Agar mind ki thakawat ho ya mind men koi tension ho tu trading nah karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agar mind ki thakawat ho ya mind men koi tension ho tu trading nah karen
    Dear brothers forex trading aik tough business hey iss men kamyabi bari mushkil se milti hey iss liay agar mind men koi tension chal rahi ho ya mind ki thakawat ho tu phir bilkul trading nah karen kiun k aesi situation men ghalt trade lag jati hey jiss ki waja se bara loss ho jata hey iss liay pahlay apna mindset theek karen aur phir trading start karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Agar mind ki thakawat ho ya mind men koi tension ho tu trading nah karen

    G han dear ap ki baat thik hy pakistan forex min agr trrading karty hoy hamary mind min borring hy ya phir thakawat mhesoos ho rahi hy to hamin chaye ka hum treading na karin hamjn achi treading karny ka lia apny mind ko fresh rakhan zaroori hy jis sy hum forex markeet ko achy sy aynakize kar sakin aur soch samjh ka treadi g kar sy hum forex min acha profit haisl kar sakty hai
    • #3 Collapse

      Re: Agar mind ki thakawat ho ya mind men koi tension ho tu trading nah karen

      jee han dear thek kaha ha jab tk full relex nhi hoty tab tak koi bhi trade naa lagaye q k jab aap tention me trade lgaao gy tu loss he ho ga
      Achy Threads py thanks tu banta hai na
      • #4 Collapse

        Re: Agar mind ki thakawat ho ya mind men koi tension ho tu trading nah karen

        G Han dear ap ny Sahi Kaha hai agar hamary mind main koi tention hai ya thkavat hai Tu hamen Forex main trading Nahin Karni chaheay balky hamen fresh ho Kar active mind sy Forex main trading Karni chaheay agar ham Forex main active hi Kar trad lgain gy Tu ham loss Dy Bach sakty Hain aur Achi earning gain Kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Agar mind ki thakawat ho ya mind men koi tension ho tu trading nah karen

          Jiii jiii apny bilkul bhot hii achaa kahaa haiii agr hmain mind kii koi bhee tension hoo yaa koi bhe problem hoo to hmain trading nh krnii chahiyyee qn ky us timee hmaraa mind koi bhee jaam krny ko ready nh hotaa haiii is kii wajhaa sy hum koi aisiii trade lagaa dain gy jo hmaraa losss kaa sbab ban sktiii haii aur hmain bhot us sy nuksaan hoo sktaa haii
          • #6 Collapse

            Re: Agar mind ki thakawat ho ya mind men koi tension ho tu trading nah karen

            AoA, g ham Bhai AP ny thek kaha hy jan tsk mently relax nahi hoti koi issue nahi hota ap relax ho kar tea kren gay to ap ko es me lazmi acha faida Mily ga kyun kay ap kp trading me apna Kam jari rakhen chye focus krny Kay sath sath aur tabhi ap es me acha earn kr paen gay
            • #7 Collapse

              Re: Agar mind ki thakawat ho ya mind men koi tension ho tu trading nah karen

              Je han hum ko forex main fresh mind k sat kam karna chaiy q k agar fresh mind k sat kam nhi Karain gey to hum ko bohat muskilaat ka samna karna pharta ha is say hum ko loss bhe ho sakta ha is laiy fresh mind k sat kam karna zaroori ha
              • #8 Collapse

                Re: Agar mind ki thakawat ho ya mind men koi tension ho tu trading nah karen

                Ji Han Bhai hamen forex par treding soch samajh kar kar karni chahy agar samajh jab hamari by dar hogi tu hi ham behtar treding kar sakengy agar hamara zehn soya Howa hoga or thank Harry a kar treding karengy tu Bhai woh maza ni ay ga jis tarah ham ek fresh or relx mind k sath kar sakty hain
                بھیا تھینکس تو دیتے جائیں
                • #9 Collapse

                  Re: Agar mind ki thakawat ho ya mind men koi tension ho tu trading nah karen

                  G han agar mind may koi thakawat ho ya mind may koi tension ho tou trading na karen g han mind may tension ho tou kabhi bhi trading na karen is se loss ho sakta ha is liye jab bhi trading karen mind ko fresh karen aur forex per kamyab hon
                  • #10 Collapse

