kia is waqth Gold ko sell karna sahee hay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia is waqth Gold ko sell karna sahee hay.
    dear friends maray khyal mah is waqth gold par sell ke trade lagana sahee nahee hay kionka jo halaath chal rahay hay USA our Iran k darmiaan may tho os say gold nay mazeedh oopar jana hay our qsay halaath may gold ko sell karna sahee nahee hay ye nuqsaan dy saktha hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia is waqth Gold ko sell karna sahee hay.

    Gee bhai aap ne bilkul sahi kaha abhi Iran aur America mein tension barkrar hai abhi dollar mazeed down ayega aur gold strong hoty hvy upwards move krega abhi sellers ko ehtiyat krni chahiye kionkeh kisi waqt bhi war ho sakti hai jo gold ko boht up kr degi is liye gold mein chance lena theek nhi hoga.
    • #3 Collapse

      Re: kia is waqth Gold ko sell karna sahee hay.

      Asslam o aalikum..g han dear ap ki baat thik hy forex treading min sab sy phely hamin markeet ko achy synalize kar ka hum treading kar sakty hain hamin gold pair par treading karny ka lia hamin is min ziyada sy ziyada ahetiyaat karni chaye hanmin forex min gold pair ki news ko aa raha hy ka ab 1650 tak jay ga isi lia hamin is par sell karna bajut hi rieksy hy jis sy hamin loos hosakta hy isi lia hamin soch samjh ka treading karni chaye jis sy hum acha profit haisl kar sakty hain..
      • #4 Collapse

        Re: kia is waqth Gold ko sell karna sahee hay.

        Es waqat gold ko sell karna thek ni hai kiu k dunya ik jung ki taraf barh rahi hai, asi halat ma gold or cl k up hony k bhot zayada chances hai, gold tb he down aye ga jb halat normal ho jayn gy, fil hal gold nechy kam aye ga or uper zayada jae ga,
        • #5 Collapse

          Re: kia is waqth Gold ko sell karna sahee hay.

          Dear is waqat market ka Kuchh pata nahin chal raha ke kab kahan Mukar Jaaye isliye Agar aapane gold Jaise fast pair per trade karni hai to Soch samajhkar aur apne knowledge or experience ke according acchi Tarah market ka analysis karne ke bad trade open karna tha ki aapko uska Samna kam se kam ho aur aap apni trade ko profitable Banakar acchi kamyabi Hasil kar Saken
          • #6 Collapse

            Re: kia is waqth Gold ko sell karna sahee hay.

            Abhi to kuch kaha nahi ja sakta kyon ke market bullish lag rahi hai ab aur mumkin hai ke market mazeed up Jaye to agar Ham sell pe hi rahen ge to loss karain ge is liye mehant karna buhat hi zarori hai ye sab AP ke experience pe depend karta hai trade kabhi bhi kisi se pooch ke ya kisi ki trading ko copy Kar ke na karain ye AP ko knowledge nahi deti to jab Tak knowledge nahi ho ga AP ko ane wale waqt mein loss ho ga
            • #7 Collapse

              Re: kia is waqth Gold ko sell karna sahee hay.

              AoA, dear filhal AP gold par is wakt AP sell trade lagana account wash krny Kay brabar Hy es leay ap ki chye kay forex me kabhi bhi news Kay doran ya phr war situation me gold par sell trade lagana bohot Bari ghalti sabit ho skti Hy es leay gold par AP buy trade lgaen lekin news ko watch krny Kay baad
              • #8 Collapse

                Re: kia is waqth Gold ko sell karna sahee hay.

                Dear friend gold main market ki movement Mere analysis ke mutabik uptrend mein hi jyada Rahegi Baki market ka Mukammal andaza Kisi Ko Nahin ho sakta. .
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: kia is waqth Gold ko sell karna sahee hay.

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Haiderafzal پيغام ديکھيے
                  dear friends maray khyal mah is waqth gold par sell ke trade lagana sahee nahee hay kionka jo halaath chal rahay hay USA our Iran k darmiaan may tho os say gold nay mazeedh oopar jana hay our qsay halaath may gold ko sell karna sahee nahee hay ye nuqsaan dy saktha hay.
                  Gold ki condition is takat bahut jyada dangerous hai aur gold ko karna aur Bhi Jyada uski ho sakta hai iska main reason yah Hai K USA aur Iran ki ki condition bahut kharab Hui Hai Jiski vajah se gold ki market bahut Teji se upar ki taraf ja rahi hai
                  FRD 07 TRADING JOURNAL

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X