news effect on forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    news effect on forex trading
    forex mn wo log jo news per yaqeen nhe rakhty hn mere khiyal sy wo is mn 90% fail hoty hn so hamein is mn chaye ky ham mehnat karien aur pher jab bhi kesi pair per analysis karny jaye to pher hamein is mn chaye ky ham is mn pahly fundamental analysis kairen matlab news ko dekhien jis sy pher hamein is mn kafi ziada fiada hosakta hy so hamein is mn chaye ky ham bad mn techniacal analysis karien jis sy pher hamary trade 99% correct hy aur pher ziada sy ziada profit kama skaty hn ager ham is mn soch samhj sy kam karien to
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: news effect on forex trading

    Asslam o aalikum..g han dear ap ki baat thik hy pakistan forex min hamin treading karty hiy hamin daily news ko read karna zaroori hy q k hamin forex treading ka har rukes ka pta chal jata hy q k forex treading ka rukes change ho jaty hain iis lia hamin daily news ko read karny hamin markeet ka uo doawn hony ka pta chal jata hy jis sy hum trrading ko soch samjh ka laga sakty hain isi lia hamin forex mjn ziyada sy ziyada mhenat kar ka acha trradjng karni chaye aur acha prifit haisl karna cbahe
    • #3 Collapse

      Re: news effect on forex trading

      koi bhe bat ho forex me news ko kabhi bhe ignore nhi krna chahiye kuon k news market par kafi effect krti hn is liye hmn analysis k doran news ko ignore nhi krna chahiye kuon k agar ap ignore krenge tu ap ko los ka samna kr par sakta hi is liye hmn forex me menat k sath news ko bhe parhna chahiye
      • #4 Collapse

        Re: news effect on forex trading

        اصل پيغام ارسال کردہ از: farhanshabir پيغام ديکھيے
        forex mn wo log jo news per yaqeen nhe rakhty hn mere khiyal sy wo is mn 90% fail hoty hn so hamein is mn chaye ky ham mehnat karien aur pher jab bhi kesi pair per analysis karny jaye to pher hamein is mn chaye ky ham is mn pahly fundamental analysis kairen matlab news ko dekhien jis sy pher hamein is mn kafi ziada fiada hosakta hy so hamein is mn chaye ky ham bad mn techniacal analysis karien jis sy pher hamary trade 99% correct hy aur pher ziada sy ziada profit kama skaty hn ager ham is mn soch samhj sy kam karien to
        News ka Forex trading market per bahut jyada effect Hota Hai Ham Jab Bhi trading karen to news ko Jarur watch kar lena chahie aur sabse best time to trading ke liye vah Hota Hai Jab news Nahin Hoti Kyunki use time per market kharab behaviour nahin karti
        • #5 Collapse

          Re: news effect on forex trading

          Sir jab bi koi big news aati hay to har currency pear par iss ka effect hota hay ab kisi par kam hota hay or kisi par ziyada maslan usd ki news hay ab usd eur kay sath hay to iss par effect ho ga or ya usd jpy may bi hay to iss par bi effect hota hay quen kay usd ki waja say eur par effect howa to eur gbp kay sath hay to automatic effect wahan par bi howa or quen kay gbp jpy kay sath may attach hay to wahan par bi asar ho ga.
          • #6 Collapse

            Re: news effect on forex trading

            Han g news ka tu bht ziada effect hota ha forex market pe kafi ziada movement ho jati ha news k Time trading krny ka mein ap ki luck ka bht qirdar ha ya tu acha profit mil jata ha ya phr big loss ho jata ha es liye news time trading krny mein care krean.
            • #7 Collapse

              Re: news effect on forex trading

              News k sath members ko link rehna chahiye in say bhi members ko kafi had tak trading kernay main help milti hay ye bhi aik kfi valid source hay members trading k liye jahan say ho skay help letay hain or seniors members bhi aik best source hain un say help lay ker bhi kamyab trading ki ja sakti hay
              • #8 Collapse

                Re: news effect on forex trading

                g han bhaii bilkul sahi kaha apny humaen news per yakeen rakhna chaiya or phr hi humaen apna nest step authana chaioya jis say humaen faida bhi hasil hoga humaen pak forex ma mehnat say kaam karna chiaya or jo news milti hain unky hisab sayt trading karni chaiya ...jis say hum kamiyab ho sakty han ..
                • #9 Collapse

                  Re: news effect on forex trading

                  Nai sir aisa nahi hota kiun k market main news ka bahut ahim krdar hai mere khyal main jo trader news ko dekh k r apni achi strategy r market ko analysis kr k trading krte hn wohi 99% kamyab hote hn kiun k forex market ka sahi sy andaza news sy hota hai es lye mera mashwara hai news ko follow krna chae
                  • #10 Collapse

                    Re: news effect on forex trading

                    g friend forex market ko news bht effect karti hain aur inka bht impact hota ha, is liay hmain carefull ho kar news par focus karna chaiay aur un k mutabik planing kar k apni trades ko adjust karna chaiay ta k hmari trades profitable hon
                    • #11 Collapse

                      Re: news effect on forex trading

                      Yes dear brother of course ap n bilkul thk kaha hy ku k jo log news p yakeen nhn rakhty woh loss m jaty hy ap ko trading krty hovy hamesha international aur national level ki news mind m rakhni chahiya k as waqt international level p kiya ho rha hy ku k international level k halat aur news trading p bht zeada effect hoti hy
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: news effect on forex trading

                        jhaan tak main ne observe kia hai or jhaan tak mera tajarba hai to main is baat ko pooray yaqeen se maanta hoon kay news ka trading par bohat zyada effect hota hai trading news anay se pehlay bohat slow motion main chal rahi hoti hai magar joon hi news hoti hai to sari trading yakdam boost kar jati hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X