A loss give you a lesson to be a winner...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Loss ko ignore krney ki bajaye is sey kuch seekhna chaheye aur jin mistakes ki waja sey loss ho raha hy un ko control krna chaheye. Hr loss aap key leye aik lesson hota hy aur yeh aap ko batata keh aap ney kis tarah kamyab hona hy. Jo log loss ko ignore kr key trading krtey rehtay hain, unhain loss hota rehta hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      G han app ne sahi kaha ha hmen is business me loss se kafi acha lesson hasil ho sakta ha or is business se hm acha eanr b tb hi kr skty hain isi liye ye best business ha or is business me hmen loss se hmeshah acha learning kr k hi hmen is business me success ho sakta ha
      • #93 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: rozipk1 پيغام ديکھيے
        Right, doing wrong always teach us something new. We should not be upset if we face loss in any trade. Better we should find out the main reason of loss. Forex is a risky business, here we have to take some risk. Our risk may take place of loss any time. So loss is common for forex. It should not be the reason of upset.
        yes my dear brother insan chahy koi bhi business kiun na kar raha ho hamesha apni ghaltiun se hi seekhta hai lekin forex mein hamein ziyada ghaltiyan karne ki saza loss ki surat mein milti hai jis se aap ko seekhny ko bohot kuch milta hai aur aap future me trading behtar andaz mein karty hein
        • #94 Collapse

          jee bilkul janab ap bilkul theek keh rahay hain.. agr hamne loss hojaye tou hamen us loss ko positive way mae lena chahyie kynk us loss se seeekh saktay hain or agay usay repeat honay se rok saktay hain or buhat successful ho saktay hain.
          • #95 Collapse

            forex market main loss say trader boaht koch seekhnty hain lakin agar vo is main long term kam karna chahty hain or is ka pastion is kam main hai tu ye kam in k liye bohat ziada faida hota hai har loss say in ko aik bat seekhny ko milti hai jo in k liye future main profit ki vja banti haik is liye kosdhish karian jis ghalti ki vja say ap ko is main aik bar loss ho jaye us ghalti ko dobara na rupeet karain bulky is ko behtar karny ki koshish karain
            • #96 Collapse

              g bhai forex trading mien apko chahiye ke ap is mien apne losses ko manage karna seekhen aur is business ki ap bharpoor practice karenge to hi ap is mein kamiyab hosakte hain.
              • #97 Collapse

                Loss sey ghabraney ki bajaye is ko accept krna chaheye aur jin mistakes ki waja sey loss howa hy un ko control krna chaheye. Loss aap ko yeh guide krta hy keh profit key leye aap ko mazeed kitni mehnat krni hy aur apney aap ko kitna prepare krna hy. Loss sey ghabrayen gey to loss mazeed barh jaye ga.
                • #98 Collapse

                  G bulkul teek parmaya hai ap ne ke har lose ap ko aik sabaq dati hai lekhan is mein logic ye hai ke jab ap entry lagate ho tu ap ko us mein kia karna chai aur kia nai ye talented logo ko pata hoti hai
                  • #99 Collapse

                    losses hote hai market mai app ko starting mai isleye hamesha koish kerahe ke app jo hai woh hamesha market mai losses ko bare kerne ke liye tayaar ho jaye kuin ke is ke bina app ko market mai experience aur earning nahi ho sakte.
                    • #100 Collapse

                      G loss say bge hum es market mai bohat kuch learn krtay hai.Loss ki waja say hum es market mai strategy ko improve krtay hai aur koshish krtay hai k trend ko follow kray. Loss ki waha say hum narket msi teend ko follow krtayhai.
                      • #101 Collapse

                        forex ku ager catogarise kiya jai tu forex ka pehla step loss hai without loss trader kahan learning pay aata hai oc k baad ka step knowledge hai or last step forex man earning hi hai.
                        • #102 Collapse

                          Gee mery bhai ap ki baat bikul durast hai. Es market ma bohat say log loss say bhe learn krtay hai. Likan es ly sath WO apni strategy ko bhe bhatr krtay hai. Aur es tarah wo es market mai ka.yabi hasil krtay hai.
                          • #103 Collapse

                            start main log kam karty hain to is main loss karty hain magr humain is ko face karna hota hay kun kay market main kabhi ups hoti hay or kbhi down hoti hy jis ki base say market ko smjhna asan ho sakta hay humain agr success hasil karni hay to low risk main trade ko start karna ho ga k loss zaida na ho sakay
                            "The mind is everything, What you think you become"
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #104 Collapse

                              yes well said loss give us lesson tamam buissness ki tarhan forex main bi loss or gain is ka hissa hai jaisa k apni normal life main hum galtion se bht kch seekhtay hain mis tarhan forex main loss se bhi hum ko lesson milta hai k trading main humari kia mistake hui jis se hum ko loss hua or yun hum again loss krne se bach jatay hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X