Kiya forex trading men loss ko bilkul khatm karna namumkin hota hey?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya forex trading men loss ko bilkul khatm karna namumkin hota hey?
    Dear brothers forex trading men loss business ka hissa hey iss liay liay her kisi ko ho jata hey lekin forex trading men loss ko khatm karna namumkin hota hey lekin agar acha knowledge aur experience hasil karen aur trade lagatay waqt stop loss ko use karen tu loss ko kam zaroor kar saktay hen aur forex trading men loss jitna bhi ho himat karen tu recover ho jata hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya forex trading men loss ko bilkul khatm karna namumkin hota hey?

    ji hun chay forex main expert trader bhi trdaing kerty han tu unhin bhi trading main loss ho jata ha q k loss ko hum bilqul khatum nhi ker sakty market pe koi truust nhi k ya kub aur kis trend main move kerna start ker day ager forex main earning zabardust hoti ha tu is main loss bhi ziada hota ha is liay tu forex ko risky business khaha jata ha.
    • #3 Collapse

      Re: Kiya forex trading men loss ko bilkul khatm karna namumkin hota hey?

      G bilkul forex m aap loss ko khtm kr saqty hoo per us k ley aap ko both ziyada mehnat krne pare gee
      Forex m both Kam krna hoo ga q k aap jetne posting ziyada kre gee to aap ka bonus acha aae ga jb bonus ziyada aae ga to mtlb k aap n ka acha kea hee
      Trading kre our phr
      • #4 Collapse

        Re: Kiya forex trading men loss ko bilkul khatm karna namumkin hota hey?

        No forex ma loss ko bilkul khatam kar dena namumkin hai, trading ma loss profit k sath sath chalta hai, jo member loss sy gabraty hai wo profit ko gain b ni kar sakty, forex ma ham just knowledge or experience sy loss k risk ko kam kar to sakty hai but khatam ni kar sakty
        • #5 Collapse

          Re: Kiya forex trading men loss ko bilkul khatm karna namumkin hota hey?

          Bhai jaan wo to apki trade par depend krta Hy k koe trade ese lagti Hy jis par loss khatm nahen hota or kuch trade eee hoti Hain k loss ko khatm KR k acha profit mil jata Hy bas hum ko trade open krne se pehle analysis lazmi krna chahye ta k hum eee trade open na kren jis se him ko loss AE
          • #6 Collapse

            Re: Kiya forex trading men loss ko bilkul khatm karna namumkin hota hey?

            Dear brother aap theek kehty hein forex trading mein loss ko complete khtm nhi kia ja sakta kionkeh ye business ka part hai albatah apni strategies se loss ko kisi hd tk kam kia ja sakta hai jaisy sto loss use kr k experience se hum trade ko profit mein close kr sakty hein agr loss ho jaye tu asani se recover bhi kr sakty hein lekin achi opportunity se.
            • #7 Collapse

              Re: Kiya forex trading men loss ko bilkul khatm karna namumkin hota hey?

              Assalam o alikum my dear member g bilkul loss pak forex business ka ak hisa ha as forex ma loss ko katam karna namumkinhosak ta ha agar knowledge or experience acha ho ga to loss us sa kam ho ga q ka tread lagata wakt achi tread ko lagana chaya as sa loss kam ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Kiya forex trading men loss ko bilkul khatm karna namumkin hota hey?

                G bilkol forex trading main agr hum acha knowledge r achi information hasil kr k forex trading krn tu hum forex main achi kamyabi hasil kr skte hn agr humre pas forex ka acha experience ho ga tu hum market main trading bhi bahut kamyabi k sath kr skte hn jis ki waja sy hume forex main loss bhi kam ho ga r profit zeyda
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya forex trading men loss ko bilkul khatm karna namumkin hota hey?

                  g loss ko bilkul khtm krna na mumkin hota h jesa ap bike ride krty hen to risk hota to h jb ap gir jain to chot lg jay mtlb risk h to sai lakin hm us risk ko helmet phen k km krny ki koshish krty hen k agr accident ho b jay to hm ny risk ko manage kiya hoa hta h to injury km hoti h same chez h forex mn b isk ko manage krna lazmi h isi liye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya forex trading men loss ko bilkul khatm karna namumkin hota hey?

                    baai g kise be business may loss ko kabhi mukamal khatam nahee kia ja saktha is liay loss ko recover kwrna seekna chqhiay kionka asal kamyaabi yahe hothe hah k jo loss ko recover kqrnay ka experiance hasil karay tho osay loss be buhut kqm hoga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya forex trading men loss ko bilkul khatm karna namumkin hota hey?

