Education does not matter in forex if you know
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Education does not matter in forex if you know
    Asslam o alaikum dear all forex brothers and sisters
    i want to say that education does not matter in forex if you work hard with no education day and night you must be success one day insha allah if you coperate juniors and other new members you also more success in life .education does not necessary in forex you want knowledge and learning about this is sufficient...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Education does not matter in forex if you know

    dear friend apki bat bilkul theak ha forex trading mn kamyabi sirf educatoin sa naen milti forex trading mn kam krnay k liay prha likha hona zroori ha lekin forex trading mn woh log he kamyab hotay hn jo ziada mehnat krtay hn aur forex trading ko achhi trh learn kr k trade krtay hn
    • #3 Collapse

      Re: Education does not matter in forex if you know

      g baai is may zaroori nahee hay k aap high qualified ho bas aap ko educated hona chahiay k aap market k up downs ko samajh sakay our kise be trade k liay analysis kar sakqy is k elawa is may ziada zaroorath experiance ke hothe hay jis k pass ziada experiance hoga wo is say faida be hasil karega.
      • #4 Collapse

        Re: Education does not matter in forex if you know

        G han dear membr apn saeh kaha h k hamein forex mein kam krne klye kisi taleem ki zarorat nai h blk hamein is mein sirf forex k bare mein knowlij or tjrba hona chahye jis ki bina pr ham forex form se acha arn krne mein kamayab ho jaein ge iss mein sirf mehnt ki zarorat h mehnt se hi sub koch hasil ho ga
        • #5 Collapse

          Re: Education does not matter in forex if you know

          han g bhai jan bilkul sahe bat ke hae ap ne forex main kam karne ke liye or is ko join karne ke liye kisi kisam ke koi education qualification ke zarorat nhe hote hae is main koi bhe kam kar sakta hae or is main koi age lka bhe wo nhe hota hae koi bhe is main kam kar sakta hae lakin bas yehe hae ke mehnat wala hona cahiye ke wo member bas mehnat karta ho wo is main kamayb hae is main agar koi ph.d hae or is main mehnat nhe karta hae wo is main kabhe kamayab nhe ho sakta hae
          • #6 Collapse

            Re: Education does not matter in forex if you know

            G han dear he bat tu hai kay es mai ap kam kartye hain tu es mai ap ko zayda knowldge hasil karna chye es mai eduction koi metter nhi rakhta hai tu ap es mai kam karain aur kamybi jasil karain education es mai metter nhi rakhtye hai
            $$$ Never Give Up $$$
            • #7 Collapse

              Re: Education does not matter in forex if you know

              forex ka koi school yai teacher nahe hain hum is main kud add hoty hain hum is main aik sal ke practice ky bad expert trader banaty hain demo hamy as a teacher guide karta hain hamy is main rozana 2 ganty practice karne chahey per he hum is main acha experience hasil kar sakty hain yai aik aam job ke nisbat bohat ache job hain
              • #8 Collapse

                Re: Education does not matter in forex if you know

                Wa/Salam !!!! Absolutely right my dear friend Education does not matter but Talent ,Hard work ,Determination ,Sabar in k bagair guzara ni hoskta forex pr daty rhny k lye forex ko time dena bhi buht zaruri hai Time jitna zada yahan spend karengy utna knowledge barhy gi posting mn speed aegi or experience barhy ga or trading k lye bhi yh buht suitable hai k hum forex ko time den .... Forex par sb kam karsakty hain forex k lye humy bus time table bana k kam karna chahye is k bina kamyabi nhi milegi .... Bina mehnat k kamyabi mumkin hi nhi hai jitna mehnat krogy utna kamyabi milegi forex per focus karen ta k apky masly hal hon ....
                • #9 Collapse

                  Re: Education does not matter in forex if you know

                  g han bhai jan ap ny jo bat kahi hai sahi hai laken forex ko achi rha smjhny k liye insan ko itna parha likha hona zarori hai k wo forex main likh parh say or osko smjh skay or aghr ap yah kahty hain k forex main wo bhi kamyab ho skty hain jo kbhi school gy hw nahi hain tu un liye forex ko smjhna oht mushkil hai or es ko join krna esi liye forex k liye thora boht parha likha hona zarori hai q k yah aik internationl level ka business hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Education does not matter in forex if you know

                    hamy ache strategy bana kar forex mai kam krana ho ag pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hamy strategy ko kabe be ignor naho karna chaey hamy ache learning gain kar ky kam karna ho ga pher he hum gay bar skay gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain yai all world mai bohat taze sy famous ho rah ahan
                    • #11 Collapse

                      Re: Education does not matter in forex if you know

                      is mian kam karny ky liye well educated hiona zaorri nahi hain hamy best experrice or knowkledeg hasil kar ky is main mehanst sy kam karna chahey pher hi ham success gain kar sakty hain hain agr ham is main tukky laga kar emotional ho kar kam kary gy to hamy loss ho kata hain or hajmara account be wash ho sakta hain is main market ka qasor nahio hota
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Education does not matter in forex if you know

                        bilkul dear aapki baat bilkul theek hai Forex trading business Mein Hamari education matter nahin karti Forex trading business Mein Hai qualification matter nahin karti Agar Ham Forex trading business ka hi knowledge Hasil karne aur Forex ko understand Kar Le To Ham easily Forex Mein Kamyab ho sakte hain isiliye koshish karen ki Forex understand Karen aur apni earning ko increase karne ki koshish karen Shukriya

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X