loss se darna nhe cahiye balke loss ko recover kiya jae

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: loss se darna nhe cahiye balke loss ko recover kiya jae

    dear bilkul loss se darna nahi chahye loss ko recover larna chahye kuke jitna loss se darege wo utna darayega or hume mehnat larke loss ko recover karna hai lekon uske liye kaafi time lag jata hai dears forex me trade ke doran humari ghaltiyoon se loss to hota hai lekin usko recover karne me kaafi time lag jata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: loss se darna nhe cahiye balke loss ko recover kiya jae

      g han dear bozdil logo ke tarha hamain loss hone par chorna nahi cheye bilke us ko cover kerne kilye dat kar mukbala kerna cheye jo member loss hone se lesson hasil kerte han unhe next dafa kabi bhe loss nahi hota es liye ki wo use cover kerne kilye hamain mehnat or dat ker mukbala kerte han
      • #18 Collapse

        Re: loss se darna nhe cahiye balke loss ko recover kiya jae

        G Han dear ap ny Sahi Kaha hai loss se hamen darns Nahin Chaheay balky loss ko recover Karna seekhen hamen cmagar Forex main loss ho jata hai Tu hamen Chaheay k loss Ka dat Kar muqabla Karen aur loss Ku tasty se hta Kar Acha profit gain Karen is kleay hamen sakht mehnat aur time ki zrurat Hoti hai ISI leay forex trading k leay ziyada se ziyada time nikalen aur mehnat kren phir Achi earning hasil karen
        • #19 Collapse

          Re: loss se darna nhe cahiye balke loss ko recover kiya jae

          Dear forex members forex business aik kaamyab or online business ha.forex business mein agar kbi loss hojaay to loss sa ghabraa kar himat ni haarni chahiya blky loss ko face krna chahiya.
           
          • #20 Collapse

            Re: loss se darna nhe cahiye balke loss ko recover kiya jae

            اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfarazahmad پيغام ديکھيے
            Assalamau Alaikaum my dear members forex business main hamen jese profit hota hae wese he hamen is main loss bhe hota hae to hamen is main jab hamen loss ho hamen ghabrana nhe cahiye or darna bhe nhe cahiye agar hamen loss ho bhe gya hae to hamen cahiye ke hum us loss ko recover karen aik ache trader ke tarah
            Agar Ham Logon se Karenge To Hamen Aur Bhi Jyada loss Hoga isliye Logon se Darna Nahin chahie balke acche tarike se kam Karke Apne loss ko recover karne ki koshish Karni chahie Jab Ham theek tarike se kam Karenge to loss ko recover bhi kar lenge aur acchi trading bhi karne lag jaenge
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #21 Collapse

              Re: loss se darna nhe cahiye balke loss ko recover kiya jae

              اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfarazahmad پيغام ديکھيے
              Assalamau Alaikaum my dear members forex business main hamen jese profit hota hae wese he hamen is main loss bhe hota hae to hamen is main jab hamen loss ho hamen ghabrana nhe cahiye or darna bhe nhe cahiye agar hamen loss ho bhe gya hae to hamen cahiye ke hum us loss ko recover karen aik ache trader ke tarah
              loss Forex trading Ka important part hai agar aap Logon se dar Jaenge to aapko Aur Bhi Jyada loss hoga isliye lost Se Kabhi Bhi Na Karen aur mehnat Karke kam Karte Rahe Jitna Jyada mehnat Karenge aur apne losses ko over kam karne ki try Karenge aapki trading Kitni hi jyada improve Hogi aur aapko kamyabi Jarur milegi
              • #22 Collapse

                Re: loss se darna nhe cahiye balke loss ko recover kiya jae

                Ji han blkl forex mn loss se darna nhi chahye balky bravery se humko iska samna krna chahye isko recover krna chahye forex trading mn loss recover krna buht zada mushkil nhi h
                • #23 Collapse

                  Re: loss se darna nhe cahiye balke loss ko recover kiya jae

                  Trading mein loss and profit hota rehta hy isliye hmen ghbrana nahin chahye blky tahmul mizaji sy kam lyna chahye aur apni mehnat jari rakhni chahye.
                   
                  • #24 Collapse

                    Re: loss se darna nhe cahiye balke loss ko recover kiya jae

                    sub log loss sy darte nahi hain balk loss recover karne ki koshish karte hain per kar nahi pate is ka hal hr kesi k pass nahi hota hum be loss sy bachna chahye hain per hum apna loss recover nahi ker pate so hum koshish zarore karte hain hum expert ko follow karne ki koshish karte hain is sy faida be howa hai dosto ap be is tip ko istamal kar k life behter banasakty hain.
                    • #25 Collapse

                      Re: loss se darna nhe cahiye balke loss ko recover kiya jae

                      Bahut theek Baat kahi hai aapane trading Mein Jahan per Ham big big profit Hasil karte hain ISI Tarah Ham trading Mein loss Karte Hain profit aur loss donon hi hai ismein loss se Darna Nahin chahie balki Apne mistake ko remove karna chahie ki kahan per Humne loss Kiya Hai vahan per maarpeet ko dubara learn karna chahie loss ko mind Mera kar Ham Dobara market se prapt Hasil nahin kar sakte hain isliye Ye Hamen chahie ki ham log Se Na Darne aur aur risk dekh bhi kamyabi milti hai
                      • #26 Collapse

                        Re: loss se darna nhe cahiye balke loss ko recover kiya jae

                        Loss her business ka hissa hotey hain is liye loss sey ghabrana mahe chahiyea balky agar loss hojae tou usey recover karney ki koshis karni chahiyea agar ghabra jaengy tou kabhi kamyab nahe hongey or na he loss recover kar sakenegy
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: loss se darna nhe cahiye balke loss ko recover kiya jae

                          Dear brother g han forex business me loss se darna ni chaye bal khe forex business loss covered krna chaye forex ak acha business ha forex ko experience or knowledge k sath kam krna chaye forex me ager loss ho rhe ho to ache mahnat k sath kam kr ke loss ko covered kr sakty hn

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X