oil per trading krni ksy hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    oil per trading krni ksy hai
    Aslam o alikoum dear kya aap bata sakty hain kay forex trading main oil per trading krna ksy hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: oil per trading krni ksy hai

    Mere dost jaise ki aap currency pairs ke upar trading karte hain vaise hi Koyal ki Upar instaforex Mein kar sakte hain aur maje Ki Baat yah hai ki instaforex Mein Koyal ka spread zero hai aap is Ko Sine Se search kar sakte hain #CL Hai jaise ki main apne message mein likha hai aap metatrader 4 Mein is science a file ko search kar sakte hain Kyunki uska pura naam fruit Payal hai aur aap ismein easytrading Karke Achcha profit zero ke upar banaa sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: oil per trading krni ksy hai

      Dear friend forex trading men oil pe trading karna mushkil hey kiun k yeh risky pair hey iss ki movement unexpected hoti hey aur kisi side pe bhi bari movement kar sakta hey lekin agr big experience ho aur big balance ho tu phir cl pe trading k saktay hen lekin safe trading k liay small lot size ko use karen
      • #4 Collapse

        Re: oil per trading krni ksy hai

        oil par trading best hae is main aik to koi spread bhe nhe hota hae or apko is main ache earning bhe hasil ho jate hae lakin abhe is par trading karna bilkul bhe munasib nhe ho ga q ke us-iran war oil ko bahut zayada effect kar rahe hae to hamen cahiye ke abhe hum is par trade na len q ke aik he din main crude oil 65 se down a kar 59 pe a gya hae
        • #5 Collapse

          Re: oil per trading krni ksy hai

          mre khyaal se oil par trading bohat hi ehtiyaat talab kaam hai .oil ki market mn bohat teze se ups and downs atay rehtay hain.lakin agar earning ki baat ki jaye to ye kaam earnig bhi bohat zada karwata hai. oil ki trading krnay se kam time main bohat zyada earning ki jaa sakti hai.oil ki trading mn soch samaj kr lot lgani chahiay q k agar loss hona shuru ho jaye to account wash honay ki nobat kak aa sakti hai
          • #6 Collapse

            Re: oil per trading krni ksy hai

            Dear brother forex trading men oil pe trading karna her kisi k bus ki bat nhi hey kiun k yeh ziyada risky pair hey iss men trading k liay bahut ziyada experience aur big capital ki zaroorat hoti hey aur iss men soch samaj kar trading karni parhti hey aur new traders oil pe trading se avoid karen tu behtr ho ga
            • #7 Collapse

              Re: oil per trading krni ksy hai

              Forex number I fast trading pair Hai Is per trading karne ke liye Agar aapke pass Achcha experience maujud hai tu bahut hi Achcha hai lekin new traders ko Alpha trading se avoid hi karna chahie isase unhen loss ho sakta hai nude members ko chahie ki pahle vah demo per practice Karke Apna experience strong banaen Uske bad real trading Gold per karne ki koshish karen Taki Unka account hi safe Rahe aur vah Achcha prapt bhi Hasil kar sakte.
              • #8 Collapse

                Re: oil per trading krni ksy hai

                hamy oil ki movment ko achy sy samaj kar is kay rules ko follow kawr ky is main mehant sy trading karni chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain ham is man apni amrzi sy bager pasio ky account bana kar ky is main kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala aik real bsiness hai ham isy apna life time professaionl be bana sakty hain yai aik real business hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: oil per trading krni ksy hai

                  foreex aik aca busines hain hum is mai agar kam karny ka acha experience rahty haain to hamy oil mai kam karna o ga per he hum passia kaama saky gy forex aik best busienss hain hum is mai raat maai be kamkar sakty hain hum is ma d in mai be kam ar skty hain hum is maiout off baalnce account bana kar be kam kar sakty hain is mai hamara ko be boss nahi hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X