Zaroorat say zayada overconfident hojanay say bhi loss hojata hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zaroorat say zayada overconfident hojanay say bhi loss hojata hay
    Forex ke upar kam Karte Ho Kya Jab ham log jarurat se jyada overconfident ho Jaate Hain usse bhi Ham logon ko bahut jyada loss ho jata hai isliye Hamen chahie ki lalach ki school se confident hokar kam Karen aur jitni jyada ho sake mehnat karte ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Zaroorat say zayada overconfident hojanay say bhi loss hojata hay

    ji hun ap na theekl khaha ha k ager hum trading kerty hoay zarorat se ziada confident ho jain jisy hum over confident kahty han tu is se bhi humain loss ho sakta ha akser wo traders is tarh kerty han jionhin start main do char bar profit hony lagy tu wo is tarh kerty han tu humain apny mind main ya bat set ker lyni chahaiy k ager hum ovesr confident ho k trading karein gy tu is se humain profit nhi loss hota ha.
    • #3 Collapse

      Re: Zaroorat say zayada overconfident hojanay say bhi loss hojata hay

      Overconfidence hota hi zarorat se zeyada hai hmain is ko avoid karna chahiye ta ke hmain loss na ho hmain profit ho kyon ke jab ham aese emotions Mein kaam karain ge to loss ke chances buhat zeyada ho jayen ge is liye agar learn karna hai aur earn karna hai to phir acha kaam karne ke liye emotions ko control karna buhat ho zarori hai lehaza mehant mein hi ye cheezain theek hon gi
      • #4 Collapse

        Re: Zaroorat say zayada overconfident hojanay say bhi loss hojata hay

        Forex main kamyabi hasil karne k liye hamare pas confidence ka hona bahut i zarori hai jis ki madad se forex main hum acha work our achi trading kar sakte hain our forex main hum acha profit bhi hasil kar sakte hain our forex main hum loss se bhi bach sakte hain our forex trading main hamein over confidence nahi hona chahiye jis se forex main hamein bara loss ho sakta hai our forex main hamari mehnat bhi waste ho sakti hai
        • #5 Collapse

          Re: Zaroorat say zayada overconfident hojanay say bhi loss hojata hay

          jee han bilkul sahe kaha ap ne dear k forex k kam men over confidence ap ko loss men daal deta hay forex k kam aik technical kam hay ap is ko samjhen pher ahisata ahista trade keren learni g zayada keren kun k yehen learning ap ko future men bhut faida de ge ap k tajraba jese jese barhta jae ga ap k trading men nikhaar ata jae ga but avid over confidence.
          • #6 Collapse

            Re: Zaroorat say zayada overconfident hojanay say bhi loss hojata hay

            Bilkul thheek kaha bhai over confidence leads us to loss.
            Hmy over confidence nhi krna chahiye mehnat krni chahiye kamyabi mehnat mein he hy over confidence mein loss hy kyun k insan confidence mein reh jata hy or mehnat nhi krta.
            • #7 Collapse

              Re: Zaroorat say zayada overconfident hojanay say bhi loss hojata hay

              g bilkul over confidence ni hona chaiye jb b ap over confidence hngy ksi b kam mn chay koi r business e q na ho to nuqsan hoga faida ho b skta h lakin risk xyada hta hh agr nuqsan hojy to wo brdasht sy bahir ho skta h lehaza over confidence bilkul b na hon specially forex mn to koshish kren bch sken.
              • #8 Collapse

                Re: Zaroorat say zayada overconfident hojanay say bhi loss hojata hay

                Ji han bahut Achcha kaha hai aapane aisa hi hai Hamen kabhi bhi overconfident nahin Hona chahie Jab Bhi Ham overconfident Honge to definite baat hai ki Hamen loss Ka Saamna Hoga isliye Hamen chahie kya Khud Mein confidence develop Karen lekin Kabhi Bhi overconfident hokar Koi kam na Karen Forex trading mein bhi Hamen confidence ki bahut Bheed hoti hai lekin overconfident Ki Nahin Hoti isliye Khud Ke emotions per aur Khud Ke confidence per control Rakhna sikhen tab bhi aap apni trading co successful banaa Sakenge.
                • #9 Collapse

                  Re: Zaroorat say zayada overconfident hojanay say bhi loss hojata hay

                  G han dost ap nay bilkul sahee kaha hy men ap ki bat say agree karta hun k forex men loss ki ak sab say bari waja over confidence b hy kion k zarorat say zada confidence b loss ka sabab bnta hy bnday men confidence hona chahey but wo over confidence na bnay kion k over confidence over trading ka sabab bnta hy jis say hamen loss hota hy is lye is say jitna ho sakay avoid karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Zaroorat say zayada overconfident hojanay say bhi loss hojata hay

                    Brother hamaein trade kartay waqat over confident ni hona chahiay hamari trading mein bohat kuch ho sakta hai ya loss or ya profit tu hamaesha aik achi trade k sath kaam krain.
                    Jab tak ap confident na hon tu trade na krain kabhi kabhi hum khud par itna zayda confidence kar laitay hain keh hamra profit ki bjaey loss ho jata hai or jiski wajah se hum na umeed ho jatay hain or hamara knowledge pe bharosa kam ho jata hai tu mera bhai hamaesha aik achi soch or aik acha tajziya k sath trade krain kabhi bhi yeh na sochain k ap perfect.
                    Everyone is here to learn
                    • #11 Collapse

                      Re: Zaroorat say zayada overconfident hojanay say bhi loss hojata hay

                      Hamen overconfidence Nahin Hona chahie Hamen confidence ke sath kam karna chahie lekin Hamen overconfidence Nahin Hona chahie Is Tarah Hamen loss ho sakta hai Forex Mein Hamen Soch Samajh Kar kam karna chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Zaroorat say zayada overconfident hojanay say bhi loss hojata hay

                        welcome to forex. jee ha hame forex pay mehnat to karte hay. aor hame forex hamare mehnat ka sila bhe deta hay. agar hum ko acha bonus bhe mil jaay aor hum forex treding may bhe ache incom hasil kar lay to phir hame overconfidence nahe hona chahiye . balke saber aor tahamul kae sath work karte rahna chahiye.
                        • #13 Collapse

                          Re: Zaroorat say zayada overconfident hojanay say bhi loss hojata hay

                          Forex trading main agr humre pas acha Confident hai tu hum forex main achi traha kam kr skte hn kiun k forex trading main acha confident bahut zarori hai agr ap apne kam main ache hn ap k pas forex ka kafi knowledge hai r sath ap k pas acha confident hai tu ap forex main bahut kamyab ho
                          • #14 Collapse

                            Re: Zaroorat say zayada overconfident hojanay say bhi loss hojata hay

                            g han dear bilkul forex business mein zrorat se zeyda overconfidence nahi hona cheye kuin ke es se loss ho sakta hy es liye ap ko hamsha mehnat or himat se kam kerna cheye zeyda learning kerne se ham achi experience develop ker sakty han tab ap forex mein loss se bach sakty han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Zaroorat say zayada overconfident hojanay say bhi loss hojata hay

                              Ji aapane Sahi kaha hai Hamen overconfidence Nahin Hona chahie bal k hamy confidence Ke Sath Apna Kam karna chahie 1 level mein

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X