News ka effect
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News ka effect
    Dear traders news time jb news release hoti ha tu market mein bht ziada movement aa jati ha. Maximum traders news time trading krny ko mana krty haen. Q k us time agr ap trade open krty haen tu jis price pe ap trade lagana chahty haen us pe ni lagti bel k bht ziada gap se lagti ha es liye news time trade ni open krni chaye. Ap ya tu news se pehly trade open krean ya effect k bad aur ye yad rakhaen k news ka effect kem az kem 5 mint tu rehta hi ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: News ka effect

    han g news ka markeet per kafi ziada effect perta hy news time mein markeet fast move kerti hy issi time trading nhi kerni chahiy yeh hamarey expert ki bhi raiy hy keh hamin news time koi trade nhi kerni chahiy kue keh iss mein markeet fast hoti hy to iss time iss ko smhna aour control kerna mushkil ho jata hy iss liy markeet key stable honuy ka wait krein.
    • #3 Collapse

      Re: News ka effect

      news time trade karne kay liey bohat zada knowledge or exprience ki need hoti ha phr hi ap successfull trading kar sakte hain baaz taar seniors traders b news time trading nehi kartay hain kyu kay news time market ki high movements ki waja se loss honay kay chances zada hotay hain ap ko b chahiey kay news time trading ko ignore karay
      • #4 Collapse

        Re: News ka effect

        g hamen news ko follow karna cheye or market main news ko follow kar k he trade karni cheye or market ki movement k liye hamen news ko har hal main follow karna parta hai ise sa hum kamiyab bhe hoty hain ..or market ki news ko dekh kar he tarde karni cheye .
        • #5 Collapse

          Re: News ka effect

          news ke forex mai bohat value hain jab market mai news ate hain to hamy in ko watch kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik acha business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex kabe be band na hony wala acha or unique business hain
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #6 Collapse

            Re: News ka effect

            market main ksii bi waqt trade kar k hi hum run kar skaty hain aur hamain is forum main bi planing kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain news ko dekh k hi trade karni ho gi ta k earn karien gay aur hamain market main bi ansley kar k hi hum achi trade kar k hi hum perform karin gay aur is say fadia ho saky ga
            • #7 Collapse

              Re: News ka effect

              market main news ko dekh k hi trade kar k hi hum run karien gay aur news market main achi information dety hain so hamain planing kar k hi hum run karien gay aur hamain market main bi trend ko use kar k hi hum real main bi trade karein gay tab hi hum perform kar k hi hum sucess ho sakty hain tab hi hum sucuess hon gay
              • #8 Collapse

                Re: News ka effect

                g market ky news per effect hoti hai or hum yha news per acha eanring ker skty hain yeh akh good way hain or buht sy logh is my news ko dekh ker ni kerty or lose ker lety hain yeh akh good way ahi or buht sy logh is my acha earning ker skty hain or ap ko cahyh yeh best hain or ap ko chayh news ko dekh ker trade kerain gyh to asy ap ko lose ni ho gah yeh ak acha business hain .
                • #9 Collapse

                  Re: News ka effect

                  newss market main boht hi acha impact dalti hain so hamain is k bary main planing kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain is forum main bi trade kar k hi hum achi earning kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain si forum main bi trader banany say pahly is k bary main information achi ho gi tab hi hum run karein gay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: News ka effect

                    Ji haan dear Pak forex forum mn News ka bara gehra asar hota hai market mn her news se effect parta hai market mn jab Tak hum achy se analyse nahi kar lety humy kamyabi nahi milti humy chahye k hum buht mehnat karen or trading s pehly market ko achy s analyse karln jitna market par nazar hogi utna hi humare liye acha hoga humy loss Kam hoga or profit k liye humy buht mehnat karna zaruri hai humari mehnat par hi humare mayar hota h forex forum mn dil o Jan s mehnat karen ....

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X