Agr hum forex main dar dar k trading krn gy tu

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agr hum forex main dar dar k trading krn gy tu
    Slam forex trading ak bahut acha business hai r bahut acha profit bhi deta hai ye hum sab ko pta hai .mgr hum log forex sy humsha profit kam r loss zeyda kiun krte hn hala k hum forex main profit earn krne ae hun wja ye hai k hum forex main bhut dar k trading krte hn jis ki wja sy hume loss zeyda r profit kam hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Agr hum forex main dar dar k trading krn gy tu

    aik bat zehn mn rakhen jb ap forex ko study kren gy to apko aik chez clear btay jay gi k ap ny wo pesa invest krna h forex mn jo ap smjo k faltoo h agr loss ho b jy to ap py koi farq ni pry ga to ap ko us pesy py trading krty hoay dr ni lgy ga kbi b r phr soch smj kr trading krty jao drny ki koi zarort ni h bilkul b.
    • #3 Collapse

      Re: Agr hum forex main dar dar k trading krn gy tu

      dear friend forex trading mn hmesha positive minde k sath trade krni chayay aur apkay minde mn loss ka khauf naen hona chayay keun k agr apkay minde mn loss ka dr ho ga to ap achhi trading naen kr sken gay aur dr kr trading krnay sa ziada tr loss he hota ha
      • #4 Collapse

        Re: Agr hum forex main dar dar k trading krn gy tu

        ager ham forex mn dar kar trading karty hn to pher mere khiyal sy to hamein is mn kabhi bhi profit nhe mil sakta hy so hamein is mn chaye ky ham mehnat karien aur pher lagan sy kam karien aur pehr jab bhi trade open karny lagien to pher hamein is mn chaye ky ham himat sy kam karien aur pher apny ap per yaqeen rakhien
        • #5 Collapse

          Re: Agr hum forex main dar dar k trading krn gy tu

          G han shi kha apne forex main Hume dar k kam ni krna chahye balke himat or bahadri k st kam krna chahye agr dar k kam kren gy to Hume nakami hogi
          • #6 Collapse

            Re: Agr hum forex main dar dar k trading krn gy tu

            Forex business me dar dar kar trading karny ka nuksan ye hota hay key agar hamara koi be decision jo ham ne fundamental analysis key base par leya ho ya technical base par to ye correct hoty howy be hamy es ley loss de sakta hay key ham dar ki waja se trade ko jald close kar lety hey, loss key dar ki waja se jes time ham ne zeyada profit earn karna hota hay esy trades me ham small profit me orders ko close kar dena hamari majboori ban jati hay, trading me kabi be loss ka dar nahi rakna chaye.
            • #7 Collapse

              Re: Agr hum forex main dar dar k trading krn gy tu

              Trading sirf bekhof ho ker kerna hi useful hoti hay or trading ko strong mind say hi kiya jata hay members ka trading k liye active hona bhi zrori hay yehi sab aisay facts hain k jo koi member in ko apna lay ga to wo kabhi bhi nakam nahin ho sakta or us ko loss kamm or profit us ki nisbat kafi zeyada ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Agr hum forex main dar dar k trading krn gy tu

                Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men jo log dar dar k trading kartay hen woh kabi bhi kamyab trader nhi ban saktay kiun k jo darta hey woh hi marta hey iss liay darnay ki zaroorat nhi hey baki loss aur profit iss business ka hissa hen iss liay acha knowledge aur experience hasil karen aur khud pe depend karen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen
                • #9 Collapse

                  Re: Agr hum forex main dar dar k trading krn gy tu

                  Dear
                  G bilkul hum forex m dar k Ni balky full confidence s Kam krna chaie q k agr hum dar k Kam kre gee to proper Ni kr saqe gee is ley Hume port confidence s forex m Kam krna chaiee
                  • #10 Collapse

                    Re: Agr hum forex main dar dar k trading krn gy tu

                    welcome to forex. aap ke bat ka jaw ab ye hay. bhai je forex pay 90 % log nakam hotay hay waja sirf yahe hay. aap ko tajurba to hota nahe hay. aap aese tukay pay treding shuru kar dete hay jis ka natija phir yahi hota hay aap ko bhut sara loss hua para hota hay. aap beshk forex treding karte huay na dare. lakin agar aap ko tajurba ho to tub aap apne tred open kare warna kisi seniores say mashwra kar kay apne tred ka aghaz kare.
                    • #11 Collapse

                      Re: Agr hum forex main dar dar k trading krn gy tu

                      agar hmain knowledge hain aur hmain experienec bhi hi magar ham itna confidence nahi hai ke ham trade kar saken to is ka matlab hai ke hamre knowledge mien kami hai uar start mein thora buhat hota hai magar knowledge ap ko confidence deta hai to phir ap achio trading kar sakte hain aur earn kar sakete hain dar e krain ge to market ap ko loss de gi ap market cjhor jao ge
                      • #12 Collapse

                        Re: Agr hum forex main dar dar k trading krn gy tu

                        han g bilkul forex trading main bahut se ese traders hote hain jo trading karne ke darte hain ke kahen un ko loss na ho jae mujhe to un par hanse ate hae q ke agar ap forex trading main apni analysis se trades open karte hain to us main hamen loss nhe ho sakta hae balke hamen to cahiye ke hum jo bhe trade lagaen hamen us par confidence hona cahiye ke yeh hamen profit de jae ge
                        • #13 Collapse

                          Re: Agr hum forex main dar dar k trading krn gy tu

                          G han ap thek kaha he ager hum forex pak forum mn dar kar traiding kren ge to hum kubi kamyab nai ho skte hen forex pak forum mn humare paas is bisnus k bare knowledge acha hona chaiye our humn chaiye k hum is mn zyda se zyda mehnat kren our humesha daleri se traiding kren our apni kamyabi pe yaqeen rukhe to kamyabi hasil hoti he
                          • #14 Collapse

                            Re: Agr hum forex main dar dar k trading krn gy tu

                            ji han Janab aapki baat bilkul theek hai hmain Forex Mein kam karte hue dar dar kar trading nahin karni chahie balki Hamen acche confidence ke sath trading karne chahie Agar Ham acche confidence ke sath trading Karenge to Ham acchi tarah Se kamyab Ho sakenge aur accha profit Hasil kar sakenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Agr hum forex main dar dar k trading krn gy tu

                              G dear ap n thk kaha lakin dr k ilawa i think forex trading m experience aur mehnt ap ki soch aur ap ki strategy sb chezy matter krti ha agr ap ki stategy long term ho gi aur ap ka experience bhi kafi ho ga aur ap market k ups and downs k bary m mukamal knowledge rakhty ho gy to phr ap ko invest krty hovy dr ni ho ga aur jb dr ni ho ga to ap but zeada earning kr skty ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X