Mehnat jari rakhn insahallah kamyabi zaror mile Gi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Mehnat jari rakhn insahallah kamyabi zaror mile Gi

    Dear sir aap ki bath sahi hay laykin mehnat kay liya sharat ya hay kay aap kis rastay may ho agar wahi galat hay to pahir aap ka mehnat ka koi fayda nahi hota hay matlab kay aap ko pata hi nahi hay kay kon si currency aap ko profit day gi or kon si loss.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Mehnat jari rakhn insahallah kamyabi zaror mile Gi

      Ji Hamare Pyare bhai jaan Hamen mehnat Jari rakhni chahie Agar Ham mehnat Karenge tabhi Hamen mehnat ka fal milega isliye Hamen chahie ke Hamen main ko continue karna chahie Jab Ham hard work karte hain tabhi Hamen Pata Chalta Hai Ki yah you Ham work kar rahe iski kya important hai aur tabhi Ham use importance ke natash ko Hasil karne ke liye mehnat karte hain thank you
      • #18 Collapse

        Re: Mehnat jari rakhn insahallah kamyabi zaror mile Gi

        اصل پيغام ارسال کردہ از: kamranHassan پيغام ديکھيے
        Slam .forex trading main apni mehnat jari rakhn r hemat r hosla na haren Inshallah kamyabi zaror mile gi kiun k kabhi bhi forex main ak din main kamyab nahi hoa ja skta kamyab hone kelye mehnat krni parti hai es leye apni mehnat krte rahn mehnat ka phal zaror mele Ga
        Hamen Hamesha hardworking Karte Rahana chahie Agar Ham hardworking Nahin Karte Hain To Hamen is business a success Nahin Milta hai isliye Mat Kar ka kam Karen aur is business ethics Aasan Karen
        • #19 Collapse

          Re: Mehnat jari rakhn insahallah kamyabi zaror mile Gi

          g haan try rty again wali baat zehan main aa gye mehant kabhi raigaan nahi jaati kabhi naa kabhi us mehnat ka phal zaroor milta hai agar aap lagataar mehnat kartay jaatay hain or sabar ka muzahoira kartay hai to khuda aapko us ka ajar zaroor deta hai..kabhi himat nahi haarni chahiay bas ALLAH ki zaat par yaqeen rakhtay hoe mehnat ko jari rakhna chahiay wo apnay banday ki struggle ko raigaan nahi jaanay deta or kahin na kahin kisi na kisi soorat main us mehnat ka ajar zaroor deta hai or aap kamyabi hasil kar jatay hain is liay i would sy try again and again until you get success
          • #20 Collapse

            Re: Mehnat jari rakhn insahallah kamyabi zaror mile Gi

            G Han dear ap ny Sahi Kaha hai hamen Forex main mehnat jari Rakh I chaheay himat Nahin harni chaheay agar ham Forex main mehnat jari rakhen gy Tu ham Forex main zror kamiyab hi sakty Hain aur Forex sy Achi earning gain Kar sakty hain
            • #21 Collapse

              Re: Mehnat jari rakhn insahallah kamyabi zaror mile Gi

              Ji Haan ap NY bilkul theek baat ki Hai hamein apni mehnat ko Jari rkhna chaheye or positive soch k sath kaam Krna chaheye INSHAALLAH zaroor kamyabi Hasil ho ge
              • #22 Collapse

                Re: Mehnat jari rakhn insahallah kamyabi zaror mile Gi

                g han dear hamian es business mein kamayb hone kilye hamsha mehnat jari rekhna cheye ager mehnat hamri hoge to hamain acha profits bhe zror hasil hoga es liye achi koshesh kerne se mehnat kerne se ham zror successfull ban sakty han
                • #23 Collapse

                  Re: Mehnat jari rakhn insahallah kamyabi zaror mile Gi

                  Join kar lena Hoga Kaun Hamen pata hai ki Humne kam kaise karna hai aur Market ki movement Yahan per kaise kaise Hoti Hai Jab aap share market ki movement ko time account per practis kar lenge aap real account Mein Aakar kabhi bhi nuksan nahin Karenge aur yahan se always learning Karenge Agar Ham Yahan per risk Lenge To Hamen Yahan per Jyada Milega Ham Yahan per Jyada Karenge
                  • #24 Collapse

                    Re: Mehnat jari rakhn insahallah kamyabi zaror mile Gi

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: mishiali پيغام ديکھيے
                    g han dear hamian es business mein kamayb hone kilye hamsha mehnat jari rekhna cheye ager mehnat hamri hoge to hamain acha profits bhe zror hasil hoga es liye achi koshesh kerne se mehnat kerne se ham zror successfull ban sakty han
                    g han dear hamian es business mein kamayb hone kilye hamsha mehnat jari rekhna cheye
                    Lets Help each other, give me thanks
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Mehnat jari rakhn insahallah kamyabi zaror mile Gi

                      g bilkul hamen mehnat jari rakhni cheye mehnat karny sa he hum kamiyab hoty hain ..mehnat k bagair hum kabhi bhe kamiyab nahi hoty hain ....hamen agar kamiyab hona hai to bhot zeada mehnat karni hogi mehnat sa he hum kamiyab hongy ...

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X