G han dear ager ap forec forum mai kam kartye hain tu ap es mai kisi bhi faraud say bach kay kam karain kiyu kay kafi sarye log ap say ap kay account ka link ya password mang sakta hai tu ap us mai bach kay kam karain aur in logo ki bat na sunain kiyu kay ye ap ko nuqsan daye sakta hai tu ap es mai khyal rakhain aur dusra es mai fake signals walye bhi kafi log hain jo kay sognals tu daitye hain per kafi fake daitye hain jis kay ap enhain pay bhi kartye hain per ap ko faida nhi hota hai tu khyal rakhain gaye tu ap ka es mai kam lose ho ga na aur ap kamyb ho jatye hain na
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим