trading karty waqt kia lalach loss ki aik bary waja hy ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading karty waqt kia lalach loss ki aik bary waja hy ???
    Asalam-o-alikum my dears brothers trading krty waqt jub hamin thora profit hasil ho jaye to hamin ziada ki lalach nahi karnii chayee kyu kh market ki movement kisi bhi waqt change ho sktio hai aur hamari profit wali trade bhii loss me ja sakti hai trading me aksr lalach karny wale members ko loss hota hai magae ye aik ais business hai jis mein kisii bhi member ko lalach aa skti hai is leay agr hum lalach na karin to hum is me kamyab ho skty hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading karty waqt kia lalach loss ki aik bary waja hy ???

    ji hun trading kerty wqt lalch loss k main reason ha ager hum na is pe control kerna seekh lia tu samjho hum forex main kamiyb ho gay tu phir humain profit hi profit earn ho sakta ha insan isi lalach main a ker lot size big rakh layta ha ya over trdaing kerna shoro ho jata ha jis ki waja se loss us ka muqader ban jata ha.
    • #3 Collapse

      Re: trading karty waqt kia lalach loss ki aik bary waja hy ???

      Yes bhot b khosis ki jae to lalach sy ni bacha ja sakta, lalch insan ki fitrat ma hota hai, bhot b khosis ki jae par phr b ham lalach ma pans jaty hai, har trade sy pehle zehan ma profit target set karna chahe or us k pory hony py foran trade close kar deni chahe,
      • #4 Collapse

        Re: trading karty waqt kia lalach loss ki aik bary waja hy ???

        wsalm G bilkol forex trading main humsha lalch krne wale log apna sara account wash krwa bethte hn forex trading business bari samjhdari ka business hai yahan bri samjhdari k sath trading krni parti hai ta k loss sy bacha ja ske forex trading main humsha lalach sy bachn r koi bhi ghalt trade open na krn jo humre accoun wash ka sabab ban jae
        • #5 Collapse

          Re: trading karty waqt kia lalach loss ki aik bary waja hy ???

          Ji bilkul trading karte waqt lalach Ek Aisi chiz Hai jisse Ham nuksan Hasil kar Jaate Hain Is wajah Se lalach Na Karen
          • #6 Collapse

            Re: trading karty waqt kia lalach loss ki aik bary waja hy ???

            Ji han bilkul sahi baat ki hai aapane loss Ki Sabse Badi vajah lalach hai agar Ham lalach Se Khud Ko Dur karne To Ham acchi kamyabi Hasil kar lenge aur apni trading co profitable banaa Sakenge isliye koshish karen ke chutkula Lage Se Dur Rakh kar Apne knowledge ke sath Apna experience from Karen Taki Ham bahut kam time mein bahut acchi kamyabi Hasil kar sake.
            • #7 Collapse

              Re: trading karty waqt kia lalach loss ki aik bary waja hy ???

              Aoa, g Han dear forex me loss ki sb sy Bari waja ap ki trading kay doraan lalach krna Hy Jab Tak ap lalach krty rehty hen ap US wakt Tak lalach ki waja sy nakam rehty hen es leay koshish kren Kay acha kam kren traidng me AP ko isi cheez ka faida Hy
              • #8 Collapse

                Re: trading karty waqt kia lalach loss ki aik bary waja hy ???

                Lalach kernay say ye zrori nahin hay k sirf loss hi ho ga members ko profit bhi hota hay lekin is k liye kafi soch smajh ker kaam kerna hota hay waqt ki munasbat say lalach kenra useful hota hay jo members zrorat say zeyada or rough kertay hain wo nakam hotay hain
                • #9 Collapse

                  Re: trading karty waqt kia lalach loss ki aik bary waja hy ???

                  Aap theek kehty hein lekin forex trading aisa business hai jis mein seniors bhi profit ko dekh k lalach krty hein is se koi nhi bach sakta hr koi lalach ki waja se loss krta hai lekin jo traders loss ko bar bar face krny k bad apni lalach ko control krta hai phr woh achi aur successful trading krta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: trading karty waqt kia lalach loss ki aik bary waja hy ???

                    greed he ik main or bari wajha sy trading my loss hony ki.or agr hum sy bach sakty hn to humy or kia chahey.likn asa mumkin nahe hota k hum loss sy bach saky.q k agr koi b ik bar lalach krta hy to us ko zayda profit hota hy or isi chakar my wo bar bar lalach krta rahta hy.or phr kbhi us ko zadya loss b ho jata hy.
                    • #11 Collapse

                      Re: trading karty waqt kia lalach loss ki aik bary waja hy ???

                      Forex market mein jo Lalch karta hai use problem hi banti hai lalch na Karen proper plan Banakar trading Karen Kamyab trading Karen. .
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: trading karty waqt kia lalach loss ki aik bary waja hy ???

                        Trading krte waqt ager hum ko successful hona hai tu hum ko ek bat ka khayal rakhna hoga hamen greed say bahut ziada door rahna hoga kuon k greed hum ko always loss hi de sakti hai greed say joo bach gya wo successful ho jata hai.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X