                    Re: Agar mind ki thakawat ho ya mind men koi tension ho tu trading nah karen

                    Assalamu Alaikum eyebrow kaise hain aap ummid karte hain ki aap sab khairiyat se Honge Pakistan Forex Ek bahut hi Achcha business hai so ismein Jab Bhi aap work Karen koshish Karenge Apne mind ko fresh rakhen agar aap mind ko fresh Rakhenge to aap Kamyab Honge Kyunki freshman ke sath aap kam Achcha Karenge aur kam Achcha tabhi Hoga Jab aap fresh mind Honge so koshish karen Jab aap thak Jaaye To Apne Gaon ko. Laga de jawab fresh Mile Ho jaen To aap aap apna work start karen .
                    • #11 Collapse

                      Re: Agar mind ki thakawat ho ya mind men koi tension ho tu trading nah karen

                      tension mein trade ji bilkul Agar aapke aapka mind fresh nahin hai aur aap ready nahin hai to aap trade naahi lagaen kyun k un fresh aur in active mind k sath Trading nae ki jati trader ka mind fresh air active hona buhat zaroori hai agar trader ka mind active aur fresh hoga tabhi trader is mein trade kar sakta hai active aur fresh mind se hi trading ki jati hai har trading mein trader ka mind buhat zaida active aur fresh hona buhat zaroori hai is se hi trading ki jaye warna trader ko kabhi profit nae hoga humein is mein zaida mehnat karte rehna chaiye tabhi hum is mein kamyab hoty Hain kamyab trader humesha positive thinking k sath hi Kam karta hai kamyabi k liye positive mind ka hona buhat zaroori hai is se hi hum is mein kamyab hoty Hain jab hum is mein zaida mehnat karte Hain aur humari is mein kamyabi ka raaz humari Mehnat hai jitni mehnat karte Hain is mein humein. Kamyabi milti hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Agar mind ki thakawat ho ya mind men koi tension ho tu trading nah karen

                        g haan bhai jaan aapki baat majay achai lagi hai k agar dmaagh main koi clash chal rhe ho yaa koi or preshani ho to hum ko trading se parhaiz krni chahiay.upset mind k saath trading karna mehnagaa par sakta hai or profit ki bijaye hum ko loss uthana par sakta hai.jab aap dmaaghi toar par tro taaza hain or aap ka kaam karnay ko dill bhi kar rha hai to us waqt tradin karna zyaza faidamand rehta hai or loss bhi nahi hota..
                        • #13 Collapse

                          Re: Agar mind ki thakawat ho ya mind men koi tension ho tu trading nah karen

                          Salam all dear forex members g bilkul tk baat kahai agar hmy koi tens ho tens to kai types ki a sakti hy jis ki vja sy hm mindely toor py up set ho jaty hy tb hm agar treads lagay gy to hm mindely up set hny ki vja sy tread sae ni laga paty r hmy noksan hta h agar hmy koi tens hi to work na kary rekax ho k treads lagay taky acha profit ay
                          • #14 Collapse

                            Re: Agar mind ki thakawat ho ya mind men koi tension ho tu trading nah karen

                            Dear ap ke bat milkul thk hy .my ap ke bat sy agri karat hon ka humy apny mind ko frish rakh kar kam karan chiay .agr hum apny mind my tenson ly kar kam karayn gy to us my humy lose ka saman karana per ja sakta hy.is liay ya bat bojat hi zayad zarory hy ka hum apny mind my bohat acha trder banany ka liay apny mind ko fresh rakhayn tab hi hum kamayb ho sakty hayn.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Agar mind ki thakawat ho ya mind men koi tension ho tu trading nah karen

                              Assalam o Alikum dear members of forex.
                              G bahi ap ny teak kaha agr hum kisi tension ya pershani ma forex ma kaam ta trading krein gy to hmein loss k elawa kuch b nai mily ga Kyn k hmara mind forex ki trf nai ho ga r hum gltiyan krein gy es liye hmein ciye k fresh r cool mind k sat forex ma trade krein.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X