scalping kaya hoti ha koi bataega kya?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    scalping kaya hoti ha koi bataega kya?
    Dear seniors mera ap logon say yeh sawal ha k yeh scalping kaya hoti ha trading main es ko kasay uae krtay is k baaray mai kafi suna hai but istemaal nahi aata kindly help me..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Scalping aik strategy hai jo day traders use karte hain. Is strategy ki waja se hum market main positive pips laga sakte hain aur is tarah se kafi successful bhi ho sakte hain. Ziyada tar trader ye use karte hain aur M15 time frame use karte hain.
    • #3 Collapse

      bhai me abhi naya hun or muje forex ak ziada knowledge b nahi hai is liye me is question ka sahi answer nahi de sakte hai baki jitna kuch samjha hai us k mutabik is me support and resitense ka concept hai.
      • #4 Collapse

        I think trading by new only is not profitable , also technical trading only which is depending only on the technical analysis will make losses , the most right is to combine both techniques , fundamental analysis and technical analysis , the important news that can affect the deal is much more important than any technical analysis and it can beat it
        • #5 Collapse

          keep working hard this is is one of the best way of learning forex traidng and the scapling ka mjy kuch has nai pata k ye kia hota hy is liye may ap ko is bare may kuch hass guidence nai de sakta hn soo sorry for that

          aap ko or log bata daind gy is k bare may ye kia hota hy
          • #6 Collapse

            janab me khud b new hn is kam me sclaping k bary me koi malomat nahi hy. mgr try kar rha hn is k bary me knowledge hasil kar rha hn k isy kesy use kartay hen.
            Life is never boring, if you have naughty mind.......;):o
            • #7 Collapse

              Jee jehan tak mujehy thora bohat pata hay scalping main kam waqt main profit earn karney ki koshish ki jati hay ise main general time frame M5 and M15 ka use kia jata hay aur market trend ko dehktey howei buy ya sell ki trade open ki jati hay aur jaise he thora profit ho trade close kar di jati hay.
              • #8 Collapse

                scalping se muraad low trading hai yani ap ne kam profit pe he order ko close kar dena hota hai aur es mai ap ne market se thora thora kar k profit kamana hota hai har ak hpur se
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  scalping karty hain to kam karna kafi asan ho sakta hay humain agr success hasil karni hay to is main km time main ziada earning hasil karny main asani ho sakti hay kun kay scalpig main aysa hi hota hay kay humain km time lagan hota hay jis say market main ziada achi earning b hasil hos akti hay
                  "The mind is everything, What you think you become"

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X