Kya fundamental expert ko loss nai hota

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya fundamental expert ko loss nai hota
    Dear friends bahut saray seniors kehtay hain technical traders ko us wakt loss hota hay jab news release hoti hay aur jo traders fundamental k mutabik trade open kartay hain un ko loss nai hota, to keya jo traders fundamentals k expert hotay hain un ko kabi loss nai hota ya un ko bi loss ho sakta hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya fundamental expert ko loss nai hota

    nh bhai yh bht hi acha trader hota hy jo kh news ko read ker ky trading kerta hy lakin bhai yh to nh kaha ja sakta hy loss nh hota bulkh wh her kamyab trader ko bhi hota hy lakin yh hy kh jis pair main hum trade kerna chahty hn to hmain news ko azmi read kerna ho ga jis sy hum achi trading ker sakin gy or hmain acha profit mily ga
    • #3 Collapse

      Re: Kya fundamental expert ko loss nai hota

      ho skta h loss lakin jo proper stop loss ka use krty hen money management kr k markeet mn aty hen unko loss ho to km loss hota h ab js tarah america ny attack kiya iska to ksi ko pta ni tha r market ny aik dm sy jo spike mary hngy un mn loss hoa hoga chahy jtna e xpert q na ho lakin kamyab log risk ko manage kr lety hen wo phly sy e asiy andaz mn chlk ry hty hen k jbi market unk against jay gi to bach k nkl jain gy.
      • #4 Collapse

        Re: Kya fundamental expert ko loss nai hota

        dear g belkul fundamental analysis karnay walon ko bhi loss hota hay is main kabhi bhi trade up aor down ho sakti hay pr ham ko chye k ham is main ityat k sat kam karein is main ham ko mind main isi bhi kism ki hurry up kr k trade ko nahi open karna chye agar ham kertay hein to yeah bad main ham k luck pr depend karta hay k ham ko wo loss dey yeah pher profit .
        • #5 Collapse

          Re: Kya fundamental expert ko loss nai hota

          Bilkul ho sakta hai loss r ye bata ker to nahi ata loss to kisi ko bhi ho sakta hai bus is se sambhal ker chalna hota hai technical analyse kerny waly traders hon ya fundamental analyse kerty hon loss ager hona hoga to kisi na kisi galti k bawojood bhi ho sakta hai but apni traf se dono analyse mai careful rwhna chahye phir trade kerni chahye
          • #6 Collapse

            Re: Kya fundamental expert ko loss nai hota

            Ek baat Yad rakhen ke Forex trading business mein Har Kisi Ko loss hota hai jo Jitna expert ho jaega usko bhi last Hoga koi bhi Aisa Dryden Nahin Hai Jisko loss Na Hota Ho lekin expert traders Apne loss ko profit Mein convert Karne Ka Tarika Jante Hain vah money management aur risk to reward ke sath apni trades ko manage kar lete hain aur average vah profit Mein Hi close Hote Hain
            • #7 Collapse

              Re: Kya fundamental expert ko loss nai hota

              dear loss business ka hisa hy to ye har member ko ho sakta hy es mein kio issue nahi ke senior member ya joiner member ko loss hota hy expert member ko nahi un member ko loss nahi hota jin ka analysis kerna bhot muzbot hota hy market ke news ko watch kerte han or achi tarha success bhe zrori hasil kerte han money menage karna cheye or risky ke bagir trade lein ge tab jab ap fundamental analysis kerte han tab acha profits hasil kar sakty han
              • #8 Collapse

                Re: Kya fundamental expert ko loss nai hota

                Dear friend fundamental analysis karne se loss ke chances kam ho Jaate hain lekin market ka Mukammal andaza Kisi Ko Nahin Hota loss Kisi bhi time ho sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Kya fundamental expert ko loss nai hota

                  fundamental analyzer Jo fundamental analysis karna janty hain in traders ka kabhi loss nae hota kyun k. Woh fundamental analysis karte hai aur unki analysis buhat zaida strong hoti hai Market fundamental move karti hai humein is mein zaida se zaida mehnat karni chaiye hum is mein agar fundamental analysis karte Hain karte Hain toh is se humein faida hota hai kamyabi k liye is mein zaida se zaida mehnat Karen agar ap is mein mehnat karte Hain toh apko is mein zaida faida hota hai is liye ap is mein zaida mehnat Karen aur forex mein Jo zaida mehnat karta hai woh hi is mein kyab hota hai humein market ko pori tarhan analysis karna Ana chaiye yeh humari kamyabi k liye buhat zaroori hai Jo is mein agar mehnat karta hai uska is mein zaida faida hota hai aur is mein agar hum zaida se zaida mehnat karte Hain humein is mein tabhi kamyabi milti hai humein is mein fundamental analysis karna Ana chaiye is mein is ki buhat zaida demand hai magar is mein zaida mehnat karni chaiye is mein Kamyabi k liye humesha zaida se zaida mehnat karte agar hum is mein zaida mehnat karte Hain toh apko is mein kamyabi milti hai forex mein agar ap mehnat karna chahty Hain toh ap is mein zaida se zaida mehnat kar k hi kamyab ho sakty Hain fundamental analysis buhat zaroori hai is mein fundamental analysis Karne se humara faida hota hai agar hum fundamental Analysis se humein acha profit milta hai forex mein humesha zaida se zaida mehnat Karen agar ap is mein zaida mehnat karte Hain tabhi Is mein apko kamyabi milti hai Jo is mein zaida mehnat nae karta hai usko is mein zaida mehnat karta hai mehnat karne Wala hi kamyab hota hai Jo is mein humesha zaida se se zaida mehnat Karne Wala hi kamyab hota hai fundamental Analysis se humein market ki har movements ka Pata chalta hai aur is se humein is mein acha profit milta hai agar hum is mein zaida se zaida mehnat Karen tabhi humein is mein kamyabi milti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya fundamental expert ko loss nai hota

                    hamen sab sa phely apny demag sa ye bat nikalni ho gi ka forex main expert ko loss nhe hota jitna bara trader ho jitna marzi us ka pass exprince ho woh koi galti na karta ho pher bhe usy loss ho sagta ha kun ka forex main koi bhe tajziya kabh bhe 100 % nhe hota . forex main 1 expert chahy koi analysis use kar le fundamental he kun na ho usy loss ho par zeyada tar woh profit main he rahy ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya fundamental expert ko loss nai hota

                      Agar fundamental analysis bilkul hundred percent correct hain to loss hone ke chances bahut hi jyada kam ho Jaate Hain Lekin market Mein fundamental analysis karna bahut hi jyada difficult hai koi bhi abhi tak hundred percent correct fundamental analysis nahin kar Saka isliye lost to experts ko bhi ho jata hai lekin vah use recover Karne Ka Tarika Jante Hain
                      https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya fundamental expert ko loss nai hota

                        g nehi dear aisi koi baat nehi ha seniors traders ko bhi loss hota ha or jub trading fundamental analysis kay mutabik ki jati ha tu os wakt baaz dafa seniors traders ko bhi bohat zeyda loss ho jata ha is ki reason yeh kay kay fundamental mental analysis me jub market ki news ati ha os wakt bohat zeyda volatility ati ha or ap kay pass bohat kam time hota ha koi decisions lenay kay liey isliey fundamental analysis me traders ko zeyda loss hota ha

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X