                      Asalam o Alaikum dear members
                      G han bilkul shi kha apne loss tb khtm hoga jb ap lalach or jaldbazi k st kam ni kro gy
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiya forex trading men loss ko bilkul khatm karna namumkin hota hey?

                        welcome to forex .forex treding aik bhut bara yani itna bara kay itna bara busniss dunya may nahe hay. aor hamesha busniss may loss aor profit dono conman chesay hay.agar aap ye sochay ke forex may hamasha profit he hota hay yaha loss nahe hota hay to aap ki soch galat hay.forex may agar aap ko treding bare tajurba bhut ziada hay to aap ko loss bhut he cum hoga.aor agar tajurba nahe hay to phir aap ko bhut ziada loss bhe ho sakta hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Kiya forex trading men loss ko bilkul khatm karna namumkin hota hey?

                          han g kyon ke ap har trade pe stop loss uthate ho aur lagate ho to wo is liye hi hota hai ke ap ka analysis galat bhi ho sakta hai agar ap ka analysis galat ho jata hai to phir ap ka stop loss hit hojaye ga is liey ye to ho nahi sakta hai ke ap loss ke bina trading karo risk t o har trade pe hota hai bus money management karain ge to hi aop safe reh ke kaam kar saket hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Kiya forex trading men loss ko bilkul khatm karna namumkin hota hey?

                            G han brother ap nay bilkul thek kaha hay forex trading main loss ko bilkul khatam karna possible nai hota q kah open honay wali koi bi trade loss main ja sakti hay chahay woh bahut zayada analysis k bad hi open q na ki gai ho but achay knowledge aur experience say loss k minimize zarur keya ja sakta hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kiya forex trading men loss ko bilkul khatm karna namumkin hota hey?

                              loss ko khatm karna Forex trading Mein loss ko bilkul khatm nahin kiya Ja sakta Kyunki loss hissa business Kaisa Hota Hai Har Business mein profit ke bad loss hota hai trader loss ke liye ready Rahna chahiye Kamyab trader woh hota hai jo ismein profit ke sath sath Apne loss ko face karta hai usko profit ke sath sath loss ka bhi Pata hota hai aur woh kamyabi se mehnat Se Apna loss cover kar leta hai Forex trading mein experience loss se Aata Hai Trader ke pass Agar Ham ismein zyada mehnat Karen To Ham Apne loss Ko recover kar sakte hain Forex Mein Hamen Zyada mehnat Karni chahiye ismein Ham mehnat se Kamyab Hote Hain experience full trader ko bhi loss hota hai Magar woh Apne Dimag ka use Karke Apne Apne loss ko manage kar leta hai tradingMein Acha knowledge experience bahut zaruri hai agar hamare pass acha knowledge or experience hoga to trading Mein Hamen loss kam hoga aur Agar Ham ismein planning strategy ke sath Chalte Hain To Ham Apne loss ko bahut kam kar sakte hain kam se kam risk Lene se Hamara loss kam hota hai money management se chalne se Hamara loss kam Hota Hai Magar loss Ko Mukammal Tor per khatm karna impossible baat hai yah Namumkin Hai Ki Kisi bhi Business mein loss Na Ho Har Business mein pahle loss hota hai uske bad hi profit Hota Hai Magar yah bhi Mumkin baat hai ki Business mein profit zarur hota hai iske liye aapko zyada mehnat Karni Hogi aap zyada mehnat karte hain tabhi aap ismein Kamyab Hote Hain Ham Kabhi trading Mein Mukammal Tur per Apne loss Ko khatm Nahin kar sakte Kyunki Har trading Mein loss ke sath hi profit hota hai loss Ka Hona bahut zaruri hai loss Se Hi Hamen experience hota hai aur loss Se Hi Ham mein knowledge milti hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X