe kam ker sakty han or rat mein bhe ache se kam ker ke achi kamyabi hasil ke sakty han
                            g han dear bilkul forex business mein gair meyari kam kerne se hamain acha bonus hasil nahi hota es liye hamain mehnat or himat se posts or threads kerni cheye
                            Lets Help each other, give me thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading main confidence ki ahmiyat.

                              wsalm G bilkol forex trading main confidence bahut zarori hai r forex trading main agr acha knowledge r acha experience ho ga tu forex main bahut ache confidence k sath trading ki ja skti hai es leye hume forex main ache confidence k sath acha knolwdge chae ta k hum forex main behter treqe sy trading kr sken

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X