Forex man loss ki waja lalach hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex man loss ki waja lalach hay

    welcome to forex. jee ha hum jub bhe forex treding may koi bhe tred open karte hay to hame profit milta hay. aor hum kah tay hay abhe jo profit hua tha ab bhe ho jaay ga. lakin har waqt market aik jaise nahe rahte hay. aor hame forex pay treding soch samajh kay karne chahiye. ta kh hame loss na ho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex man loss ki waja lalach hay

      lalach waqie main bohat buri bala hai..trading hi nhi,koi bhi kaam ho us mn agar aap ne lalach kia to nuqsaan to phir lazmi uthana pray g.jo mil jata hai usi pr sabar o shukar karna chahiyay or lalich se parhaiz karni chaiay agar aap chahtay han k ap ka account wash naa ho.
      • #18 Collapse

        Re: Forex man loss ki waja lalach hay

        g bilkul forex main loss ki sub sa bari waja lalach he hoti hai hum jitni lalach karty hain hum utny he zeada nakam hoty hain ..hamen kabhi bhe lalach nahi karna cheye bhot zeada soch samjh kar market ko analysis karna cheye ..lalach sa dur rehna cheye ..forex trading main bhot zeada earning gain hoti hai zeada earning milny par members main lalach a jata hai or wo lalach k chkr main loss karwa dety hain ..
        • #19 Collapse

          Re: Forex man loss ki waja lalach hay

          Bilkul Forex ke upar Tamam Tamam Logon Ko jinko loss ho jata hai vah Logon Ko sirf aur sirf is vajah se hota hai ki vah log galti kar Baithe Hain aur apni vajah Se Hi loss kar Baithe
          • #20 Collapse

            Re: Forex man loss ki waja lalach hay

            Welcome to Pak forex.jee ha bhut dafa Dekha Gaya hay bhut Sare log Forex pay apna acconte wash liye Bethany hote hay. Q n ke in logo nay bhut ziada lalach ki hote hay Forex trading karte huay.forexbtresing may insan kabhe bhe lalach na kare warns acconte bhe aap khtam ho Sakta hay. Aor aap Yaha say aagay bhe Nahi ha pate .
            • #21 Collapse

              Re: Forex man loss ki waja lalach hay

              forex main loss ki bahut sari wajohat han jin ka hamen pata he nhe hota sab sa bari waja to learning ka na hona or bhe bahut sari wajohat han par yahan bat ho rahi ha lalich ki taarding main ye ap ka sab sa bara dushman ha is ki waja sa hameesha loss hota ha islye lalich sa bach ka rahen
              • #22 Collapse

                Re: Forex man loss ki waja lalach hay

                [ Forex Mein loss ki wajah lalach hai ji han dear forex forum Main loss ki sab se bari wajah lalach hai Forex forum mein kisi bhi trader Ko Agar kamyabi chahiye To lalach Nahin kare Jo lalach Mein kam Karta Hai wah Hamesha nakam rahta hai Forex Mein lalach Karne Wale trader ka Kabhi Bhi fayda Nahin Hota Ham is mein zyada hardworking karne ki wajah Se Hi Kamyab Hote Hain Hamen Forex Mein Zyada hardworking Karni chahiye lalach Nahin Karenge To fayda Hoga lalchi trader kabhi bhi Kamyab Nahin Hota Forex trading Mein mehnat Karne Wale trader Ko kamyabi milti Hai jo trader zyada hardworking Karta Hai wah zarur successful hota hai Forex trading mein zyada mehnat karna bahut zaruri Hota Hai Jab Ham trading Mein hardworking Karte Hain To is se Hamen kamyabi milti hai Jab Ham trading Mein hardworking Nahin Karte to is se hamen kamyabi bhi nahin milti remind home hardworking Karenge to zarur Kamyab Honge Lekin lalach Karenge to nakam Rahenge Lalachi trader ka Kabhi Bhi fayda Nahin Hota trading Mein lalach Se nuksan Hota Hai
                • #23 Collapse

                  Re: Forex man loss ki waja lalach hay

                  Salam all forex member han g ap ki baat bilkul tk my ap ki baat sy agre karta ho forex my jo hm ko loss hta h na vo hmaare apni vja sy hta h hmari lalch pan k any ki vja sy hta h mistakes sy jald bazi sy ya sb hm tb karty hy jb zada lalch ki pare hti h forex my vo insan kbi kamiyab ni hta ha jo negative soch raky hmysha sabr k st achi soch k st hm ko tread karni chahiy jis sy hm ko achi kamiyabi mily
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex man loss ki waja lalach hay

                    Zaroori to nahi HI k forex main jo loss hota hai wo lalach ki waja se hota hai.aisa bilkul b nahi hai. Koi Sahi se signal k catch nahi kar Pata hai jis ki waja se galat trade lag jati hai or loss ho JATA hai. Har trade lalach ki waja se loss pe nahi atai hai. Kuch galty se b trade lag jati hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X